Ad Code

Responsive Advertisement

Android Phone Se Computer Me Internet Kaise Chalaye - Jankari Hindi Me


Hello Dosto kya aap apne Android Smart Phone se Computer me Internet chalana chahte hai..?
Agar haa..to aaj ki ye post isi topic par bassed hai.Android Phone aajkal aam bat ho gai hai. Aajkal har kisi ke pass ek Android Phone hota hai. Aise me agar aap apne Computer main Internet chalane ko lekar paresan hai to is Post ko pura padhiye...
Is Post me, Main apko bataunga ki kaise hum apne Android Phone ko Computer se Connect kar ke Internet chala sakte hai.







Computer, Android Phone, Internet, Kaise, Connoct, Desktop, USB, Data, Chalaye


Android Mobile Se Computer Me Internet Kaise Chalaye

 Step 1 -  Sabse pahle apne Android Phone ko USB ke dwara Computer ya Laptop se Connect kare.

 Step 2 -  Apne Mobile ke DATA ko On kare aur check karle ki Mobile me Internet thik se khul rhi ho.

 Step 3 -  Ab Setting me jaye. Aur Wireless & Hotspot par click kare aur Thethering & portable hotspot me USB Tethering Option par click kar ke Enable kar de.









Computer, Android Phone, Internet, Kaise, Connoct, Desktop, USB, Data, Chalaye
Thethering & portable hotspot










Computer, Android Phone, Internet, Kaise, Connoct, Desktop, USB, Data, Chalaye
USB Tethering

 Step 4 -  Ab aap dekhenge ki apke Computer ke Desktop me Left Side ke niche ek is tarah ka sign aa rha hoga.









Computer, Android Phone, Internet, Kaise, Connoct, Desktop, USB, Data, Chalaye
Is sign ka matlab apka Internet Connecting Proccess me hai...










Computer, Android Phone, Internet, Kaise, Connoct, Desktop, USB, Data, Chalaye
Jab Apka Internet Connect ho jayega to is tarah ka sign dikhega...

Ab aap apne Computer me Internet khol kar dekhiye apka Internet khul rha hoga....Enjoy !

Ye Post Bhi Jarur Padhe :~

Click Here to Continue Reading >>


Agar aap ko koi paresani aa rhi ho Connect karne me to aap mujhe Comments ke madhyam se puch sakte hai.
Hume Email par Subscribe jarur kare taki agar hum jo kuch bhi naya Share kare apne website me vo apko pata chalti rhe. Aur is Post ko Share karna bhi na bhule...Dhanywad!


Reactions

Post a Comment

156 Comments

  1. hi bro mera naam Pramod hai. or mere site blog ka naam www.allrpcapps.blogspot.in hai.
    tera blog and blog templeat bhut acha hai. kya tum mujhe apne templeat HTML mujhe send kar do plizzzzz
    my gmail id. buldak042@gmail.com hai

    thenkyou me wait krunga

    ReplyDelete
  2. Ok Pramod ji main bhej dunga..!!

    ReplyDelete
  3. bhai aap ka blog templeat bhut acha hai. kya tum mujhe apne templeat HTML mujhe send kar do plizzzzzmy gmail id. bhagirathp45@gmail.com hai

    ReplyDelete
  4. Themes24x7.com pe apko mere template jaisa hi bahut se achhe template mil jayenge...

    ReplyDelete
  5. […] ke liye Hindi Me Jane ko Subscribe jarur kare…Dhanywad!! Related Post Bhi Padhiye – Android Phone Se Computer Me Internet Kaise Chalaye Facebook Massanger Ko Logout Kaise Kare Paypal Account Kaise […]

    ReplyDelete
  6. Maine site banane ke tarike ko padha aur samjha mujhe bahut achha laga.
    Maine bhi ek 'wapka site' banaya hai'
    mujhe aap set puchhna (request) hai ki main iss SITE KO KAISE 'Beautiful Banaun' aur file 'Tag' kaise karun.

    ReplyDelete
  7. Sorry but me wapka ki jankari nahi de sakta...
    main apko suggests karunga ki aap blogger me site banaye kyonki ise aap apni marji se design kar sakte hai...

