Ad Code

Responsive Advertisement

Approved AdSense Simple Way - in Hindi

Ye ek Guest Post hai, agar aapko bhi humare site me Guest Post likhna hai to yahan click kare


Me besthinditricks.com ka owner hu. ye ek motivation story ki site he or ye ek guest post he.
muje bahoti logone pucha he ki aapne apne blog pe adsense kese approved kiya he????
or mene socha ki yahape post update karke jo jo puch rahehe unko me iski link bhej dunga


adsenese


----> jo bhi abhitak blogger apna account approve nahi kar paaye he uske liye good news he frds....


----> kyuki ye post pe .blogspot.com ka account jarur aap approve kar payenge ye mera aapse wada he


----> Pahele to hum basic ke baare me baat karte he ki aapka jo blog he wo 6 months old hona chahiye


----> freely load hona chahiye or aapke blog khulne ki achhi speed honi chahiye


----> Apne blog pe koi n koi chiz likhi honi chahiye jese ki Ex-About Author


----> Apka template achhe look ka hona chahiye template kabhi week nahi hona chahiye week template me kuch chize edit karne ke liye bolte he
without login google account to ye jaroor check kare.


----> Apko agar or koi dikkat pade to niche diye gaye box pe comment kar sakte ho ya to aap muje msg kar sakte ho


----> 1. Alexa Rank ko aap jode kyuki ye adsense walo ko Rank batata he isliye woh jaldi approve karte he

----> 2. Apke blog visitors bhi achhe hone chahiye jeseki daily ke 50-100


----> 3. Apke blog par feedburner laga hua hona chahiye


----> 4. Or vahape koi copiright chiz ho to uska main point jese ki post ka title aapke hisaab se change hona chahie or post me thoda editing hona chahiye.


----> 5. aapke blog pe koi adult chiz ya hacking cracking wala kuch nahi hona chahiye agar he to usko aap delete kardo.


----> 6. Agar aapko Blog template edit karna he to aap koi adsense approvel blog ko dekhke edit kar sakte ho aap ye mere blog se bhi dekhke kar sakte ho
(www.besthinditricks.com)


----> 7. aapki jo post he wo sabhi post badi honi chahiye jeseki 300 se 500 words me honi chahiye ye bhi ek best tarika he.


----> 8. image ki Quality bhi achhi honi chahiye or SEO oplimizer hona chahiye


----> 9. comment box hona chahiye or subscribe ka box or Follow By Email ka bhi box hona chahiye


----> 10. aapki post attractive honi chahiye or colorfull honi chahiye is se aapka account jaldi approve hoga
iskeliye aap Blogaway app download kar sakte he ye ek mobile app he or ye Bahoti achha he me yahi app use kar rahahu or ye app se best blog traffic aap create kar sakte ho.


----> Best Editing honi chahiye koi bhi


----> kahi tarah ke Question ese hote he ki baar baarwahi hi puchte he ki disapprove hi ho gaya he
but aapko agar firse approve karna he to Earning me jaake switch account karke Naya Gmail account banake koi dusre
ke naam se banake or jab adsense form aaye tabhi saari detail change honi chahiye yaaniki mobile number tak ki
esa karne se wo approve kar sakte he kyu ki aap wahi naam dalenge to wo firse wahi detail match hogi to wo
firse aapke account ko block kar denge or haa aap fikar rakhiye aapka bhi account jarur approve hoga.
agar aapko domain karidke karna he to godaddy me jaake aap "KIWI" is coupen se aap 111 RS. ka .COM domain le sakte he


Agar aapko koi chiz samaj me nahi aayi he To niche diye gaye comment box me comment jarur kijiye wo bhi aapke blog link ke saath jese hame
pata chale ki aapke blog me kya-kya problem he taaki hum uska solution bata sake. Aur HindiMeJane ko subscribe karna bhi na bhule Thank you....

Reactions

Post a Comment

58 Comments

  1. Aapka matlab hai ki agar aap subdomain se apply karte hain to bhi adsense approve ho jayega.
    I think Google ki terms me aisa nahi hai.

    ReplyDelete
  2. haa agar apke blog me achhe cotenet hai aur traffic bhi achhi hai to 6 month se pahle bhi adsense approval ho sakta hai....

    ReplyDelete
  3. thank You for upload my guest post

    ReplyDelete
  4. bhai merr ko wapsite kiandar templet uplod kara shikane ke lia thaanks.........................................

    ReplyDelete
  5. Vinay youtube mein video upload karen matlab usme money kaise melti hain ya kohi youtube se account jorna padega ya fir video ki money kaise milegi...

    ReplyDelete
  6. Sabse pahle video ko monetize karna padta hai aur google adsense se jodna padtahai...

