Android Marshmallow 6.0.1 Ko Nougat 7.0-7.1.1 Me Update Kaise Kare
Android Lollipop 5.1.1 Ko Marshmallow Me Update Kaise Kare , Android Marshmallow 6.0.1 Ko Nougat Update Kaise Kare, Woh Tricks Mene Batai Hai, Android SO Har Time Kuch Na Kuch Naya Karta Hai, Jo Android Mobile Phone Ko Use Karte Hai Unko Sab Se Achha Version Dene Ko Koshis Karta Hai,
Android SO Google Ka Product Hai, Google Ka Har Product Me Naya Hota Hai, Duniya Me Best Koi Hai To Google Ki Product Hota Hai,
Most Read :- Jio Sim Card Se Sabse Jyada Internet Speed Kab Kiss Samye Milti Hai
India Me Android Mobile Use Karne Wale User Badh Rahe Hai, Kuch Android Use Karne Walo Ko Yeh Pata Nahi Hota Hai Ki Mobile Update Kiya Jata Hai, Woh Log Village Se Billong Karte Hai,
Most Read :- Top 10 Awesome Android Mobile Phone App Download
Nougat Android Mobile Version 7.0-7.1.1 August 22 2016 Ko Update Kiya Gaya, Jo Company Ka Mobile Use Karte Hai, Aur Compay Regular Update Deti Hai Unke User Ko Wohi Update Kar Sakte Hai,
Andoid SO Update Karne Ke Liye Android Mobile Me Kya Kya Facility Honi Chahiye
- Android Mobile Register Company Ka Hona Chahiye, Example- Samsung, Sony Etc
- Mobile Phone Me Wi-Fi Hona Jaruri Hai, Nahi Hai To 3G Internet High Speed Ka Hona Chahiye
- Mobile Me 1 GB Se Jyada Internal Hona Bahut Jaruri Hai,
- Android Mobile Register Company Ka Hona Jaruri Hai
- 30% Se Jyada Battery Honi Chahiye Android SO Update Karte Time
Android Mobile Me Nougat 7.0-7.1.1 Update Kaise Kare
- Step 1 :- Mobile Phone Ke Setting Me Jaye Aur About Par Click Kare
Step 2 :- About Par Click Karte Hi Ek Pop up Page Open Hoga, Software Update Par Click Kare, Uske Baad Cheak Update Par Click Kare, Mobile Update Ke Liye Ready Hoga To Update Availble Aayenga, Nahi Hoga To All Ready Latest Version Aisa Aayenga,
Most Read :- Android Mobile Ko Track Kaise Kare-Google Android Device Manager
Download And Install Par Click Karte Hi Mobile Update Hone Ki Process Chalu Ho Jayenga, Insttal Hone Ke Baad Mobile Automatic Restart Ho Jayenge, Enjoy To Update
Update Karne Me Koi Pareshani Hoti Hai To Hume Comment Karke Sawal Javab Puchh Sakte Hai, Yeh Post Ko Social Media Me Share Jarur Kare
9 Comments
Sir mera asus zenfone 2 lasser handset hain
ReplyDeleteMaine ja b bhi update downlod kiya to jab pura update install kr lene ke baad boot hote samay update fail message aaja ta hain
Aur kuch message btata hain
Bad me main manualy update karke dekha to bhi message wohi aatat hain
To krupaya batay ki main kaise fully update karu
Comment Text*ser mera me upade ka op tion nahi show kar raha hai Sar me update lase karo
ReplyDeletehimanshu tumhara mobile phone update nahi kar rahi hai company is liye update ka option nahi aa raha hai
ReplyDeleteMayne apna mobile update krleya Myra mobile h Lenovo A6600 plus fir bhi 7.1 nahii hoya
ReplyDeletehello sir mare phone m Android nougat k update aya hoa h but woh update nhi ho rha jase he m ose update krne lgta ho woh 0 persent pr he rhata h.... please help me sir
ReplyDeleteMera mobile marsello version par kam kar rha he par 7.0 noga nought version aagaya he phir bhi yah mobile your mobile is already uptodate batata he please koi solutions dijiye
ReplyDeleteJ5 prime nouhtko oldest marshmallow update kese kare.
ReplyDeleteJ5 prime nouht ko oldest marshmallow update kese kare.
ReplyDeleteJ5 prime ko purane virson me update kese kare
me asap ke reply ko kese dekhunga
ReplyDeleteApka comment humare moderation ke bad dikhai dega. Isliye comment karne ke bad pritksha kare. bar-bar ek hi comment na kare...