    ReplyDelete
  8. […] Android Phone Se Computer Me Net Kaise Chalate Hai  […]

    ReplyDelete
  9. Sir ji maine aapke bataye tarike se apne pc me mobile se net use kiya uske liye aapka bahot bahot dannywaad aur meri dusri dikkat ye ke mere pc par internet bahot slow chal raha hai mere gao me 3g network nahi milta mujhe sirf 2g milta hai net fast karne ke liye koi idea dijiye

    ReplyDelete
  10. Kya nokia 220 mobile se pc me net chala sakte hai

    ReplyDelete
  11. Haa chala sakte hai but blutooth se..

    ReplyDelete
  12. Mere mobile gionee m2 se computer me net connect nahi ho RHA ha plz help me plzzz

    ReplyDelete
  13. USB Tethearing Option ko enable kiya apne...thoda time lagata hai 1 minute.

    ReplyDelete
  14. Computer hack kaise krte h m jaanna chahta hu m ek hacker banna chahta hu

    ReplyDelete
  15. Sorry main hacking tips nahi deta.

    ReplyDelete
  16. Bhai nokia 220 se pc me net kaise chalaye bluetooth se or kya kya chahiye

    ReplyDelete
  17. Iske liye apko bluetooth adapter ki jarurat padegi pc me..
    fir aap mobile se computer me internet connect kr payenge.

    ReplyDelete
  18. Bhai bluetooth kitna rupaye tak mil jayega. Par nokia 220 model me data cable se connect kyu ni hota jabki nokia c1,01 me to ho jata hai

    ReplyDelete
  19. Aap market ja kar pata kar sakte hai..
    Mujhe iski jankari nahi hai fir bhi 500 se 1500 ke bich me mil jana chahiye..

    ReplyDelete
  20. Bhai muje mobile hotspot se computer me net chalana he iske liye mule kisi ne bataya he ki WiFi sub adepter lagana hoga par bhai WiFi adepter me to bhot sare adepter ate he me konsa lagau

    ReplyDelete
  21. Agar apko sirf internet connect karna hai to USB Wifi Adapter kharide.

    ReplyDelete
  22. Mere leptab mai hospott nhi sarch ho ra hai.mai apna leptab restore kiya jb se dikkt hai ye plz btaye kiya kre hm Block sa ho gya hai

    ReplyDelete
  23. O ji wo kon sa software hai jo koi mare pc ko use kara to mara Mobile pay pata cal jay

    ReplyDelete
  24. Aisa aap teamviewer software se kar sakte hai...

    ReplyDelete
  25. Aap device manager me network adapter pe check kariye ki wifi enable hai ki disable. wifi network ko unable kariye..ok

    ReplyDelete
  26. Sir, mery pass andriod h isi tarah kia pr internet connect ni ho rha me windo xp use ke rha hon

    ReplyDelete
  27. Aap ye post padhe - Android Phone Se Window Xp Me Internet Kaise Chalaye

    ReplyDelete
  28. Bhai mai computer me window8 use karta hu maine window7 me mobile se computer me net karta tha but window 8 me nai ho pa rha hai
    Plese help bro

    ReplyDelete
  29. Device manager me jakar driver ko update karna hota hai. Tab ja kar aap Window 8 me thering se net chala sakte hai.

    ReplyDelete
  30. Me aapke page ko kaise like karu bhai taki muje bhi new tips milti rahe .
    Me abhi new hu.

    ReplyDelete
  31. Mere page http://facebook.com/hindimejane me jakar page ko like kare. ya upar jo fb fan box hai us se bhi aap like kar saktehai.

    ReplyDelete
  32. Jab ham net connect karte hai to warning ka symbol dikhai deta hai

    ReplyDelete
  33. Kis tarah ki warning ka signal de rha hai details me bataye...

    ReplyDelete
  34. Hello mere PC me mobile se net connect nahi hota. Or net connect Ka simbol nahi aata.

    ReplyDelete
  35. Mobile se PC me net use karne ke liye apke Mobile me Data On rahna chahiye tabhi jakar Connect ka simbol aayega.

    ReplyDelete
  36. Hello vinay mene aapak hbataye huve sujav se mobile se PC me conect karake dekha par connect nahi hota or simbol aapane bataya vesa aata nahihe

    ReplyDelete
  37. Mobile me data on rahna chahana chahiye tabhi syble aayega.

    ReplyDelete
  38. Jankari he kya bhai bina usb kevel mobile se pc par net kese chalate hein

    ReplyDelete
  39. wifi hotspot ke jariye aap bina usb ke mobile se pc me net use kar sakte hai.