    ReplyDelete
  7. Adsence to nhi joda kaise jodna padega

    ReplyDelete
  8. Adsense jodne ki jankari ke liye Rohit Ji ki ye post padhe.. Youtube Ko Adsense Se Kaise Jode

    ReplyDelete
  9. Par paise kaise melte hain kiya mojhe city wali bank mein jana padega aur bank wale ko kiya kehna padega

    ReplyDelete
  10. Adsense sidhe apke bank me payment karegi...

    ReplyDelete
  11. Adsense ko me kisi bhi mera site par jor sakta hon koi problem to nhi hoga

    ReplyDelete
  12. haa ek bar jab aaproval ho jayerga to aap kisi bhi site pe adsense ke ads laga sakte hai...

    ReplyDelete
  13. Aur fir paise melenge mein ais site par jorna chahta hon kiya hojahega ais site par http://G2App.pun.bz

    ReplyDelete
  14. vinay ji namskar,
    ham ek esaa blog banana chahte hai. jisme ( new vecency, result,answer key, cutt of) etc . uski jankari hame step by step dene ki karpa kare.
    thanking you

    ReplyDelete
  15. Iske liye apko HTML aur CSS ki achhi jankari bhi honi chahiye...

    ReplyDelete
  16. vinay ji namskar,
    vinay ji kya ye jankari aapki web site par uplabadh hai.html & css ki jankari kuchh-kuch to hame hai. aur aage new vecency apne blog par dalte hai. to kya dusri site se link lena padta hai kya. aage hame batao .
    thanking you.

    ReplyDelete
  17. Aap youtube pe search kariye vahan apko dher sare videos mil jayenge...

    ReplyDelete
  18. मैं अपना वेबसाइट में google adsense का कोड डालने के बाद भी काम नहीं कर पा रहा है मुझे मैसेज दिए कर इसके बारे में अवश्य बताएं google adsense का एक gmail आया था जिसमें लिखा हुआ था कि कोड को अपने वेबसाइट पर पोस्ट करें मगर पेस्ट नहीं हो रहा है मैं कोई और तरीका बताइए ताकि मैं अपना वेबसाइट पर से अच्छे पैसे कमा सकूं क्योंकि मैं बहुत ही गरीब परिवार से आता हूं और मैं अपना चाहता हूं किस वेबसाइट के जरिए में कुछ पैसे कमा सकूं

    ReplyDelete
  19. Aapne codes Layout me jakar Html/Javascript me hi paste kiya tha na...?? Ads lagane ke bad filhal blank ads sow karenge jab google ki team apki site ko review karenge uske bad adsense approval hoga...

    ReplyDelete
  20. domin to le liya hai or use blog se add bhi kar diya hai lekin site chal nahi rahi hai

    ReplyDelete
  21. Problem Kya aa rhi hai site me ??
    Domin add karne ke bad 48 house lag sakte hai update hone me...so aap wait kariye.

    ReplyDelete
  22. bro site open karta hu to nambring aati hai or vo jo template use mene ki hai us par chali jaati hai aap meri site ko chala kar dekhe or meri problem solve kare .... www.smartbigguide.com

    ReplyDelete
  23. thanks bro i am wait aapne problem ka saiution diya

    ReplyDelete
  24. Aapne domin ke setting me cname aur ip sahi se add nahi kiya hai isliye aisa ho rha hai.
    aap sahi se domin add kariye..ok

    ReplyDelete
  25. mera blog 7month old hai oar uspar daily 50-100 k bich me view hai. to kya mera adsence account approved hojayega. please aap dekh kar bataye.mera blog -mathstricks12.blogspot.com

    ReplyDelete
  26. Maine check kiya apka blog Adsense approval ho jayega lekin apply karne se pahle About us, Contact Us and Privacy Policy Page jarur banaye aur ise apne Menu me add kare.

    ReplyDelete
  27. ok thanks
    2 question aor-
    1.aapka social site jaise facebook,google+,Twitter etc.ka url
    www.facebook.com/hindimejane
    www.plusgoogle.com/+hindimejane
    etc kaise hai?
    mera to kuch iss type ka hai-:
    www.facebook.com/12&6**3$-7**3&
    www.youtube.com/upgfjlcglhshkklk
    To aapne kisse kaise set kiya ? please batye.
    2.mai apna youtube aor google+ ka naam change karna chahta hu. kaise hoga?

    ReplyDelete
  28. Sab settings se hi hota hai aise samajh me nahi ayega, me iske bare me ek post likhne wala hu so aap wait karo..ok

    ReplyDelete
  29. sir apne blog ke title ko artificial look kese de tell me fast

    ReplyDelete
  30. Apka matlab Blog logo se hai kya..?? Apko online bahut si aisi site mil jayengi jis se aap apne blog ke liye logo design kar sakte hai. Picmonkey aur Canva aisi services provide kar rahi hai jahan aap apna Logo design kar sakte hai. ya fir agar apko Photoshope ki achhi knowlage hai to aap khud apna Logo desing kar sakte hai.

