Ye ek Guest Post hai, agar aapko bhi humare site me Guest Post likhna hai to yahan click kare
Me besthinditricks.com ka owner hu. ye ek motivation story ki site he or ye ek guest post he.
muje bahoti logone pucha he ki aapne apne blog pe adsense kese approved kiya he????
or mene socha ki yahape post update karke jo jo puch rahehe unko me iski link bhej dunga
----> jo bhi abhitak blogger apna account approve nahi kar paaye he uske liye good news he frds....
----> kyuki ye post pe .blogspot.com ka account jarur aap approve kar payenge ye mera aapse wada he
----> Pahele to hum basic ke baare me baat karte he ki aapka jo blog he wo 6 months old hona chahiye
----> freely load hona chahiye or aapke blog khulne ki achhi speed honi chahiye
----> Apne blog pe koi n koi chiz likhi honi chahiye jese ki Ex-About Author
----> Apka template achhe look ka hona chahiye template kabhi week nahi hona chahiye week template me kuch chize edit karne ke liye bolte he
without login google account to ye jaroor check kare.
----> Apko agar or koi dikkat pade to niche diye gaye box pe comment kar sakte ho ya to aap muje msg kar sakte ho
----> 1. Alexa Rank ko aap jode kyuki ye adsense walo ko Rank batata he isliye woh jaldi approve karte he
----> 2. Apke blog visitors bhi achhe hone chahiye jeseki daily ke 50-100
----> 3. Apke blog par feedburner laga hua hona chahiye
----> 4. Or vahape koi copiright chiz ho to uska main point jese ki post ka title aapke hisaab se change hona chahie or post me thoda editing hona chahiye.
----> 5. aapke blog pe koi adult chiz ya hacking cracking wala kuch nahi hona chahiye agar he to usko aap delete kardo.
----> 6. Agar aapko Blog template edit karna he to aap koi adsense approvel blog ko dekhke edit kar sakte ho aap ye mere blog se bhi dekhke kar sakte ho
(www.besthinditricks.com)
----> 7. aapki jo post he wo sabhi post badi honi chahiye jeseki 300 se 500 words me honi chahiye ye bhi ek best tarika he.
----> 8. image ki Quality bhi achhi honi chahiye or SEO oplimizer hona chahiye
----> 9. comment box hona chahiye or subscribe ka box or Follow By Email ka bhi box hona chahiye
----> 10. aapki post attractive honi chahiye or colorfull honi chahiye is se aapka account jaldi approve hoga
iskeliye aap Blogaway app download kar sakte he ye ek mobile app he or ye Bahoti achha he me yahi app use kar rahahu or ye app se best blog traffic aap create kar sakte ho.
----> Best Editing honi chahiye koi bhi
----> kahi tarah ke Question ese hote he ki baar baarwahi hi puchte he ki disapprove hi ho gaya he
but aapko agar firse approve karna he to Earning me jaake switch account karke Naya Gmail account banake koi dusre
ke naam se banake or jab adsense form aaye tabhi saari detail change honi chahiye yaaniki mobile number tak ki
esa karne se wo approve kar sakte he kyu ki aap wahi naam dalenge to wo firse wahi detail match hogi to wo
firse aapke account ko block kar denge or haa aap fikar rakhiye aapka bhi account jarur approve hoga.
agar aapko domain karidke karna he to godaddy me jaake aap "KIWI" is coupen se aap 111 RS. ka .COM domain le sakte he
Agar aapko koi chiz samaj me nahi aayi he To niche diye gaye comment box me comment jarur kijiye wo bhi aapke blog link ke saath jese hame
pata chale ki aapke blog me kya-kya problem he taaki hum uska solution bata sake. Aur HindiMeJane ko subscribe karna bhi na bhule Thank you....
58 Comments
Aapka matlab hai ki agar aap subdomain se apply karte hain to bhi adsense approve ho jayega.
ReplyDeleteI think Google ki terms me aisa nahi hai.
haa agar apke blog me achhe cotenet hai aur traffic bhi achhi hai to 6 month se pahle bhi adsense approval ho sakta hai....
ReplyDeletethank You for upload my guest post
ReplyDeletebhai merr ko wapsite kiandar templet uplod kara shikane ke lia thaanks.........................................
ReplyDeleteMost Welcome!
ReplyDeletemost welcome...Bhagirath
ReplyDeleteVinay youtube mein video upload karen matlab usme money kaise melti hain ya kohi youtube se account jorna padega ya fir video ki money kaise milegi...
ReplyDeleteSabse pahle video ko monetize karna padta hai aur google adsense se jodna padtahai...