    ReplyDelete
  40. wifi aur mobile hack karna hai piz ap bata skate hai ya nai bata sakte to sir ap apna whats number muje jarur send kare email id par quickly sir i am wait

    ReplyDelete
  41. Kya nokia 114 se bhi hum computer(pc) me net chala sakte hain detail me Bataye sir,mera os windows 7 hai!

    ReplyDelete
  42. KYA AAP KOI METHOD BATA SAKTE HAIN SIR,INTEX AQUA T4 MOBILE KO JACHANE KA TARIKA Bigra hua hai ki nahi, mai 2nd hand mobile kharidna chahta huin detail,me batay sir!

    ReplyDelete
  43. USB Tethering Option ON nahi ho rha plaz btaye kya kru

    ReplyDelete
  44. Hello mene aapke diye huve sujav se kiya nahi ho rha hai net chalu hai connect nahi ho raha hi computer windowes xp hai batana thoda jaldi mene usb se connect kiya uper diye gaye sujav se kiya nahi ho raha haul8 cannect batana

    ReplyDelete
  45. Vinay Ji mera name ROSHAN Lal hai mai mobile intex aqua q5 model
    se desktop me internet chalana chahata hun kaise chalayen

    ReplyDelete
  46. Aap USB theathering ya wifi hotspot ke jariye Mobile ko pc se connect kar ke Internet chala sakte hai.

    ReplyDelete
  47. Aap meri ye post padhiye - Android Phone Se Window Xp Me Internet Kaise Chalaye

    ReplyDelete
  48. Hello bro Me Rehan hu me pc pe net chlana chahta hu pr connect nahi hota window. 8 hai

    ReplyDelete
  49. agar laptop me internet security load nahi kia hoga to internet use karne se kya kya problem ho sakta he??

    ReplyDelete
  50. Gionee p4 mo se window XP pc ko connect karna h kaise kare ?? Plz rep..

    ReplyDelete
  51. mbile se laptop me net connect nahi kar raha hai

    ReplyDelete
  52. Kya problem aa rhi hai apko...
    USB Thethearing ko enable karne ke baad 1-2 minute time lag sakta hai connect hone me

    ReplyDelete
  53. Hello sir mera name kuldeep yadav hai sir mere mobile me usb connect nahi ho raha hai kewal mobile charge ho raha hai plz sir batai aisa kyo

    ReplyDelete
  54. Hi vinay aapne di hui mahiti ke mujab mene moblile se internet connect me to signal to mila lekin jab me internet connect karta hu to usme error 797 bata rahe he iska kya karna padega ?

    ReplyDelete
  55. mere nokia 5230 per lock lag gya hai use kese khole

    ReplyDelete
  56. Bhai mere phone gionee f103me connect krne me bad me jab Mozilla Firefox open krta hu tu usme 'secure connection failed' bta RHA h

    ReplyDelete
  57. Bhai mene computer new leya h hme interenet chalane ka pta nhe kese chale ga plz batao.

    ReplyDelete
  58. Aap bataye ke Windows xp main Android phone se internet kaise chalayenge

    ReplyDelete
  59. Meta pc me internet chhalu nahi ho raha mai kya karu

    ReplyDelete
  60. Hii . Maine phone se pc n net to connect kr liya jaisa apne Bataya tha USB cable se but chrome m net nhi Chal rha . Untrested internet ka option likha aa jata h . Ab m kya kru

    ReplyDelete
  61. mobile ko usb se pc me connect karne par moile charge huta hai but pc me show nahi hota hai.only chage ho raha hai moile ko pc me open nahi kar pa raha.

    ReplyDelete
  62. computer se phone me wifi kaise use kare

    ReplyDelete
  63. Iske liye apko Wifi Adapter ki jarurat padegi...

    ReplyDelete
  64. bhai lava android phone ka pattern kaise tode

    ReplyDelete
  65. hello mera PC safe mode me ho gaya hai
    isme internet kaise use karun plz.. tell me....

    ReplyDelete
  66. mere computer me koi si site nhi khul rahi h
    bas 1-2 site hi khul rahi h

    ReplyDelete
  67. Mera samsung mobile pc se connect nahi ho pa rha h plz solution btaye

    ReplyDelete
  68. sir mobile she computer me internet chalayenge toh computer me internet fast chalega answer sir..

    ReplyDelete
  69. Sir mobile se computer me nett kese chalega...

