Ad Code

Responsive Advertisement

Google Adsense Account Kaise Banaye

Friends Google Adsense ek aisa Ads Network hai jiske bager humara Website(Blog) suna - suna sa lagta hai. Jitne bhi New Bloggers hai unka bas ek hi sapana hota hai ki ve apne Website(Blog) pe Adsense ke ads lagaye aur achhi kamai kare. isliye aaj hum Adsense Account banane ke bare me janege. Lekin Adsense me Account Banane se pahle aap yah jarur janch le ki apki site Google Adsense Policies par khara utarta ho. Adsense Account Approval karvane ke liye apke Website(Blog) pe ye sab chije honi jaruri hai Jaise ki.

  • About Us Page

  • Contact Us Page

  • Privacy Policy

  • 30-40 Quality Cotent Post

  • 6 month Old


Agar apka Website(Blog) in Google Adsense Terms and Policies par khara utarta ho to aap niche diye Steps ko Follow kar ke Adsense Account bana sakte hai.

Google Adsense Account Kaise Banaye

Adsense Me Account Kaise Banaye :


#Step 1. Sabse pahle Google Adsense ki site khole. aur Sign Up par click kare.

Google Adsense Account Kaise Banaye

#Step 2. Ab Sign in par click kare.

Google Adsense Account Kaise Banaye

#Step 3. Apna Gmail id aur Password dal kar login kare.

Google Adsense Account Kaise Banaye#Step 4. Ab upar wale box me apne Website(Blog) ka url dale aur Language Select kar ke Continue par click kare.

Google Adsense Account Kaise Banaye#Step 5. Ab ek form khulega jisme apko apna Name aur Address wagera salni hai. [Note : Payee Name apke Bank Account Name se match karna chahiye aur Address sahi - sahi dale kyonki usi Address pe Verification ke liye PIN aayega.] form pura bharne ke baad Submit My Application par click kare.

Google Adsense Account Kaise Banaye

» Also Read → Adsense Se Payment Kaise Le

#Step 6. Ab ek Pop Up page Open hoga jisme Google ki Trerms and Services di hui hogi. Aap chahe to padh sakte hai aur Last me Yes, I have read and accept the agreement. pe tick kar ke Accept par click kare.

Google Adsense Account Kaise Banaye

#Step 7. Congratulation! Apka Google Adsense Account ban gaya hai.

Google Adsense Account Kaise Banaye» Must Read → Amazon Affiliate Program Se Apne Blog(Website) Pe Paise Kamaye

Adsense Account Banane Ke Baad Kya :


Adsense Account banane ke baad Google Adsense ki Team apke Application ko Review karegi aur 12 ghante ke andar apko ek mail bhejegi Application Approval ya Disapproval ka. Lekin ye to bas First stage Approval hoga Adsense ka. Ek bar jab apka First Stage Appoval ho jaye to apko Ads Unit Create kar ke Google Adsense ke ads apne Blog me laga kar rakhane hai. Jab tak apka Adsense Account fully Approval nahi ho jata tab tak vahan Blank ads hi sow karenge Fir Google ki Team apke Website(Blog) ko Review karegi aur apko 7 din ke andar Fully Approval ya Disapproval ka mail bhejegi. Jab apka Adsense Account Fully Approval ho jayega tab apke Website(Blog) pe Adsense ke Ads Automatic display karna suru kar denge.

Friends I hope ki apko ye post pasand aai hogi. Humare naye Post ki jankari pate rahne ke liye hume Email par Subscribe kare aur is post ko Share karna bhi na bhule...Thank You!
Reactions

Post a Comment

32 Comments

  1. Bro kya aap hame bata skte Hi ki Appearance ki setting blogger me kaha se hoti h ye option kaha par melega

    ReplyDelete
  2. Thanks Adsense approved ho gaya.Brother aap ek baar meri site ko check karke bataye site kaisi hai ?

    ReplyDelete
  3. hmmm bro bikl smj aa gya ...last me jo imp bat btai h wo maine srf tmhre blog m padhi ...baki kisi me ni h...thnxx.
    bhai mera blog disapproval ho rha h qki text km hai
    .....kya kru????
    mera song lyrics ka blog or songs lyrics me to limited text hote h plzz bro help

    ReplyDelete
  4. Appearance ka Option Wordpress par hota hai. Vaise apko janna kya chahte hai. agar widget add karna chahte hai to Layout me jakar kar sakte hai.

    ReplyDelete
  5. Apki site bahut achhi hai...keep it up !

    ReplyDelete
  6. Kitni bar disapproval hua adsense apka. Disapproval mail me apko kuch n kuch to reason bataya hi gaya hoga ki kya fault hai apke site pe jiski vajah se apka Adsense Approval nahi hua. Agali bar use sudhar ke fir se apply kare ho jayega. bahut se longo ke sath aisa hua hai lekin bar - bar apply karne se ek approval ho hi jati hai adsense.

    ReplyDelete
  7. hmmm ok bro thnx...nd koi Android APP bta do blogger template edtd krne k liyr

    ReplyDelete
  8. Aisi koi App nahi hai jis se ki aap Template ko edit kar sake. Haa aap Google Chrome browser se try kar ke dekh sakte hai agar ho jaye to.

