Android Lollipop 5.1.1 Ko Marshmallow Me Update Kaise Kare, Android SO Ek Mobile Ke Liye Badiya Operating System Hai, Internet-Related Sab Se Best Koi System Hai To Woh Android Hai, Google Play Store Me Android Related But Sari Application Hai Jo Regular Update Hote Rehte Hai, Har Android Mobile Ki App Google Play Store Se app Use Kar Sakte Hai,
Most Read :- Top 10 Awesome Android Mobile Phone App Download
Mobile Me Android App install Karne Ke Liye SO Bhi Naya Hona Chahiye, Is Liye Aap Ko Apne Mobile Ko Regular Update Karte Rehna Chahiye,
Most Read :- Android Mobile Ko Track Kaise Kare-Google Android Device Manager
Android SO Update Karne Ke Liye Kya Kya Jaruri Hai ?
- Aap Ka Mobile Company Ka Hona Chahiye
- Mobile Me Wifi Ya 3G Internet Hona Jaruri Hai, Kyu Ki Update Package 400-1024 Tak Hota Hai
- Mobile Phone Ka Internal Storage 1 GB Se Jyada Hona Chahiye
- Android OS Update Unhi Mobile Phone Me Hota Hai Jis Par Company Ne Update Provide Ki Hai
- Mobile Phone Update Karte Samay Battery 30% Se Jyada Honi Chahiye
Mobile Phone Me Android Version Update Kaise Kare
- Step 1 :- Mobile Phone Ke Setting Par Jakar About Par Click Karke Open Kare
- Step 2 :- Software Update Par Click Kare Uske Baad Cheak For Update Par Click Kare Uske Baad AAP Pata Chal Jayenga Ki Mobile Update Ho Sakta Hai ya Nahi, Update Karne Ke Liye Download And Insttal Par Click Kare,
- Jab Mobile Phone Me Software Update Ho Jayenge Ko Automatic Mobile Restore Ho Jayenge Aur SO Version Bhi Update Ho Jayenga
,
Most Read :- Android Phone Me Save WiFi Password Kaise Pata Kare
Dosto Aap Ko Update Karne Me Koi Pareshani Hai To Comment Ke Jaria Help Le Sakte Hai, Yeh Post Apne Friends Ko Share Jarur Kare,
26 Comments
Mary pass q mobile i6i hai us pr software download ho Jata hai pr install ni hota
ReplyDeletepagal hai kya lollipop se marshmallow nhi hota acha blog likha kar
ReplyDeletehello suraj yadav aap ne jo bola woh ek dum galat hai, kyu ki update mobile hota hai lekin aap par nahi company par depend rehta hai, mene post me likha hai ki jo aapko company update deti hai to hi aap android mobile ko update kar sakte hai,
ReplyDeleteSahi kahaa bhai..
ReplyDeletethanks Arvind Kumar Bhardwaj
ReplyDeleteMera oppo a37 mobile hai mai usse marchmellow kaise kru or software ka kya naam hai
ReplyDeleteBhai mera Samsung grand prime 4g kitkat me update karna hai plz madat karo
ReplyDeletecompany ne jo versine change kiya hai usko aapne update kar liya to fir se woh nahi aa sakta hai
ReplyDeletePanasonic eluga 2 woranti me he. Update nahi hits he. Kaya Kate? 5 month new mobail he
ReplyDeletehii I am Satyam maddheshiya mera mobile update nhi ho rha hai
ReplyDeletehamraphone update nahi hota hai letest virsion lekha ata hai
ReplyDeletemere pass Micromax ka mobile update karta hu to network error batata hai wi fi connected bhi karta hu
ReplyDeletenot update bhi batata hai
ReplyDeleteYar mera mobile Panasonic eluga mark h usme king root install nhi ho raha h kya karun
ReplyDeleteMere pass Samsung galaxy j2 4g usse marshmallow mein Kaiser update Karen
ReplyDeleteHi mera naam soru hai mera samsung galaxy j2 4g phone hai officially update new version diya lekin update nehi ho raha error marta hai kiu...
ReplyDeletePlz ye help kar do bohut problem main hu plz reply....
ReplyDeleteMere yuphoria YU 5020a me 6.0 msrshmallo kese update kara please help karoge meri
ReplyDeleteSir mere mobile me update option nahi aa raha hai to me kya karu
ReplyDeleteMera mobile lenovo k 4 note hai verson 6.0 hai ise wapas 5.1 verson karna hai kaise karu pls help me ...
ReplyDeleteNo update anvaible bata raha hai
ReplyDeleteupdate nahi ho raha hai
micromax q 412
Bhai maine android 5 se android 6 m upgrade krne ko bola tha
ReplyDeleteBhai mere phone se basal le
ReplyDeleteBhai mere pass lenovo k5 he mene ose update kiya to bah chalu nahi ho raha teri wajah se mera mobile kharab ho gaya please apne dimag ka istemal utna hi kare jitna ho
ReplyDeleteMadarchod
sr mera update bhi nhi hua hai the latest updates have already been installed yahi de raha hai
ReplyDeleteMera mobile Lenovo a6000 h Esme software update nhi ho RHA ese bta RHA upgrade package signature does not match cannot install this upgrade package ye bta RHA h
ReplyDeleteApka comment humare moderation ke bad dikhai dega. Isliye comment karne ke bad pritksha kare. bar-bar ek hi comment na kare...