Hello Dosto kya aap apne Android Smart Phone se Computer me Internet chalana chahte hai..?
Agar haa..to aaj ki ye post isi topic par bassed hai.Android Phone aajkal aam bat ho gai hai. Aajkal har kisi ke pass ek Android Phone hota hai. Aise me agar aap apne Computer main Internet chalane ko lekar paresan hai to is Post ko pura padhiye...
Is Post me, Main apko bataunga ki kaise hum apne Android Phone ko Computer se Connect kar ke Internet chala sakte hai.
Agar haa..to aaj ki ye post isi topic par bassed hai.Android Phone aajkal aam bat ho gai hai. Aajkal har kisi ke pass ek Android Phone hota hai. Aise me agar aap apne Computer main Internet chalane ko lekar paresan hai to is Post ko pura padhiye...
Is Post me, Main apko bataunga ki kaise hum apne Android Phone ko Computer se Connect kar ke Internet chala sakte hai.
Android Mobile Se Computer Me Internet Kaise Chalaye
Step 1 - Sabse pahle apne Android Phone ko USB ke dwara Computer ya Laptop se Connect kare.
Step 2 - Apne Mobile ke DATA ko On kare aur check karle ki Mobile me Internet thik se khul rhi ho.
Step 3 - Ab Setting me jaye. Aur Wireless & Hotspot par click kare aur Thethering & portable hotspot me USB Tethering Option par click kar ke Enable kar de.
![]() |
Thethering & portable hotspot |
![]() |
USB Tethering |
Step 4 - Ab aap dekhenge ki apke Computer ke Desktop me Left Side ke niche ek is tarah ka sign aa rha hoga.
![]() |
Is sign ka matlab apka Internet Connecting Proccess me hai... |
![]() |
Jab Apka Internet Connect ho jayega to is tarah ka sign dikhega... |
Ab aap apne Computer me Internet khol kar dekhiye apka Internet khul rha hoga....Enjoy !
Ye Post Bhi Jarur Padhe :~
- Facebook Messanger Ko Logout Kaise Kare
- Apne Website(Blog) Ki Traffic Kaise Badhaye
- Computer, Laptop Ko Formate Kaise Kare
Click Here to Continue Reading >>
Agar aap ko koi paresani aa rhi ho Connect karne me to aap mujhe Comments ke madhyam se puch sakte hai.
Hume Email par Subscribe jarur kare taki agar hum jo kuch bhi naya Share kare apne website me vo apko pata chalti rhe. Aur is Post ko Share karna bhi na bhule...Dhanywad!
156 Comments
hi bro mera naam Pramod hai. or mere site blog ka naam www.allrpcapps.blogspot.in hai.
ReplyDeletetera blog and blog templeat bhut acha hai. kya tum mujhe apne templeat HTML mujhe send kar do plizzzzz
my gmail id. buldak042@gmail.com hai
thenkyou me wait krunga
Ok Pramod ji main bhej dunga..!!
ReplyDeletebhai aap ka blog templeat bhut acha hai. kya tum mujhe apne templeat HTML mujhe send kar do plizzzzzmy gmail id. bhagirathp45@gmail.com hai
ReplyDeleteThemes24x7.com pe apko mere template jaisa hi bahut se achhe template mil jayenge...
ReplyDelete[…] ke liye Hindi Me Jane ko Subscribe jarur kare…Dhanywad!! Related Post Bhi Padhiye – Android Phone Se Computer Me Internet Kaise Chalaye Facebook Massanger Ko Logout Kaise Kare Paypal Account Kaise […]
ReplyDeleteMaine site banane ke tarike ko padha aur samjha mujhe bahut achha laga.
ReplyDeleteMaine bhi ek 'wapka site' banaya hai'
mujhe aap set puchhna (request) hai ki main iss SITE KO KAISE 'Beautiful Banaun' aur file 'Tag' kaise karun.
Sorry but me wapka ki jankari nahi de sakta...
ReplyDeletemain apko suggests karunga ki aap blogger me site banaye kyonki ise aap apni marji se design kar sakte hai...
