Isliye is Post me, Main apko bataunga ki kaise template editor me Menu set kiya jata hai. To chaliye jante hai.
Blogger Template Editor Me Menu Set Kaise Karte Hai -
Step 1) Apne Blogger Dashboard me Template me jaye aur Template Editor par click kare.
Step 2) Sabse pahle Ctrl+A fir Ctrl+C daba kar Notepad me Copy - Paste kar le. Taki agar koi gadbad ho to hum ise sudhar sake.
Step 3) Ab Ctrl+F daba kar (Note : Abhi jo apke template Menu me naam hai use Search kare)
Example - "Sub - Menu" Search kare.
Ab apna blog khol kar dekhe.....Enjoy!
Ise Bhi Padhiye -
- Blogger Me About Author Kaise Set Kare
- Blogger Me Email Subscribe Widget Kaise Add Kare
- Apne Website(Blog) Ki Traffic Kaise Badhaye
Aasha karta hu ye jankari apke liye helpful hogi aur aap asani se Menus set kar payenge.
Aap apni pratikriya Comments ke madhyam se jarur de aur hume Subscribe bhi Kare...Dhanywad!
35 Comments
great article tyanks....
ReplyDeletewebsite k uper jo menu bar hota h usme hum about me,cntect me,tools,home etc item kaise add karte hai plzz tell me
ReplyDeleteAap ye Post Padhiye - Menu set kaise kare
ReplyDeletethank u bro
ReplyDeletewo post bhi pad li mene pr nhi ho pa ra h ap ik br short me bta de plz kaise menu bar me home,about me,cntct me etc lagate hai
ReplyDeleteKoi badhiya template use kariye fir kuch karne ki jarurat nahi padegi. Sab set ho jayega..
ReplyDeleteKaise set kare menu blogger me ye ek common question hai jo new bloggers k liye behad mayne rkta hai muje bhi is article ki jarurat thi kafi acchi jankari di
ReplyDeletehello Bhai mai apne blog ke liye apne partner ko post karne ke liye invite karna chahta hu
ReplyDeletelakin aap mujhe ye bataye ki wo sirf post hi dal sakta hai ya kuch aur bhi kar sakta hai
mujhe sirf post dalne ke liye rakhna hai
Aap aisa kar sakte hai Blogger Setting Basic me jakar Author ko invite kariye aur aap jab tak use admin nahi karoge tab tak vo apke Blogger ko full access nahi kr payega.
ReplyDeleteBhai jub mai domain khrid raha hu to bill pay karte samay mere debit kard ka jo 16 anko ka jo number hai wo wrong bata raha hai maine do do debit kard se bill pay karni chahi lakin nahi ho raha hai ek central bank of india aur ek utter bihar gramin bank
ReplyDeleteaapka kon sa debit card hai Rupay ya Visa. Kyonki Visa me Rupay wala Debit card no. wrong batayega hi..
ReplyDeleterupay wala hai maine rupay wala option me jaker bhi kiya lekin wrong bata raha hai
ReplyDeleteaur ek sawal hai aapse aapne jo upper hindi me jane ka image banaye wo kaise banaye hai plz rep fast
Ho sakta hai apka debit expire ho gya ho ya aap galat cvv code enter kar rahe honge...
ReplyDeleteMaine Website ka logo khud photosoap se banaya hai..
mai jub apne blog ke https ko enable kar raha hu to mere template html kuch error ka option aaraha hai mai kya karu jub mai apne https ko disable kar de raha hu to error nahi aaraha hai
ReplyDeleteHTTP sirf blogspot me hi enable ho sakta hai. Ho sakta hai us samay kuch problem ho aap fir se try kare ho jayega...
ReplyDeletebhai mai google par kaisa post dalu ki meri site par jyada se jyada traffic aye plz
ReplyDeletebhai jarur bataye mai kaisa post dalu jyada traffic ke liye
Jis chij me apko jyda intrest hai aur jiske bare me apko puri jankari hogi usi topic par post dale...
ReplyDeletesir agar Meri site par koi comment karta hai to comment email par show hota hai par site par show nahi hota pls btaye ke kya huya hai aur kaise Thik kare isko
ReplyDeleteApka comment sow nahi kar rha yani ki abhi apke comments setting me moderation enable kiya hua hai. Aap Comments setting me kar Maderation ko disable kare fir agar koi apke blog pe comment karega to vo direct sow karne lagega apke blog pe.
ReplyDeleteSir comment setting mein Comment Moderation ki option nahi aa. Rahi hai maine ek aur new blog bnaya hai us par check kiya waha par Comment Moderation ki option aa rahi hai aisa kyu ho raha hai
ReplyDeleteAisa kaise ho sakta hai ki ek me option aaye aur ek me na aaye. aap comment setting me dekhiye vahi Moderation setting bhi hoti hai...
ReplyDeleteSir aapne apni website me kon sa template use kiya hai....kya aap mujhe uska link de sakte hain......maine abhi 3-4 din pehle hi google par apna blog banaya hai......
ReplyDeleteJidoco.com
mere template ka name ribbon hai.
ReplyDeleteAapne ye website kaise banayi or ye.options kaise dale or Ye buri website kaise banayi batayege sir ji
ReplyDeletebro label ka link kahan hota he
ReplyDeleteBhaii g mene jo blog banaya h usme m privacy policy page ko add karna chahta ho jisse log meri website pe privacy policy pe click kare to usko privacy policy dikh sake plz bta denge
ReplyDeleteYes Website Ke Liye Privacy Policy Jaruri Hai, Aap Ko Privacy Policy Banane Ke Liye www.serprank.com bana sakte hai
ReplyDeleteAchhi post hain dear
ReplyDeleteThanks ER Sachin Bhati
ReplyDeletehollo bro muje help karo please mare blog add kia tac about autor or bi bohot kuch desing kia ta lakin o sob show nahe. ho raha hai ku
ReplyDeleteapp mari site dake batiye please kia problem hai
ReplyDeletemere me nhi dikha rha hain sub menu
ReplyDeletehelp me making blogger
ReplyDeletewhats ap no 7500238232
nazib kya help chahiye
ReplyDeletesir mere menu page ke liye is type ke coding nahi aa rahi h mene theme bhe change ker ke dekh li fir bhi coding match nahi ho rahi h
ReplyDeleteApka comment humare moderation ke bad dikhai dega. Isliye comment karne ke bad pritksha kare. bar-bar ek hi comment na kare...