    ReplyDelete
  70. Bhai mivromax x324 me computer me net chalya ja skata h kya send email (rksamota4801@gmail.com)

    ReplyDelete
  71. Bhai micromax x324 me computer me net chalya ja skata h kya send email (rksamota4801@gmail.com

    ReplyDelete
  72. Mera PC windows 8.1 hai mere PC wi-fi option nahi aaraha hai kya karu

    ReplyDelete
  73. Koi esa app hai jisme hum mobile aur wifi ka internet data reservae kar le and uska use bad me kar sake

    yadi koi app ho to jarur bataye pleas....

    ReplyDelete
  74. android phone ki net chalane ki speed kaise badaye

    ReplyDelete
  75. my apna lolipop ko naya versio me kaise upgrate kru plesh help

    ReplyDelete
  76. Sirji mene aapke bataye huve tarike ko use kiya lekin mera mobile pc se connect nahi ho pa raha he mera mobile he samsung j7. Please muje bataye how to connect mobile to pc

    ReplyDelete
  77. Bhai mujhe samajh nh raha ap batao k agar android phone me signal kam aaa rahe to computer me net kaise chalegi slow ya fast mujhe aintina bhi he uske zareye computer net fast chalega ya mobile k zareye slow

    ReplyDelete
  78. Sir mere pass net slow us leye ap is number 03046369720 per batado pls pls sms pe aap ki mahrbani

    ReplyDelete
  79. Jaydeep Machhi27 July 2016 at 03:08

    Net Slow Hai To Computer Me Bhi Net Slow Hi Chalenga,Tower Nahi Aata Hoga,

    ReplyDelete
  80. Nahi chal RHA bhai connect hi nahi ho rah hai

    ReplyDelete
  81. Jaydeep Machhi29 July 2016 at 02:09

    Kuldeep Kumar 100% Hona Chahiye, Nahi Ho Raha He To Aap Ke Computer Me Setting Ki Problam Ho Sakti Hai

    ReplyDelete
  82. Sir,mere paas samsung gt-s5610k hai kya mai isse net connect karke apne laptop me net chala sakta hu?agar ha to kaise answer jarur dena sir please mere pass windows 7&8 dono hai dono ke baare me batana detail me please.....

    ReplyDelete
  83. Jaydeep Machhi31 July 2016 at 02:35

    Sir Aap Ka Mobile Android Nahi Hai Is Liye Aap Mobile Se Computer Me Net Nahi Chala Sakte

    ReplyDelete
  84. Mara mobile HUAWEI G610-U20 ha kya ma coputer sy internet connect kr sakta hun..
    Agr kr sakta hun to plz btayn kasy...?

    ReplyDelete
  85. Email par ap bta sakty han to ap mjy email k zareya bta dayn..

    ReplyDelete
  86. Jaydeep Machhi31 July 2016 at 12:52

    Yes Aap Mobile Se Internet Ko Computer Se Connect Kar Sakte Hai

    ReplyDelete
  87. Connect kro to device driver not found ka option aata hai iska koi ilaj

    ReplyDelete
  88. Aap Ke Computer Me Internet Driver Nahi Hoga Is Liye Aap Ko Not Found Aata Hai, Aap Driver Daal De Ho Jayenga

    ReplyDelete
  89. Hello bhai mere pc me window 7 hai pr me jab net connect usb se krta hu ho jata hai pr na hi google open hota na hi koi site kya krna chaihiye

    ReplyDelete
  90. Ravi Kumar Aap Ki PC Me Proxy Setting Change Ho gaya Hoga, Woh Change karde

    ReplyDelete
  91. Mera Samsung galaxy core2 phone hai root nahi Ho raha hai kya kare.

    ReplyDelete
  92. Har Mobile Root Nahi Hota Hai, Kai Baar Problam Aati Hai Aap Sahi Tarike Se Kare Ho Jayenga

    ReplyDelete
  93. hello sir
    muze pc me wifi network ko recive krna hai to pc me wifi bsnl modem k use ho sakta hai kya.

    ReplyDelete
  94. ankush bhai aap wifi Connect kare ho jayega

    ReplyDelete
  95. yar mere computer me data cable to conect ho jati ha lakin net ka option nahi aata please koi tariqa batao

    ReplyDelete
  96. Pradip Chakraborty20 August 2016 at 13:57

    sir aapka tips mein continue kaha se padu.

