Ad Code

Responsive Advertisement

Blogger Template Editor Me Menu Set Kaise Kare - in Hindi

Hello Dosto, Jab hum blogger me koi dusra template use karte hai to usme hume Menu Template Editor me jakar set karna hota hai. Maine bahut se longo ko ye sawal puchte dekha hai ki Menu set kaise karte hai.

Isliye is Post me, Main apko bataunga ki kaise template editor me Menu set kiya jata hai. To chaliye jante hai.

menu set

Blogger Template Editor Me Menu Set Kaise Karte Hai -


Step 1) Apne Blogger Dashboard me Template me jaye aur Template Editor par click kare.

Image 1

Step 2) Sabse pahle Ctrl+A fir Ctrl+C daba kar Notepad me Copy - Paste kar le. Taki agar koi gadbad ho to hum ise sudhar sake.
Step 3) Ab Ctrl+F daba kar (Note : Abhi jo apke template Menu me naam hai use Search kare)
Example - "Sub - Menu" Search kare.Image 2Step 4) Fir jahan "#" likha hua hai usme apne Menu ka URL dale (Note : Aapne jo Label banaya hai uska URL dale) Aur jahan Demo Text hai vahan apna Text Dale jo aap Menu ka naam rakhna chahte hai. Isitarah Sare Menu set kare aur last me Save kar de.

Ab apna blog khol kar dekhe.....Enjoy!

Ise Bhi Padhiye -

Aasha karta hu ye jankari apke liye helpful hogi aur aap asani se Menus set kar payenge.
Aap apni pratikriya Comments ke madhyam se jarur de aur hume Subscribe bhi Kare...Dhanywad!
Reactions

Post a Comment

35 Comments

  1. great article tyanks....

    ReplyDelete
  2. website k uper jo menu bar hota h usme hum about me,cntect me,tools,home etc item kaise add karte hai plzz tell me

    ReplyDelete
  3. Aap ye Post Padhiye - Menu set kaise kare

    ReplyDelete
  4. wo post bhi pad li mene pr nhi ho pa ra h ap ik br short me bta de plz kaise menu bar me home,about me,cntct me etc lagate hai

    ReplyDelete
  5. Koi badhiya template use kariye fir kuch karne ki jarurat nahi padegi. Sab set ho jayega..

    ReplyDelete
  6. Kaise set kare menu blogger me ye ek common question hai jo new bloggers k liye behad mayne rkta hai muje bhi is article ki jarurat thi kafi acchi jankari di

    ReplyDelete
  7. hello Bhai mai apne blog ke liye apne partner ko post karne ke liye invite karna chahta hu
    lakin aap mujhe ye bataye ki wo sirf post hi dal sakta hai ya kuch aur bhi kar sakta hai
    mujhe sirf post dalne ke liye rakhna hai

    ReplyDelete
  8. Aap aisa kar sakte hai Blogger Setting Basic me jakar Author ko invite kariye aur aap jab tak use admin nahi karoge tab tak vo apke Blogger ko full access nahi kr payega.

    ReplyDelete
  9. Bhai jub mai domain khrid raha hu to bill pay karte samay mere debit kard ka jo 16 anko ka jo number hai wo wrong bata raha hai maine do do debit kard se bill pay karni chahi lakin nahi ho raha hai ek central bank of india aur ek utter bihar gramin bank

    ReplyDelete
  10. aapka kon sa debit card hai Rupay ya Visa. Kyonki Visa me Rupay wala Debit card no. wrong batayega hi..

    ReplyDelete
  11. rupay wala hai maine rupay wala option me jaker bhi kiya lekin wrong bata raha hai
    aur ek sawal hai aapse aapne jo upper hindi me jane ka image banaye wo kaise banaye hai plz rep fast

    ReplyDelete
  12. Ho sakta hai apka debit expire ho gya ho ya aap galat cvv code enter kar rahe honge...
    Maine Website ka logo khud photosoap se banaya hai..

    ReplyDelete
  13. mai jub apne blog ke https ko enable kar raha hu to mere template html kuch error ka option aaraha hai mai kya karu jub mai apne https ko disable kar de raha hu to error nahi aaraha hai

    ReplyDelete
  14. HTTP sirf blogspot me hi enable ho sakta hai. Ho sakta hai us samay kuch problem ho aap fir se try kare ho jayega...

    ReplyDelete
  15. bhai mai google par kaisa post dalu ki meri site par jyada se jyada traffic aye plz
    bhai jarur bataye mai kaisa post dalu jyada traffic ke liye

    ReplyDelete
  16. Jis chij me apko jyda intrest hai aur jiske bare me apko puri jankari hogi usi topic par post dale...

    ReplyDelete
  17. sir agar Meri site par koi comment karta hai to comment email par show hota hai par site par show nahi hota pls btaye ke kya huya hai aur kaise Thik kare isko

    ReplyDelete
  18. Apka comment sow nahi kar rha yani ki abhi apke comments setting me moderation enable kiya hua hai. Aap Comments setting me kar Maderation ko disable kare fir agar koi apke blog pe comment karega to vo direct sow karne lagega apke blog pe.

    ReplyDelete
  19. Sir comment setting mein Comment Moderation ki option nahi aa. Rahi hai maine ek aur new blog bnaya hai us par check kiya waha par Comment Moderation ki option aa rahi hai aisa kyu ho raha hai

    ReplyDelete
  20. Aisa kaise ho sakta hai ki ek me option aaye aur ek me na aaye. aap comment setting me dekhiye vahi Moderation setting bhi hoti hai...

    ReplyDelete
  21. Sir aapne apni website me kon sa template use kiya hai....kya aap mujhe uska link de sakte hain......maine abhi 3-4 din pehle hi google par apna blog banaya hai......
    Jidoco.com

    ReplyDelete
  22. mere template ka name ribbon hai.

    ReplyDelete
  23. Aapne ye website kaise banayi or ye.options kaise dale or Ye buri website kaise banayi batayege sir ji

    ReplyDelete
  24. bro label ka link kahan hota he

    ReplyDelete
  25. Bhaii g mene jo blog banaya h usme m privacy policy page ko add karna chahta ho jisse log meri website pe privacy policy pe click kare to usko privacy policy dikh sake plz bta denge

    ReplyDelete
  26. Yes Website Ke Liye Privacy Policy Jaruri Hai, Aap Ko Privacy Policy Banane Ke Liye www.serprank.com bana sakte hai

    ReplyDelete
  27. Thanks ER Sachin Bhati

    ReplyDelete
  28. hollo bro muje help karo please mare blog add kia tac about autor or bi bohot kuch desing kia ta lakin o sob show nahe. ho raha hai ku

    ReplyDelete
  29. app mari site dake batiye please kia problem hai

    ReplyDelete
  30. mere me nhi dikha rha hain sub menu

    ReplyDelete
  31. help me making blogger
    whats ap no 7500238232

    ReplyDelete
  32. sir mere menu page ke liye is type ke coding nahi aa rahi h mene theme bhe change ker ke dekh li fir bhi coding match nahi ho rahi h

    ReplyDelete

Apka comment humare moderation ke bad dikhai dega. Isliye comment karne ke bad pritksha kare. bar-bar ek hi comment na kare...