[…] Android Phone Se Computer Me Net Kaise Chalaye […]
ReplyDelete[…] Android Phone Se Computer Me Net Kaise Chalate Hai […]
ReplyDeleteBeautiful
ReplyDeleteSir ji maine aapke bataye tarike se apne pc me mobile se net use kiya uske liye aapka bahot bahot dannywaad aur meri dusri dikkat ye ke mere pc par internet bahot slow chal raha hai mere gao me 3g network nahi milta mujhe sirf 2g milta hai net fast karne ke liye koi idea dijiye
ReplyDeleteComputer Ki Speed Badhane Ke Liye Ye Post Pade - Computer Ki Speed Badhane Ke 5 Tarike
ReplyDeleteKya nokia 220 mobile se pc me net chala sakte hai
ReplyDeleteHaa chala sakte hai but blutooth se..
ReplyDeleteMere mobile gionee m2 se computer me net connect nahi ho RHA ha plz help me plzzz
ReplyDeleteUSB Tethearing Option ko enable kiya apne...thoda time lagata hai 1 minute.
ReplyDeleteComputer hack kaise krte h m jaanna chahta hu m ek hacker banna chahta hu
ReplyDeleteSorry main hacking tips nahi deta.
ReplyDeleteBhai nokia 220 se pc me net kaise chalaye bluetooth se or kya kya chahiye
ReplyDeleteIske liye apko bluetooth adapter ki jarurat padegi pc me..
ReplyDeletefir aap mobile se computer me internet connect kr payenge.
Bhai bluetooth kitna rupaye tak mil jayega. Par nokia 220 model me data cable se connect kyu ni hota jabki nokia c1,01 me to ho jata hai
ReplyDeleteAap market ja kar pata kar sakte hai..
ReplyDeleteMujhe iski jankari nahi hai fir bhi 500 se 1500 ke bich me mil jana chahiye..
Bhai muje mobile hotspot se computer me net chalana he iske liye mule kisi ne bataya he ki WiFi sub adepter lagana hoga par bhai WiFi adepter me to bhot sare adepter ate he me konsa lagau
ReplyDeleteAgar apko sirf internet connect karna hai to USB Wifi Adapter kharide.
ReplyDeleteMere leptab mai hospott nhi sarch ho ra hai.mai apna leptab restore kiya jb se dikkt hai ye plz btaye kiya kre hm Block sa ho gya hai
ReplyDeleteO ji wo kon sa software hai jo koi mare pc ko use kara to mara Mobile pay pata cal jay
ReplyDeleteAisa aap teamviewer software se kar sakte hai...
ReplyDeleteAap device manager me network adapter pe check kariye ki wifi enable hai ki disable. wifi network ko unable kariye..ok
ReplyDeleteSir, mery pass andriod h isi tarah kia pr internet connect ni ho rha me windo xp use ke rha hon
ReplyDeleteAap ye post padhe - Android Phone Se Window Xp Me Internet Kaise Chalaye
ReplyDeleteBhai mai computer me window8 use karta hu maine window7 me mobile se computer me net karta tha but window 8 me nai ho pa rha hai
ReplyDeletePlese help bro
Device manager me jakar driver ko update karna hota hai. Tab ja kar aap Window 8 me thering se net chala sakte hai.
ReplyDeleteMe aapke page ko kaise like karu bhai taki muje bhi new tips milti rahe .
ReplyDeleteMe abhi new hu.
Mere page http://facebook.com/hindimejane me jakar page ko like kare. ya upar jo fb fan box hai us se bhi aap like kar saktehai.
ReplyDeleteJab ham net connect karte hai to warning ka symbol dikhai deta hai
ReplyDeleteKis tarah ki warning ka signal de rha hai details me bataye...
ReplyDeleteHello mere PC me mobile se net connect nahi hota. Or net connect Ka simbol nahi aata.
ReplyDeleteMobile se PC me net use karne ke liye apke Mobile me Data On rahna chahiye tabhi jakar Connect ka simbol aayega.