    ReplyDelete
  97. step By Step Padhe,

    ReplyDelete
  98. sab step pura karne ke bad v conect nahi ho pa raha hai kya karu

    ReplyDelete
  99. aap custumer kare me dikhaye kyu ki waha se aap ka problam swol ho sakta hai

    ReplyDelete
  100. muje apne ek whatsapp no. Ko mere do phono me chlana h. Kaise chlaye

    ReplyDelete
  101. Sir mera no par order no too aa gya ha lakin network show nhi kiya mna saturday ko sim liya tha please help me

    ReplyDelete
  102. thoda waite kare ho jayenga

    ReplyDelete
  103. Main Mobail se apna computer Chalana Chahta Hub
    kiyun ki Jab Main Office se Bahar rahta Hun aur Mujhe
    Koi Paper Print Karna Hita hai to Office jana padta hai
    main chahta Hun bahar rahkar Office Walon ko Print Out
    de sakun

    ReplyDelete
  104. Sir me jab data cable lagata hoon to niche net ka sign nahi aata please reply

    ReplyDelete
  105. aap ka data cable me koi problam ho sakta hai

    ReplyDelete
  106. Bhai bluetooth se computer contcet nahi ho raha h

    ReplyDelete
  107. Mere laptop me WiFi hotspot nhi hai mai android mobile se internet kaise chalau USB cable se mujhe net nhi chalana hai.aap WiFi se net chalana bata do or software kid website se lod karu ye bhi bats do.sar

    ReplyDelete
  108. Sir kyA mai apna 4g sim se pc pr net chala sakta hoon aur kese chalau uske liye muje modem lena hoga kya

    ReplyDelete
  109. yes aap chala sakte hai, net ko aap pc se connect kare ho jayenga

    ReplyDelete
  110. Sir,
    mere pass samsung J7 mob hai. Jisme relianec jio 4g ka sim card hai. Kya mere pc main bina usb cable ke internet chal sakata hai, yadi chal sakta hai to kaise. Main window 7 chalata hun.

    ReplyDelete
  111. AMIT KUSHWAHA
    NOKIA X2 ME WHATS APP CHAL SAKTA HA

    ReplyDelete
  112. Hello m apne pc m mobile hotspot k through net chalana chahata hu but pc connect nae ho PA raha h ,,,plz tell me how to connect

    ReplyDelete
  113. parikshit kumar Aap Sahi Tarike Se Setting Kare Ho Jayenga,

    ReplyDelete
  114. nokia me jyada tar android nahi hone ke karan whatsapp use nahi ho pata,

    ReplyDelete
  115. hlw sir mere lp mai wifi tik trh se caneact nhi ho rha sirf fb chal rhi hai ....kayse hoga

    ReplyDelete
  116. Bhai wo mujhe TP line wale dongal rauter PR mobile SE net share krna kese kru koi idea hai....

    ReplyDelete
  117. Nahi chal rha bro ...sab kuch krke thak gya

    ReplyDelete
  118. sir
    mere leptop me hos pot cannect nhi ho rha he to plz muje batao phale to ho rha tha pir ke se band ho gaya he to ab who cannect nhi ho rha he me ne bhut kosis ki thab bhi nhi ho rha he

    ReplyDelete
  119. Humans sekhar sahu10 November 2016 at 06:26

    Android mobile se desktop ko kiaise connect nai horaha hai after Conn connect ing to the hotspot
    Pls forward me

    ReplyDelete
  120. Sir ji mere computer me windows xp hai
    To jo aap bata rahe hai wo nahi ho pa raha hai.
    Muje xp me connect karne ke tips batao

    ReplyDelete
  121. bina usb ke android se laptop me kaise calaye

    ReplyDelete
  122. Mere laptop m wi fi connect nhi ho rha h apne phn se kr rha hu to laptop ki sattings ko janna h..Connections are available bol rha h or so plzzzzz help me

    ReplyDelete
  123. setting me problem ho sakta hai, setting ko sahi tarike se kare

    ReplyDelete
  124. Mera laptop canact nhi ho rha h. M Bluetooth SE .or WiFi SE canact krna chahata hu mne kakhi kosis ki h lekin ab nhi ho rha h ..to please ap mujhe Puri details ke sath step by step btaobtao

    ReplyDelete
  125. manoj aapne jo tricks read kari hai woh bilkul sahi hai, tum sahi tarikese kare connect ho jayenga