ReplyDeleteMonetize kiya hai
ReplyDeleteApne adsense joda hai...youtube
ReplyDeleteAdsence to nhi joda kaise jodna padega
ReplyDeleteAdsense jodne ki jankari ke liye Rohit Ji ki ye post padhe.. Youtube Ko Adsense Se Kaise Jode
ReplyDeletePar paise kaise melte hain kiya mojhe city wali bank mein jana padega aur bank wale ko kiya kehna padega
ReplyDeleteAdsense sidhe apke bank me payment karegi...
ReplyDeleteAdsense ko me kisi bhi mera site par jor sakta hon koi problem to nhi hoga
ReplyDeletehaa ek bar jab aaproval ho jayerga to aap kisi bhi site pe adsense ke ads laga sakte hai...
ReplyDeleteAur fir paise melenge mein ais site par jorna chahta hon kiya hojahega ais site par http://G2App.pun.bz
ReplyDeletevinay ji namskar,
ReplyDeleteham ek esaa blog banana chahte hai. jisme ( new vecency, result,answer key, cutt of) etc . uski jankari hame step by step dene ki karpa kare.
thanking you
Iske liye apko HTML aur CSS ki achhi jankari bhi honi chahiye...
ReplyDeletevinay ji namskar,
ReplyDeletevinay ji kya ye jankari aapki web site par uplabadh hai.html & css ki jankari kuchh-kuch to hame hai. aur aage new vecency apne blog par dalte hai. to kya dusri site se link lena padta hai kya. aage hame batao .
thanking you.
Aap youtube pe search kariye vahan apko dher sare videos mil jayenge...
ReplyDeleteमैं अपना वेबसाइट में google adsense का कोड डालने के बाद भी काम नहीं कर पा रहा है मुझे मैसेज दिए कर इसके बारे में अवश्य बताएं google adsense का एक gmail आया था जिसमें लिखा हुआ था कि कोड को अपने वेबसाइट पर पोस्ट करें मगर पेस्ट नहीं हो रहा है मैं कोई और तरीका बताइए ताकि मैं अपना वेबसाइट पर से अच्छे पैसे कमा सकूं क्योंकि मैं बहुत ही गरीब परिवार से आता हूं और मैं अपना चाहता हूं किस वेबसाइट के जरिए में कुछ पैसे कमा सकूं
ReplyDeleteAapne codes Layout me jakar Html/Javascript me hi paste kiya tha na...?? Ads lagane ke bad filhal blank ads sow karenge jab google ki team apki site ko review karenge uske bad adsense approval hoga...
ReplyDeletevery nice post dear
ReplyDeletedomin to le liya hai or use blog se add bhi kar diya hai lekin site chal nahi rahi hai
ReplyDeleteProblem Kya aa rhi hai site me ??
ReplyDeleteDomin add karne ke bad 48 house lag sakte hai update hone me...so aap wait kariye.
bro site open karta hu to nambring aati hai or vo jo template use mene ki hai us par chali jaati hai aap meri site ko chala kar dekhe or meri problem solve kare .... www.smartbigguide.com
ReplyDeletethanks bro i am wait aapne problem ka saiution diya
ReplyDeleteAapne domin ke setting me cname aur ip sahi se add nahi kiya hai isliye aisa ho rha hai.
ReplyDeleteaap sahi se domin add kariye..ok
mera blog 7month old hai oar uspar daily 50-100 k bich me view hai. to kya mera adsence account approved hojayega. please aap dekh kar bataye.mera blog -mathstricks12.blogspot.com
ReplyDeleteMaine check kiya apka blog Adsense approval ho jayega lekin apply karne se pahle About us, Contact Us and Privacy Policy Page jarur banaye aur ise apne Menu me add kare.
ReplyDeleteok thanks
ReplyDelete2 question aor-
1.aapka social site jaise facebook,google+,Twitter etc.ka url
www.facebook.com/hindimejane
www.plusgoogle.com/+hindimejane
etc kaise hai?
mera to kuch iss type ka hai-:
www.facebook.com/12&6**3$-7**3&
www.youtube.com/upgfjlcglhshkklk
To aapne kisse kaise set kiya ? please batye.
2.mai apna youtube aor google+ ka naam change karna chahta hu. kaise hoga?
Sab settings se hi hota hai aise samajh me nahi ayega, me iske bare me ek post likhne wala hu so aap wait karo..ok
ReplyDeletesir apne blog ke title ko artificial look kese de tell me fast
ReplyDeleteApka matlab Blog logo se hai kya..?? Apko online bahut si aisi site mil jayengi jis se aap apne blog ke liye logo design kar sakte hai. Picmonkey aur Canva aisi services provide kar rahi hai jahan aap apna Logo design kar sakte hai. ya fir agar apko Photoshope ki achhi knowlage hai to aap khud apna Logo desing kar sakte hai.