ReplyDeleteHello vinay mene aapak hbataye huve sujav se mobile se PC me conect karake dekha par connect nahi hota or simbol aapane bataya vesa aata nahihe
ReplyDeleteMobile me data on rahna chahana chahiye tabhi syble aayega.
ReplyDeleteJankari he kya bhai bina usb kevel mobile se pc par net kese chalate hein
ReplyDeletewifi hotspot ke jariye aap bina usb ke mobile se pc me net use kar sakte hai.
ReplyDeletewifi aur mobile hack karna hai piz ap bata skate hai ya nai bata sakte to sir ap apna whats number muje jarur send kare email id par quickly sir i am wait
ReplyDeleteKya nokia 114 se bhi hum computer(pc) me net chala sakte hain detail me Bataye sir,mera os windows 7 hai!
ReplyDeleteKYA AAP KOI METHOD BATA SAKTE HAIN SIR,INTEX AQUA T4 MOBILE KO JACHANE KA TARIKA Bigra hua hai ki nahi, mai 2nd hand mobile kharidna chahta huin detail,me batay sir!
ReplyDeleteUSB Tethering Option ON nahi ho rha plaz btaye kya kru
ReplyDeleteHello mene aapke diye huve sujav se kiya nahi ho rha hai net chalu hai connect nahi ho raha hi computer windowes xp hai batana thoda jaldi mene usb se connect kiya uper diye gaye sujav se kiya nahi ho raha haul8 cannect batana
ReplyDeleteVinay Ji mera name ROSHAN Lal hai mai mobile intex aqua q5 model
ReplyDeletese desktop me internet chalana chahata hun kaise chalayen
Aap USB theathering ya wifi hotspot ke jariye Mobile ko pc se connect kar ke Internet chala sakte hai.
ReplyDeleteAap meri ye post padhiye - Android Phone Se Window Xp Me Internet Kaise Chalaye
ReplyDeleteHello bro Me Rehan hu me pc pe net chlana chahta hu pr connect nahi hota window. 8 hai
ReplyDeleteagar laptop me internet security load nahi kia hoga to internet use karne se kya kya problem ho sakta he??
ReplyDeleteGionee p4 mo se window XP pc ko connect karna h kaise kare ?? Plz rep..
ReplyDeletembile se laptop me net connect nahi kar raha hai
ReplyDeleteKya problem aa rhi hai apko...
ReplyDeleteUSB Thethearing ko enable karne ke baad 1-2 minute time lag sakta hai connect hone me
Hello sir mera name kuldeep yadav hai sir mere mobile me usb connect nahi ho raha hai kewal mobile charge ho raha hai plz sir batai aisa kyo
ReplyDeleteHi vinay aapne di hui mahiti ke mujab mene moblile se internet connect me to signal to mila lekin jab me internet connect karta hu to usme error 797 bata rahe he iska kya karna padega ?
ReplyDeletemere nokia 5230 per lock lag gya hai use kese khole
ReplyDeleteBhai mere phone gionee f103me connect krne me bad me jab Mozilla Firefox open krta hu tu usme 'secure connection failed' bta RHA h
ReplyDeleteAp na kaisa connected kia
ReplyDeleteBhai mene computer new leya h hme interenet chalane ka pta nhe kese chale ga plz batao.
ReplyDeleteAap bataye ke Windows xp main Android phone se internet kaise chalayenge
ReplyDeleteMeta pc me internet chhalu nahi ho raha mai kya karu
ReplyDeleteHii . Maine phone se pc n net to connect kr liya jaisa apne Bataya tha USB cable se but chrome m net nhi Chal rha . Untrested internet ka option likha aa jata h . Ab m kya kru
ReplyDeletemobile ko usb se pc me connect karne par moile charge huta hai but pc me show nahi hota hai.only chage ho raha hai moile ko pc me open nahi kar pa raha.
ReplyDeletecomputer se phone me wifi kaise use kare
ReplyDeleteIske liye apko Wifi Adapter ki jarurat padegi...