    ReplyDelete
  9. Bhayi apne pucha Hi h to me bata deta hu kyo ki wo sirf jankaar blogger Hi bata skta h me apse Janna chahta hu ki me post title ke niche jo description likhta hu uska font bada or font style change karna h internal nahi kyo ki internal to ham post krte time post font change kr skte h par jesi Hi meri site kholo tabhi wo front page par jo title ke niche post details h wo font small h aap check kar skte h wo bade karna plz agar ho ske to plz mughe bataiye apki bahut mehrbani hogi...thanks

    ReplyDelete
  10. Aap template ko edit kar ke font ka size bada kar sakte hai. for example ki aap dekhenge h1, h2, h3 tags diye honge ab apko sabse chhota wala yani ki h6 ka font bada karna hai. ye code apko css syling me milega.

    ReplyDelete
  11. Sir Maine do din pehle AdSense ke life aaply kiya that abhi take koi approval ya disapproval ka message nahi aaya kya koi kaaran hai.air Maine YouTube me jariye google AdSense me liye aaply kiya tha.

    ReplyDelete
  12. Kabhi kabhi time leti hai adsense ki team. aap wait kariye jaldi hi apko mail aa jayega.

    ReplyDelete
  13. Sir mera adsense approve hogaya lekin muje post ke bich me 2-3 ads lagane hai to wo me kaise lagau please bataye

    ReplyDelete
  14. blogger me apko template editor se karna hoga. Iske bare me main ek post likhunga...

    ReplyDelete
  15. Bhai mera AdSense approve ho chuka hai magar mai apni website pe AdSense ke ad nahi dikha paa raha hoo aisa kyu?

    ReplyDelete
  16. vinay bro kiya mere liye Adsense account bana doge please mera number 9407330863.dileeppathe@gmail.com

    ReplyDelete
  17. Blog me about us,contact us related post kse judte h
    Or mere bloge comments app vali Website ki trh show kse kre

    ReplyDelete
  18. Bhot acchi jankari diya hai aapne is
    Post se bhot sare new blogger ko or
    Muje bhi help mila hai sr mera ek
    Sabaal hai ki aapne jab Google Adsense
    gaya tha tab kitna visitors aapke blog
    Me aate the sr thenks to aarticle publish Google Adsense

    ReplyDelete
  19. Hello sr mera alexa renk blog me
    Show nahi ho rha hai par tool me
    Or alexa ki site pe jake link dalte
    He apne blog ka to dikhata hai
    Alexa salu hogya hai par please mere
    Blog me jake meri is musibat ka
    Door karne me halp kare

    ReplyDelete
  20. Thankqs sir bahit hi badiya artical , kafi help mili he aapki post se

    ReplyDelete
  21. hi frends.
    mera adsense ka cpc bahhut kam hogaya hai. plz muze kuch tips bataye jisase mere adsense ka cpc bad jayega

    ReplyDelete
  22. Jaydeep Machhi26 July 2016 at 09:09

    Badiya Contain Daalo Cpc Bad Jayenga, Aam Tor Par India Me CPC Low Aata Hai, Aap Ka Kitna Aata Hai

    ReplyDelete
  23. mjy adsense reject karde5ta ha approv karrwana ha

    ReplyDelete
  24. Jaydeep Machhi31 July 2016 at 02:24

    Yes Aap Adsense Ko Cancel Bhi Kar Sakte Ho Aur Approval Bhi Kar Sakte Ho, Lekin Jyada Baar Aisa Karne Se Aap Ka URL Blok Bhi Ho Sakta Hai Wog Dhayn Rakhna Padta Hai,

    ReplyDelete
  25. Ache se samjaya hai aap ke hindi likhne ke style bahot achi hai

    ReplyDelete
  26. a good post on google adsense account but i think that a website doesn't need to be 6 months old to get approval from google adsense. if you can build a quality website with good content then you can get approval easily before 6 months.

    ReplyDelete
  27. six month website old ho to achha rehta hai, six month me traffic bhi aa jata hai

    ReplyDelete
  28. you doesn't need good traffic to get adsense approval just need to focus on quality.

    ReplyDelete
  29. sir Maine kl ek blog bnaayaa hai
    main nya user hoon
    sir. main ye. jaanna chaahhta hoon
    ki blog se paise kaise km a sakte hain

    ReplyDelete
  30. Bahut achhi jaankari bhai,

    meri bhi site hai kya aap bata sakte isme kya kami hai.

    ReplyDelete
  31. Thanks Sivam, Mene Tumhari Website Cheak Kiya, Badiya Hai, Lekin Logo Change Kare To Achha Hai

    ReplyDelete
  32. Hello dosto mera name Jalavendar Singh hai my banda my rahta hu my yaha jop karta hu meri taraf se aap sabko namashkar

    ReplyDelete

Apka comment humare moderation ke bad dikhai dega. Isliye comment karne ke bad pritksha kare. bar-bar ek hi comment na kare...