- About Us Page
- Contact Us Page
- Privacy Policy
- 30-40 Quality Cotent Post
- 6 month Old
Agar apka Website(Blog) in Google Adsense Terms and Policies par khara utarta ho to aap niche diye Steps ko Follow kar ke Adsense Account bana sakte hai.
Adsense Me Account Kaise Banaye :
#Step 1. Sabse pahle Google Adsense ki site khole. aur Sign Up par click kare.
#Step 2. Ab Sign in par click kare.
#Step 3. Apna Gmail id aur Password dal kar login kare.
» Also Read → Adsense Se Payment Kaise Le
#Step 6. Ab ek Pop Up page Open hoga jisme Google ki Trerms and Services di hui hogi. Aap chahe to padh sakte hai aur Last me Yes, I have read and accept the agreement. pe tick kar ke Accept par click kare.
#Step 7. Congratulation! Apka Google Adsense Account ban gaya hai.
Adsense Account Banane Ke Baad Kya :
Adsense Account banane ke baad Google Adsense ki Team apke Application ko Review karegi aur 12 ghante ke andar apko ek mail bhejegi Application Approval ya Disapproval ka. Lekin ye to bas First stage Approval hoga Adsense ka. Ek bar jab apka First Stage Appoval ho jaye to apko Ads Unit Create kar ke Google Adsense ke ads apne Blog me laga kar rakhane hai. Jab tak apka Adsense Account fully Approval nahi ho jata tab tak vahan Blank ads hi sow karenge Fir Google ki Team apke Website(Blog) ko Review karegi aur apko 7 din ke andar Fully Approval ya Disapproval ka mail bhejegi. Jab apka Adsense Account Fully Approval ho jayega tab apke Website(Blog) pe Adsense ke Ads Automatic display karna suru kar denge.
Friends I hope ki apko ye post pasand aai hogi. Humare naye Post ki jankari pate rahne ke liye hume Email par Subscribe kare aur is post ko Share karna bhi na bhule...Thank You!
32 Comments
Bro kya aap hame bata skte Hi ki Appearance ki setting blogger me kaha se hoti h ye option kaha par melega
ReplyDeleteThanks Adsense approved ho gaya.Brother aap ek baar meri site ko check karke bataye site kaisi hai ?
ReplyDeletehmmm bro bikl smj aa gya ...last me jo imp bat btai h wo maine srf tmhre blog m padhi ...baki kisi me ni h...thnxx.
ReplyDeletebhai mera blog disapproval ho rha h qki text km hai
.....kya kru????
mera song lyrics ka blog or songs lyrics me to limited text hote h plzz bro help
Appearance ka Option Wordpress par hota hai. Vaise apko janna kya chahte hai. agar widget add karna chahte hai to Layout me jakar kar sakte hai.
ReplyDeleteApki site bahut achhi hai...keep it up !
ReplyDeleteKitni bar disapproval hua adsense apka. Disapproval mail me apko kuch n kuch to reason bataya hi gaya hoga ki kya fault hai apke site pe jiski vajah se apka Adsense Approval nahi hua. Agali bar use sudhar ke fir se apply kare ho jayega. bahut se longo ke sath aisa hua hai lekin bar - bar apply karne se ek approval ho hi jati hai adsense.
ReplyDeletehmmm ok bro thnx...nd koi Android APP bta do blogger template edtd krne k liyr
ReplyDeleteAisi koi App nahi hai jis se ki aap Template ko edit kar sake. Haa aap Google Chrome browser se try kar ke dekh sakte hai agar ho jaye to.
ReplyDeleteBhayi apne pucha Hi h to me bata deta hu kyo ki wo sirf jankaar blogger Hi bata skta h me apse Janna chahta hu ki me post title ke niche jo description likhta hu uska font bada or font style change karna h internal nahi kyo ki internal to ham post krte time post font change kr skte h par jesi Hi meri site kholo tabhi wo front page par jo title ke niche post details h wo font small h aap check kar skte h wo bade karna plz agar ho ske to plz mughe bataiye apki bahut mehrbani hogi...thanks
ReplyDeleteAap template ko edit kar ke font ka size bada kar sakte hai. for example ki aap dekhenge h1, h2, h3 tags diye honge ab apko sabse chhota wala yani ki h6 ka font bada karna hai. ye code apko css syling me milega.