ReplyDeletebhai lava android phone ka pattern kaise tode
ReplyDeletehello mera PC safe mode me ho gaya hai
ReplyDeleteisme internet kaise use karun plz.. tell me....
mere computer me koi si site nhi khul rahi h
ReplyDeletebas 1-2 site hi khul rahi h
Mera samsung mobile pc se connect nahi ho pa rha h plz solution btaye
ReplyDeletesir mobile she computer me internet chalayenge toh computer me internet fast chalega answer sir..
ReplyDeleteSir mobile se computer me nett kese chalega...
ReplyDeleteBhai mivromax x324 me computer me net chalya ja skata h kya send email (rksamota4801@gmail.com)
ReplyDeleteBhai micromax x324 me computer me net chalya ja skata h kya send email (rksamota4801@gmail.com
ReplyDeleteMera PC windows 8.1 hai mere PC wi-fi option nahi aaraha hai kya karu
ReplyDeleteKoi esa app hai jisme hum mobile aur wifi ka internet data reservae kar le and uska use bad me kar sake
ReplyDeleteyadi koi app ho to jarur bataye pleas....
android phone ki net chalane ki speed kaise badaye
ReplyDeletemy apna lolipop ko naya versio me kaise upgrate kru plesh help
ReplyDeleteSirji mene aapke bataye huve tarike ko use kiya lekin mera mobile pc se connect nahi ho pa raha he mera mobile he samsung j7. Please muje bataye how to connect mobile to pc
ReplyDeleteBhai mujhe samajh nh raha ap batao k agar android phone me signal kam aaa rahe to computer me net kaise chalegi slow ya fast mujhe aintina bhi he uske zareye computer net fast chalega ya mobile k zareye slow
ReplyDeleteSir mere pass net slow us leye ap is number 03046369720 per batado pls pls sms pe aap ki mahrbani
ReplyDeleteNet Slow Hai To Computer Me Bhi Net Slow Hi Chalenga,Tower Nahi Aata Hoga,
ReplyDeleteNahi chal RHA bhai connect hi nahi ho rah hai
ReplyDeleteKuldeep Kumar 100% Hona Chahiye, Nahi Ho Raha He To Aap Ke Computer Me Setting Ki Problam Ho Sakti Hai
ReplyDeleteSir,mere paas samsung gt-s5610k hai kya mai isse net connect karke apne laptop me net chala sakta hu?agar ha to kaise answer jarur dena sir please mere pass windows 7&8 dono hai dono ke baare me batana detail me please.....
ReplyDeleteSir Aap Ka Mobile Android Nahi Hai Is Liye Aap Mobile Se Computer Me Net Nahi Chala Sakte
ReplyDeleteMara mobile HUAWEI G610-U20 ha kya ma coputer sy internet connect kr sakta hun..
ReplyDeleteAgr kr sakta hun to plz btayn kasy...?
Email par ap bta sakty han to ap mjy email k zareya bta dayn..
ReplyDeleteYes Aap Mobile Se Internet Ko Computer Se Connect Kar Sakte Hai
ReplyDeleteConnect kro to device driver not found ka option aata hai iska koi ilaj
ReplyDeleteAap Ke Computer Me Internet Driver Nahi Hoga Is Liye Aap Ko Not Found Aata Hai, Aap Driver Daal De Ho Jayenga
ReplyDeleteHello bhai mere pc me window 7 hai pr me jab net connect usb se krta hu ho jata hai pr na hi google open hota na hi koi site kya krna chaihiye
ReplyDeleteRavi Kumar Aap Ki PC Me Proxy Setting Change Ho gaya Hoga, Woh Change karde
ReplyDeleteMera Samsung galaxy core2 phone hai root nahi Ho raha hai kya kare.
ReplyDeleteHar Mobile Root Nahi Hota Hai, Kai Baar Problam Aati Hai Aap Sahi Tarike Se Kare Ho Jayenga
ReplyDeletehello sir
ReplyDeletemuze pc me wifi network ko recive krna hai to pc me wifi bsnl modem k use ho sakta hai kya.
ankush bhai aap wifi Connect kare ho jayega
ReplyDeleteyar mere computer me data cable to conect ho jati ha lakin net ka option nahi aata please koi tariqa batao
ReplyDeletesir aapka tips mein continue kaha se padu.