    ReplyDelete
  126. Me USB cable ko mobile se computer me connect ker raha hu but mobile charging hone lag jata ha or USB to hota he nahi he please help me

    ReplyDelete
  127. Windows xp me driver kese install Kare
    My mobile name Lyf 4503

    ReplyDelete
  128. Mera computer safe more ma chalk jata ha started nehi hota

    ReplyDelete
  129. sir
    Computer mai kyoi setting nahi karna hai

    ReplyDelete
  130. Mohit post me likha hai is tarah se step by step follow kare ho jayenga

    ReplyDelete
  131. Mere leptop me wifi connect nhi ho raha h mene kuch hi din pahle apne leptop ko format lagvaya tha tab se me wifi connect nhi kr pa raha kisi driver ki problem h ya kuch seting krni padegi

    ReplyDelete
  132. tumhare pc me drive nahi hoga, usko online download kare pc me wifi connect ho jayenga

    ReplyDelete
  133. how to hack wifi|how to hack wifi password|how to hack wifi any wifi|


    https://www.youtube.com/watch?v=OKiRS_vUdIg&t=197s

    ReplyDelete
  134. no sir my website is a realy conten not for rong information to any other people

    ReplyDelete
  135. Sir , window xp mai usb support nahi leta hai kya kare

    ReplyDelete
  136. Tumhare pc me driver nahi hoga ya usb solt bigad gaya hoga

    ReplyDelete
  137. sir mere laptop m trobleshoot problem dikha rha h

    ReplyDelete
  138. Sir plz help me Mere 4G mobile me USB tethering ka option off bta rha h on kese hoga

    ReplyDelete
  139. Connect nahi ho Raha h mobile se PC me net sabhi step follow krna k bd v

    ReplyDelete
  140. Sir g me pc me nokia mobile se net chalana chahta hun jb pc se mobile data cable k through connect karty hen to huta he,kuch time please wait huta he,phr ye likh k ata he,
    "No response from host"
    likh k ata he,
    plz plz plz help me!

    ReplyDelete
  141. Sir mera Android samsung 9070..h but ham isse .win7 me blothooth se net chalana chate h kase chale ga

    ReplyDelete
  142. Hlw sir. Mai jab bhi hotspot ya usb laptop se connect karta hu to troubleshooot (yello colour ka symbol)aa jata hai jis se net connect nahi ho pata hai . Kya aap bta sakte hai aisa kyu

    ReplyDelete
  143. Sir Maine aapke bbataye according kita but computer main nat nnahi connect juya

    ReplyDelete
  144. MD Salauddin Ansari11 August 2017 at 03:50

    Sir jab mobile se computer me Internet connect karte hai tab laptop me Internet limited btata hai kaise Iska solution Kiya Jayega jald btaye please

    ReplyDelete
  145. thik oise ho raha hai jaise app bata rahe hai lekin conecct nahi ho raha hai kya kare ya ko cp me shaftwere ke Nate dikkat ho raha hai

    ReplyDelete
  146. Sir PC me esa koi option hi nhi dikha rha h Ab m kya kru plz help me

    ReplyDelete
  147. Hello bhai mai apni laptop pe wifi connect nahi kr pa rha hu.. Pehle ho raha tha jab windows 7 tha ab maine format karke windows 8 dala hu to ab nahi ho raha hai please bhai thora mera help karo kaise wifi driver ko install karna hai?

    ReplyDelete
  148. Thank you sir aaj aapki advice ki wajah se mera ruka hua 6 days ka kaam pura ho gaya....

    ReplyDelete
  149. Hello sir m jb mere computer m USB tethering s net connect leta hu to Computer bnd ho jata h
    Pr C.P.U. on rehta h please solution this probelm

    ReplyDelete
  150. Main aisi net me pda ki khrab wala memory ko thik kaise karte hai . To net par search mar par btaya ki . Start>search pro. Me run >cmd>diskpart . . Waisi karta gya jaise bola tha net me . . Fir maine cut karke dekha to mere computer se local disk D aur E gayab ho gaye hai . . To please koi help karo . . Us partition ko wapas kaise late hai

    ReplyDelete
  151. Sir mere pc me usb show hi nahi karta es ke liye Kiya Karu

    ReplyDelete

Apka comment humare moderation ke bad dikhai dega. Isliye comment karne ke bad pritksha kare. bar-bar ek hi comment na kare...