Ad Code

Responsive Advertisement

Android Marshmallow 6.0.1 Ko Nougat Me Update Kaise Kare

Android Marshmallow 6.0.1 Ko Nougat 7.0-7.1.1 Me Update Kaise Kare


Android Marshmallow 6.0.1 Ko Nougat Me Update Kaise Kare

Android Lollipop 5.1.1 Ko Marshmallow Me Update Kaise Kare , Android Marshmallow 6.0.1 Ko Nougat Update Kaise Kare,  Woh Tricks Mene Batai Hai, Android SO Har Time Kuch Na Kuch Naya Karta Hai, Jo Android Mobile Phone Ko Use Karte Hai Unko Sab Se Achha Version Dene Ko Koshis Karta Hai,


Android SO Google Ka Product Hai, Google Ka Har Product Me Naya Hota Hai, Duniya Me Best Koi Hai To Google Ki Product Hota Hai,


Most Read :- Jio Sim Card Se Sabse Jyada Internet Speed Kab Kiss Samye Milti Hai


India Me Android Mobile Use Karne Wale User Badh Rahe Hai, Kuch Android Use Karne Walo Ko Yeh Pata Nahi Hota Hai Ki Mobile Update Kiya Jata Hai, Woh Log Village Se Billong Karte Hai,


Most Read :- Top 10 Awesome Android Mobile Phone App Download


Nougat Android Mobile Version 7.0-7.1.1 August 22 2016 Ko Update Kiya Gaya, Jo Company Ka Mobile Use Karte Hai, Aur Compay Regular Update Deti Hai Unke User Ko Wohi Update Kar Sakte Hai,

Andoid SO Update Karne Ke Liye Android Mobile Me Kya Kya Facility Honi Chahiye



  1. Android Mobile Register Company Ka Hona Chahiye, Example- Samsung, Sony Etc

  2. Mobile Phone Me Wi-Fi Hona Jaruri Hai, Nahi Hai To 3G Internet High Speed Ka Hona Chahiye

  3. Mobile Me 1 GB Se Jyada Internal Hona Bahut Jaruri Hai,

  4. Android Mobile Register Company Ka Hona Jaruri Hai

  5. 30% Se Jyada Battery Honi Chahiye Android SO Update Karte Time


Android Mobile Me Nougat 7.0-7.1.1 Update Kaise Kare

  • Step 1 :-  Mobile Phone Ke Setting Me Jaye Aur About Par Click Kare


Android Marshmallow 6.0.1 Ko Nougat Update Kaise Kare

Step 2 :- About Par Click Karte Hi Ek Pop up Page Open Hoga, Software Update Par Click Kare, Uske Baad Cheak Update Par Click Kare, Mobile Update Ke Liye Ready Hoga To Update Availble Aayenga, Nahi Hoga To All Ready Latest Version Aisa Aayenga,

Most Read :- Android Mobile Ko Track Kaise Kare-Google Android Device Manager

Download And Install Par Click Karte Hi Mobile Update Hone Ki Process Chalu Ho Jayenga, Insttal Hone Ke Baad Mobile Automatic Restart Ho Jayenge,  Enjoy To Update

Update Karne Me Koi Pareshani Hoti Hai To Hume Comment Karke Sawal Javab Puchh Sakte Hai, Yeh Post Ko Social Media Me Share Jarur Kare
Reactions

Post a Comment

9 Comments

  1. Sir mera asus zenfone 2 lasser handset hain
    Maine ja b bhi update downlod kiya to jab pura update install kr lene ke baad boot hote samay update fail message aaja ta hain

    Aur kuch message btata hain


    Bad me main manualy update karke dekha to bhi message wohi aatat hain


    To krupaya batay ki main kaise fully update karu

    ReplyDelete
  2. Comment Text*ser mera me upade ka op tion nahi show kar raha hai Sar me update lase karo

    ReplyDelete
  3. himanshu tumhara mobile phone update nahi kar rahi hai company is liye update ka option nahi aa raha hai

    ReplyDelete
  4. Mayne apna mobile update krleya Myra mobile h Lenovo A6600 plus fir bhi 7.1 nahii hoya

    ReplyDelete
  5. hello sir mare phone m Android nougat k update aya hoa h but woh update nhi ho rha jase he m ose update krne lgta ho woh 0 persent pr he rhata h.... please help me sir

    ReplyDelete
  6. Mera mobile marsello version par kam kar rha he par 7.0 noga nought version aagaya he phir bhi yah mobile your mobile is already uptodate batata he please koi solutions dijiye

    ReplyDelete
  7. J5 prime nouhtko oldest marshmallow update kese kare.

    ReplyDelete
  8. J5 prime nouht ko oldest marshmallow update kese kare.
    J5 prime ko purane virson me update kese kare

    ReplyDelete
  9. me asap ke reply ko kese dekhunga

    ReplyDelete

Apka comment humare moderation ke bad dikhai dega. Isliye comment karne ke bad pritksha kare. bar-bar ek hi comment na kare...