ReplyDeletestep By Step Padhe,
ReplyDeletesab step pura karne ke bad v conect nahi ho pa raha hai kya karu
ReplyDeleteaap custumer kare me dikhaye kyu ki waha se aap ka problam swol ho sakta hai
ReplyDeletemuje apne ek whatsapp no. Ko mere do phono me chlana h. Kaise chlaye
ReplyDeleteSir mera no par order no too aa gya ha lakin network show nhi kiya mna saturday ko sim liya tha please help me
ReplyDeletethoda waite kare ho jayenga
ReplyDeleteMain Mobail se apna computer Chalana Chahta Hub
ReplyDeletekiyun ki Jab Main Office se Bahar rahta Hun aur Mujhe
Koi Paper Print Karna Hita hai to Office jana padta hai
main chahta Hun bahar rahkar Office Walon ko Print Out
de sakun
Sir me jab data cable lagata hoon to niche net ka sign nahi aata please reply
ReplyDeleteaap ka data cable me koi problam ho sakta hai
ReplyDeleteBhai bluetooth se computer contcet nahi ho raha h
ReplyDeleteMere laptop me WiFi hotspot nhi hai mai android mobile se internet kaise chalau USB cable se mujhe net nhi chalana hai.aap WiFi se net chalana bata do or software kid website se lod karu ye bhi bats do.sar
ReplyDeleteSir kyA mai apna 4g sim se pc pr net chala sakta hoon aur kese chalau uske liye muje modem lena hoga kya
ReplyDeleteyes aap chala sakte hai, net ko aap pc se connect kare ho jayenga
ReplyDeleteSir,
ReplyDeletemere pass samsung J7 mob hai. Jisme relianec jio 4g ka sim card hai. Kya mere pc main bina usb cable ke internet chal sakata hai, yadi chal sakta hai to kaise. Main window 7 chalata hun.
AMIT KUSHWAHA
ReplyDeleteNOKIA X2 ME WHATS APP CHAL SAKTA HA
Hello m apne pc m mobile hotspot k through net chalana chahata hu but pc connect nae ho PA raha h ,,,plz tell me how to connect
ReplyDeleteparikshit kumar Aap Sahi Tarike Se Setting Kare Ho Jayenga,
ReplyDeletenokia me jyada tar android nahi hone ke karan whatsapp use nahi ho pata,
ReplyDeletehlw sir mere lp mai wifi tik trh se caneact nhi ho rha sirf fb chal rhi hai ....kayse hoga
ReplyDeleteBhai wo mujhe TP line wale dongal rauter PR mobile SE net share krna kese kru koi idea hai....
ReplyDeleteNahi chal rha bro ...sab kuch krke thak gya
ReplyDeletesir
ReplyDeletemere leptop me hos pot cannect nhi ho rha he to plz muje batao phale to ho rha tha pir ke se band ho gaya he to ab who cannect nhi ho rha he me ne bhut kosis ki thab bhi nhi ho rha he
Android mobile se desktop ko kiaise connect nai horaha hai after Conn connect ing to the hotspot
ReplyDeletePls forward me
Sir ji mere computer me windows xp hai
ReplyDeleteTo jo aap bata rahe hai wo nahi ho pa raha hai.