ReplyDeleteSir Maine do din pehle AdSense ke life aaply kiya that abhi take koi approval ya disapproval ka message nahi aaya kya koi kaaran hai.air Maine YouTube me jariye google AdSense me liye aaply kiya tha.
ReplyDeleteKabhi kabhi time leti hai adsense ki team. aap wait kariye jaldi hi apko mail aa jayega.
ReplyDeleteSir mera adsense approve hogaya lekin muje post ke bich me 2-3 ads lagane hai to wo me kaise lagau please bataye
ReplyDeleteblogger me apko template editor se karna hoga. Iske bare me main ek post likhunga...
ReplyDeleteBhai mera AdSense approve ho chuka hai magar mai apni website pe AdSense ke ad nahi dikha paa raha hoo aisa kyu?
ReplyDeletevinay bro kiya mere liye Adsense account bana doge please mera number 9407330863.dileeppathe@gmail.com
ReplyDeleteBlog me about us,contact us related post kse judte h
ReplyDeleteOr mere bloge comments app vali Website ki trh show kse kre
Bhot acchi jankari diya hai aapne is
ReplyDeletePost se bhot sare new blogger ko or
Muje bhi help mila hai sr mera ek
Sabaal hai ki aapne jab Google Adsense
gaya tha tab kitna visitors aapke blog
Me aate the sr thenks to aarticle publish Google Adsense
Hello sr mera alexa renk blog me
ReplyDeleteShow nahi ho rha hai par tool me
Or alexa ki site pe jake link dalte
He apne blog ka to dikhata hai
Alexa salu hogya hai par please mere
Blog me jake meri is musibat ka
Door karne me halp kare
Thankqs sir bahit hi badiya artical , kafi help mili he aapki post se
ReplyDeletehi frends.
ReplyDeletemera adsense ka cpc bahhut kam hogaya hai. plz muze kuch tips bataye jisase mere adsense ka cpc bad jayega
Badiya Contain Daalo Cpc Bad Jayenga, Aam Tor Par India Me CPC Low Aata Hai, Aap Ka Kitna Aata Hai
ReplyDeletemjy adsense reject karde5ta ha approv karrwana ha
ReplyDeleteYes Aap Adsense Ko Cancel Bhi Kar Sakte Ho Aur Approval Bhi Kar Sakte Ho, Lekin Jyada Baar Aisa Karne Se Aap Ka URL Blok Bhi Ho Sakta Hai Wog Dhayn Rakhna Padta Hai,
ReplyDeleteAche se samjaya hai aap ke hindi likhne ke style bahot achi hai
ReplyDeletea good post on google adsense account but i think that a website doesn't need to be 6 months old to get approval from google adsense. if you can build a quality website with good content then you can get approval easily before 6 months.
ReplyDeletesix month website old ho to achha rehta hai, six month me traffic bhi aa jata hai
ReplyDeleteyou doesn't need good traffic to get adsense approval just need to focus on quality.
ReplyDeletesir Maine kl ek blog bnaayaa hai
ReplyDeletemain nya user hoon
sir. main ye. jaanna chaahhta hoon
ki blog se paise kaise km a sakte hain
Bahut achhi jaankari bhai,
ReplyDeletemeri bhi site hai kya aap bata sakte isme kya kami hai.
Thanks Sivam, Mene Tumhari Website Cheak Kiya, Badiya Hai, Lekin Logo Change Kare To Achha Hai
ReplyDeleteHello dosto mera name Jalavendar Singh hai my banda my rahta hu my yaha jop karta hu meri taraf se aap sabko namashkar
ReplyDeleteApka comment humare moderation ke bad dikhai dega. Isliye comment karne ke bad pritksha kare. bar-bar ek hi comment na kare...