AAndroid System Kya Hai,ndroid ek Operating System Hai jo smart mobile phone ko chalane ke liye use hota hi, iska matalab yeh nahi hai ki android ke bina mobile nahi chal sakta hai,
Mobile ko Chalane ke liye aur bhi system hai exam- Apple aur Window hai,is system se bhi aap mobile chala sakte hai, me aap ko android mobile system ke baare me batane wala hu jo google ki system hai aur sabse jyada unka upyog hota hai
Trick : Reliance Jio Me Free Caller Tunes Kaise Activate Karein
aap android phone use karte hai to aapke liye android ke baare me janakari hona bahut jaruri hai, android phone ki yeh janakari aapke liye bahut kaam aayengi,
- Android Mobile Phone Ko Restart Karna
Android phone ko restart kaise kiya jata hai yeh bhi janakari hona jaruri hai, restart karne se mobile me kya kya change hota hai woh bhi janana jaruri hai, mobile ko restart karne se mobile unke new look me aa jata hai, mobile jab bhi swol aur hang hone lage tab unko Restart Karle
Phone Ko Restart karne Ke Liye Power Botton Ko dabaye rakhe waha pe restart ka opation aata hai
बिना TOUCH किये अपने Android फ़ोन को कैसे USE करे-How to Use Your Android Mobile Phone Without Ever Touching
⇒ Power Key+Home Key+Volume Up Ek Saath Dabaye Mobile automatic Restart ho jayenga
- Android Mobile Me Screenshort Kaise Lena
Android phone me screenshort lena bahut aasan hai ab to mobile me menu me opetion aata hai screenshort lene ke liye,
Android Mobile Phone Ko Apple iPhone IOS Me Convert Kaise Kare
⇒ How To Take Screenshot In Android Phone In Other Ways ⇐
Power Key+Volume Down Key Ko ek saath dabana hai to aapka screenshort ready ho jayenga aur gallery me save ho jayenga
- Android Mobile Ko Format Kaise Kare
Jab koi banda new mobile leke aata hi tab unko android ki puri janakari nahi hoti hai, kai baar mobile hang hone lagta hi tab woh pareshan ho jata hi ki mobile ko format kaise kare,
android mobile ki system me format ka opetaion hota hai mobile format karne ka lekin unse bhi aasan tarika hai mobile format karne ka,
Apne Mobile Se Photo ka Cartoon Character Kaise Banaye
<1> Factory Reset :- is tarah ke format se aapke mobile ke saare app aur setting delete ho jayenge, internal aur external strore sahi salamat rahenge, Factory Reset Karne ke liye Yeh Code Dial Kare *#*#7780#*#*
<2> Hard Reset :- Is tarah se format se aapke phone se sari chije delete ho jayenge, internal aur external bhi delete ho jayenge, aapka mobile new ho jayenga, Hard Reset Karne ke liye yeh code dial kare *2767*3855#
Note :- jab aapko mobile format karna hi tab hi yeh code ka istemal kare
- Power Key Se Call Ko End Kaise Kare
Yeh tricks android phone ke liye bahut upyogi hai,Yeh tricks jab aapka phone me koi problam aata hai jaise ki touch na hona, tab aap saashani se power botton se call ko end kar sakte hai
Android Mobile Ki Screen Record Kaise Kare App Ke Dwara
aisa karne ke liye aapko apne android phone me setting me jana hoga, Settings > Accessibility > Power Button Ends Call ko save kare.uske baad yeh Feature aapke phone me kaam karne lagega, aap call karke bhi cheak kar sakte hai
- Android Mobile Chori Ho Jaye Tab Kya Kare
android phone chori ho jata hai tab hum yeh sochte hai ki chor mobile ka galat upyog na kar sake uske liye ek number ki jrurat hoti hai, apne mobile ke serial number cheak karne ke liye *#06# dabaye, yeh number dial karne se ek code aayenga is ko save karle complain karne ke liye,
Computer Off Hone Ke Baad Bhi Mobile Kaise Charge Kare
- Android Key Ke Bare Me Janakari Hindi Tricks
<1> Power Key :- Mobile ko on karne ke liye use hota hai
<2> Home Key :- Direct home page par jane ke liye use hota hai
<3> Volume Up Key :- Volume Badhane ke liye kiya jata hai
<4> Volume Down Key :- Volume Down karne ke liye kiya jata hai
yeh tricks aapko kaise lagi yeh hume aap comment karke bata sakte hai, is ko social media me share jarur kare, koi problam aata hai to hume comment karke bhi puch sakte hai,
5 Comments
sir Mujhe System ui Kese Work Karta Hai Our Isse Him Kiya Kiya Kar Sakte Hai Ye Janna Hai Please Jaldi Batae
ReplyDeleteSir, mera karbonn sparkle v handset open hi nahi ho raha hai. Reset karne par no command dikha raha hai. Main kya karu??
ReplyDeleteNice sharing
ReplyDelete[note] kamzor mobile ko bar bar restor factry krne se mobile ka software ur certificats khatam hojate hen.
Nice and informative article...I learned a lot by reading your blog.....Keep up the good work...
ReplyDeleteGreat article...I learned something new today...Keep up the good work...
ReplyDeleteApka comment humare moderation ke bad dikhai dega. Isliye comment karne ke bad pritksha kare. bar-bar ek hi comment na kare...