Muje xp me connect karne ke tips batao
bina usb ke android se laptop me kaise calaye
ReplyDeleteMere laptop m wi fi connect nhi ho rha h apne phn se kr rha hu to laptop ki sattings ko janna h..Connections are available bol rha h or so plzzzzz help me
ReplyDeletesetting me problem ho sakta hai, setting ko sahi tarike se kare
ReplyDeleteMera laptop canact nhi ho rha h. M Bluetooth SE .or WiFi SE canact krna chahata hu mne kakhi kosis ki h lekin ab nhi ho rha h ..to please ap mujhe Puri details ke sath step by step btaobtao
ReplyDeletemanoj aapne jo tricks read kari hai woh bilkul sahi hai, tum sahi tarikese kare connect ho jayenga
ReplyDeleteMe USB cable ko mobile se computer me connect ker raha hu but mobile charging hone lag jata ha or USB to hota he nahi he please help me
ReplyDeleteWindows xp me driver kese install Kare
ReplyDeleteMy mobile name Lyf 4503
Mera computer safe more ma chalk jata ha started nehi hota
ReplyDeletesir
ReplyDeleteComputer mai kyoi setting nahi karna hai
Mohit post me likha hai is tarah se step by step follow kare ho jayenga
ReplyDeleteMere leptop me wifi connect nhi ho raha h mene kuch hi din pahle apne leptop ko format lagvaya tha tab se me wifi connect nhi kr pa raha kisi driver ki problem h ya kuch seting krni padegi
ReplyDeletetumhare pc me drive nahi hoga, usko online download kare pc me wifi connect ho jayenga
ReplyDeletehow to hack wifi|how to hack wifi password|how to hack wifi any wifi|
ReplyDeletehttps://www.youtube.com/watch?v=OKiRS_vUdIg&t=197s
no sir my website is a realy conten not for rong information to any other people
ReplyDeleteSir , window xp mai usb support nahi leta hai kya kare
ReplyDeleteTumhare pc me driver nahi hoga ya usb solt bigad gaya hoga
ReplyDeletesir mere laptop m trobleshoot problem dikha rha h
ReplyDeleteSir plz help me Mere 4G mobile me USB tethering ka option off bta rha h on kese hoga
ReplyDeleteConnect nahi ho Raha h mobile se PC me net sabhi step follow krna k bd v
ReplyDeleteSir g me pc me nokia mobile se net chalana chahta hun jb pc se mobile data cable k through connect karty hen to huta he,kuch time please wait huta he,phr ye likh k ata he,
ReplyDelete"No response from host"
likh k ata he,
plz plz plz help me!
Sir mera Android samsung 9070..h but ham isse .win7 me blothooth se net chalana chate h kase chale ga
ReplyDeleteHlw sir. Mai jab bhi hotspot ya usb laptop se connect karta hu to troubleshooot (yello colour ka symbol)aa jata hai jis se net connect nahi ho pata hai . Kya aap bta sakte hai aisa kyu
ReplyDeleteSir Maine aapke bbataye according kita but computer main nat nnahi connect juya
ReplyDeleteSir jab mobile se computer me Internet connect karte hai tab laptop me Internet limited btata hai kaise Iska solution Kiya Jayega jald btaye please
ReplyDeletethik oise ho raha hai jaise app bata rahe hai lekin conecct nahi ho raha hai kya kare ya ko cp me shaftwere ke Nate dikkat ho raha hai
ReplyDeleteSir PC me esa koi option hi nhi dikha rha h Ab m kya kru plz help me
ReplyDeleteHello bhai mai apni laptop pe wifi connect nahi kr pa rha hu.. Pehle ho raha tha jab windows 7 tha ab maine format karke windows 8 dala hu to ab nahi ho raha hai please bhai thora mera help karo kaise wifi driver ko install karna hai?
ReplyDeleteHiii
ReplyDeleteVery Helpfool post
Thank you sir aaj aapki advice ki wajah se mera ruka hua 6 days ka kaam pura ho gaya....
ReplyDeleteHello sir m jb mere computer m USB tethering s net connect leta hu to Computer bnd ho jata h
ReplyDeletePr C.P.U. on rehta h please solution this probelm
Main aisi net me pda ki khrab wala memory ko thik kaise karte hai . To net par search mar par btaya ki . Start>search pro. Me run >cmd>diskpart . . Waisi karta gya jaise bola tha net me . . Fir maine cut karke dekha to mere computer se local disk D aur E gayab ho gaye hai . . To please koi help karo . . Us partition ko wapas kaise late hai
ReplyDeleteSir mere pc me usb show hi nahi karta es ke liye Kiya Karu
ReplyDeleteApka comment humare moderation ke bad dikhai dega. Isliye comment karne ke bad pritksha kare. bar-bar ek hi comment na kare...