ReplyDeleteblogspot blog me domain lagana ho to kaise lagaye? Aur Aapne bataya hai ki sirf 111 rs me .com domain le sakte ho..kya ye possible hai ?
ReplyDeleteAgar ha to kya iski koi validity hoti hai ki ye kab tak rahega.
plz mujhe information dijiye ki mai apne blogspot blog pe domain kaise lagau .
ReplyDeleteAap godaddy se domain kharid ke apne blog address me use kr ke blogspot hat sakte hai. is pe maine ek post bhi likha hai. Domain Name Kaise Add Kare Blog Address Me
ReplyDeleteThanx sir... Plz mujhe ye bataiye ki adsense se hosted account hata kr normal adsense account kaise karein.
ReplyDeleteAap ne upar ye bola h ki... godaddy me jaake aap “KIWI” is coupen se aap 111 RS. ka .COM domain le sakte he.
ReplyDeletemai godaddy pe .com domain register kr rha tha aaj..but uska price 611 rs tha..plz mujhe bataiye ki coupon ke through price kaise kam karte h..plz plz plz
Yes aap coupan code ke istemal se 111 R.S me domain kharid sakte hai. Iske liye google me search kariye.
ReplyDeleteAap hosted account ko change kyon karna chahte hai. Aap hosted account se bhi to kisi bhi blog pe ads sow kar sakte hai na.
ReplyDelete111 rs .com domain 1 yr ke liye aati hai. coupan se kharidne par apko ye 111 rs me mil jayegi aur domain name add karne par maine ek post bhi likhi hui hai aap ye post padhe - Domain Name Kaise Add Kare Blog Address Me
ReplyDeleteGoof information viny ji mera bhi google adsons abhi approvvel nahi huaa h jabki mera blog 3 sall purana h han men kaam jiyada nahi kya h 17 post ki h magar sab kafi lambi chorhi bhi h aap pls isko demhkar bataiye ki isme kya mistac h taki me isko sudhaar sakun mujhe by mail anshwer chahiye i m eait for you
ReplyDeletevinay ji mera doman .in hai aur isme adsense bhi approved hai, agar mai .com leta hu to kya uske liye alag se adsense approval lena padega ya phir issi adsense account add kar sakte hai, please help me.
ReplyDeleteEk bar adsense approval ho jane ke baad aap iske ads kisi bhi site par laga sakte hai.
ReplyDeleteAbout Us aur Privacy Page banana jaruri hai, so aap pahle page banaye fir adsense ke liye apply kar sakte hai.
ReplyDeleteKya me jaan sakta hu ki aap kitne din se blogging kar rahe hai....
ReplyDeleteme 8 months se blogging kar rha hu...
ReplyDeleteसर मेरे Adsence में 10$ से जयादा है इसे बैंक में कैसे ट्रांफर करे
ReplyDeleteParmeshvar kumar aap ka 10$ ho gaya hai to ab google ab aap ke ghar pe code bhejenga, jab yeh code verifive hone ke baad 100 $ se payment karte hai
ReplyDeletesir adsense account hosted tha jisko mene wwabsite ke liye apply kiya tha mujhe apply kiye hue 8-9 din ho gye he lekin mujhe koi jawab nahi aya he to sir me kya karoo just repply me
ReplyDeletesir adsense account hosted tha jisko mene wwabsite ke liye apply kiya tha mujhe apply kiye hue 8-9 din ho gye he lekin mujhe koi jawab nahi aya he to sir me kya karoo just repply me
ReplyDeletemy wabsite he onlinebusinesshindi.blogspot.com
Hello Ji
ReplyDeleteMeri Website Par 40 Visit For 300 pageview hai kya mein adsense ke liye apply kar du plz tell me
trafic achha aayenga to adsense bhi fast approval hoga, aur erning bhi achhi hogi, 1k traffic ke baad apply kare to achha hai
ReplyDeleteBhaai ye bhi meri guest post he krupya isme bhi meri new site link add kare...aur jo post me site he wo mene url change kardiyaa he..
ReplyDeletevinay bhai koi fasebook share trik bataou jisse ek hi baar mai sabhi group mai share ho sake
ReplyDeletewebsite ke liye fevicon kaha se bana skate hai sir batao sir ?
ReplyDeleteApka comment humare moderation ke bad dikhai dega. Isliye comment karne ke bad pritksha kare. bar-bar ek hi comment na kare...