    ReplyDelete
  31. blogspot blog me domain lagana ho to kaise lagaye? Aur Aapne bataya hai ki sirf 111 rs me .com domain le sakte ho..kya ye possible hai ?
    Agar ha to kya iski koi validity hoti hai ki ye kab tak rahega.

    ReplyDelete
  32. plz mujhe information dijiye ki mai apne blogspot blog pe domain kaise lagau .

    ReplyDelete
  33. Aap godaddy se domain kharid ke apne blog address me use kr ke blogspot hat sakte hai. is pe maine ek post bhi likha hai. Domain Name Kaise Add Kare Blog Address Me

    ReplyDelete
  34. Thanx sir... Plz mujhe ye bataiye ki adsense se hosted account hata kr normal adsense account kaise karein.

    ReplyDelete
  35. Aap ne upar ye bola h ki... godaddy me jaake aap “KIWI” is coupen se aap 111 RS. ka .COM domain le sakte he.
    mai godaddy pe .com domain register kr rha tha aaj..but uska price 611 rs tha..plz mujhe bataiye ki coupon ke through price kaise kam karte h..plz plz plz

    ReplyDelete
  36. Yes aap coupan code ke istemal se 111 R.S me domain kharid sakte hai. Iske liye google me search kariye.

    ReplyDelete
  37. Aap hosted account ko change kyon karna chahte hai. Aap hosted account se bhi to kisi bhi blog pe ads sow kar sakte hai na.

    ReplyDelete
  38. 111 rs .com domain 1 yr ke liye aati hai. coupan se kharidne par apko ye 111 rs me mil jayegi aur domain name add karne par maine ek post bhi likhi hui hai aap ye post padhe - Domain Name Kaise Add Kare Blog Address Me

    ReplyDelete
  39. Goof information viny ji mera bhi google adsons abhi approvvel nahi huaa h jabki mera blog 3 sall purana h han men kaam jiyada nahi kya h 17 post ki h magar sab kafi lambi chorhi bhi h aap pls isko demhkar bataiye ki isme kya mistac h taki me isko sudhaar sakun mujhe by mail anshwer chahiye i m eait for you

    ReplyDelete
  40. vinay ji mera doman .in hai aur isme adsense bhi approved hai, agar mai .com leta hu to kya uske liye alag se adsense approval lena padega ya phir issi adsense account add kar sakte hai, please help me.

    ReplyDelete
  41. Ek bar adsense approval ho jane ke baad aap iske ads kisi bhi site par laga sakte hai.

    ReplyDelete
  42. About Us aur Privacy Page banana jaruri hai, so aap pahle page banaye fir adsense ke liye apply kar sakte hai.

    ReplyDelete
  43. Kya me jaan sakta hu ki aap kitne din se blogging kar rahe hai....

    ReplyDelete
  44. me 8 months se blogging kar rha hu...

    ReplyDelete
  45. परमेश्वर कुमार30 August 2016 at 02:47

    सर मेरे Adsence में 10$ से जयादा है इसे बैंक में कैसे ट्रांफर करे

    ReplyDelete
  46. Parmeshvar kumar aap ka 10$ ho gaya hai to ab google ab aap ke ghar pe code bhejenga, jab yeh code verifive hone ke baad 100 $ se payment karte hai

    ReplyDelete
  47. sir adsense account hosted tha jisko mene wwabsite ke liye apply kiya tha mujhe apply kiye hue 8-9 din ho gye he lekin mujhe koi jawab nahi aya he to sir me kya karoo just repply me

    ReplyDelete
  48. sir adsense account hosted tha jisko mene wwabsite ke liye apply kiya tha mujhe apply kiye hue 8-9 din ho gye he lekin mujhe koi jawab nahi aya he to sir me kya karoo just repply me
    my wabsite he onlinebusinesshindi.blogspot.com

    ReplyDelete
  49. Hello Ji
    Meri Website Par 40 Visit For 300 pageview hai kya mein adsense ke liye apply kar du plz tell me

    ReplyDelete
  50. trafic achha aayenga to adsense bhi fast approval hoga, aur erning bhi achhi hogi, 1k traffic ke baad apply kare to achha hai

    ReplyDelete
  51. Bhaai ye bhi meri guest post he krupya isme bhi meri new site link add kare...aur jo post me site he wo mene url change kardiyaa he..

    ReplyDelete
  52. vinay bhai koi fasebook share trik bataou jisse ek hi baar mai sabhi group mai share ho sake

    ReplyDelete
  53. website ke liye fevicon kaha se bana skate hai sir batao sir ?

    ReplyDelete

Apka comment humare moderation ke bad dikhai dega. Isliye comment karne ke bad pritksha kare. bar-bar ek hi comment na kare...