Ad Code

Responsive Advertisement

Facebook Account Kaise Banaye- Hindi Me Jane

[caption id="attachment_1492" align="aligncenter" width="767"]Facebook account Facebook Account Kaise Banaye[/caption]

Social Media Me Aap Ne Kai Share Online Account Banaye Hoge, Par Massage,Video Calling, Photo Sharing, Calling, Video Uploading Etc, Yeh Sab Aap Ko Ek Hi Jagah Par Nahi Mil Sakta Hai, Only Ek Hi Aisi Website Hai Jaha Aap Free Me Apna Account Banakar Yeh Sab Facility Ko Use Kar Sakte Hai, Sirf  Facebook Hi Aisa Account Hai Jaha Aap Ko Yeh Facility Mil Sakti Hai,

Most Read :- Hamari Facebook Profile Check Ki Kaise Pata Kare

Facebook India Me Popular Hai Aisa Nahi Hai, World Me Facebook Popular Hai, Facebook Me Aap Friends Banakar Kar Unke Sath Chat Kar Sakte Hai, Photo Share Kar Sakte Hai, Video Share Kar Sakte Hai, Facebook Me Bahut Saare Function Hai Jo Aap Use Kar Sakte Hai,

Facebook Kya Hai ?


Is Ko Bhi Padhe :- Facebook Whatsapp Free Chalaye Aur Recharge Earn Kare

Facebook Online Social Networking Website Hai, February 4 2004 Ko Is Website Ko Banaya Gaya Tha, Mark Zuckerberg Ne Website Ko Banayi Thi, Jo Facebook Ke Founder Aur CEO Bhi Hai, California United States Me Unka Head Office Hai, Alexa Rank 3 Hai, 1.65 Billian Monthly Active User Hai, 

Facebook Se Hum Kya Kar Sakte Hai ?


Popular Tricks :- Facebook Me Last Active Time Ko Kaise Hide Kare Hindi Me Jane

  • Online Chat Kar Sakte Hai,

  • Massage Send Kar Sakte Hai,

  • Photo Share Kar Sakte Hai,

  • Video Upload Kar Sakte Hai,

  • Facebook Group Bana Sakte Hai,

  • Facebook Page Bana Sakte Hai,

  • Video Calling Kar Sakte Hai,

  • Call Bhi Kar Sakte Hai Sirf Online Active User Ko

  • Friends Bana Sakte Hai Etc,


Most Read :- Facebook Fans Page Ke Likes Kaise Badhaye

Ab Aap Samaj Gai Honge Ki Facebook Itna Badiya Kyu Mana Jata Hai, Itni Facility Ko Bhi Account Me Aap Ko Nahi Mil Sakti Hai,

Facebook Account Kaise Banate Hai ?

Most Read :- Facebook Page Me Costom URL Kaise Set Kare

Step 1 :- Facebook Website Ko Open Kare


Step 2  :- Website Open Hone Ke Baad Create An Account Me Aap Ko Details Ko Bharna Hai,


facebbo

Popular Tricks :- Facebook Page Kaise Banaye

  • Aap Ka Name Aur Sure Name Likhe

  • Email Account Ya Mobile Number Dono Me Se Ek Ko Pasand Karke Daale

  • Ek Baar Phir Se Conform Kare

  • Ek Pasaword Ko Pasand Kare, Yeh Pasword Login Karne Ke Liye Jaruri Hai

  • Date Of Birth Select Kare

  • Aap Male Hai Ya Female Woh Select Kare

  • Last Me Create An Account Par Click Karke Submite Kare

  • Email Account Par Ek Mail Aaya Hoga Use Conform Kare, Jo Aap Conform Nahi Karte Hai To Aap Ka Facebook Account Active Nahi Hoga,

  • Yeh Sab Aap Process Pure Hoki Tab Hi Aap Ka Facebook Account Active Hoga,


Ab Aap Ka Facebook Account Ready Ho Gaya Hai, Aap Setting Par Jakar Apna Profile Cover Photo Laga Sakte Hai, Facebook Account Me Bahut Shari Details Aati Hai Yeh Me Aap Ko Step By Step Batane Wala Hu,

Facebook Par Account Setting Kaise Kare


facebook

Apna About Page Setting Kaise Kare 


Most Read :- Paypal Kya Hai- How To Create Paypal Account

  • Profile Photo Upload Kare

  • Cover Photo Upload Kare

  • Aap Kya Work Kare Rahe Ho Aur Education Kya Hai Woh Likhe

  • Aap Ke Baare Me Contact Aur Basic Informati Ko Add Kare

  • Family And Relation Me Details Ko Add Kare

  • Datails Abouts Me Apne Baare Me Janakari Ko Add Kare

  • Life Event Me Aap Apne Life Ke Event Ko Add Kare


Yeh Sab Details Bharne Ke Baad Aap Ko Facebook Account Complate Ho Jayenga, Ab Aap Friends Bana Sakte Hai, Social Media Me Internet Ki Madad Se Apna Name Bana Sakte Hai,

Yeh Tricks Aap Ko Kaise Lagi Yeh Hume Comment Karke Jarur Bataye, Aap Hum Se Koi Bhi Sawal Javab Puch Sakte Hai,

Thanks
Reactions

Post a Comment

10 Comments

  1. bro aapka template bhut accha h..hMe kafi accha laga. mai apne blog par same template lagana chahta hu .Maine Aapke template ko chek kiye Lagta nhi h riboon h...mujhe aap apne jaisa template ka nam batao ..plzzz

    ReplyDelete
  2. Jaydeep Machhi23 July 2016 at 07:55

    Vivek Ji Ribbon Ka Templet Laga Hua Hai, Hindimejane Website Par,

    ReplyDelete
  3. nhi ye riboon nhi ho sakta. ..mai Bhi same yesa lagana chahta hu plzzbhai btao kya karna hoga

    ReplyDelete
  4. Jaydeep Machhi23 July 2016 at 08:00

    Templete Ribbon Ka Hai Baaki Change Kiya Hai Layuot Is Liye Aap Ko Aisa Lag Raha Hoga,

    ReplyDelete
  5. mujhe v sikhaoge ..kaise itna change hua hai mai aapko mail me bat kar sakta hu kya

    ReplyDelete
  6. Kya Aap hMe apna jaisa template Banane me meri help karoge kya

    ReplyDelete
  7. Jaydeep Machhi23 July 2016 at 08:10

    AAP KI KOI PROBLAM HAI TO MAIL KARE,

    ReplyDelete
  8. Maine hindimejane ka app download kiya bahut hi awesome app hai kya aap apne jese app bnane ki post daalnge jise baki bloggers ko pta chl sake ki app kese bnate h ...appgyser wala ni bnata wo acha ni h ....plzzz apne jesa hi btana kese bnate h

    ReplyDelete
  9. Thank You Yash Chauhan Aap Ne Hindi Me Jane Website Ka App Download Kiya, Yes Me App Kaise Banate Hai Woh Post Jaldi Hi Daal Dunga

    ReplyDelete
  10. Thanku soo muchh for rply...m wait krunga apki post ka plzz jld hi post krna...nd kya aap bta skte h ki apne konsa tag plugin use kia h ??? Nd 2nd questions hai ki jo post ka area hota h use kese increase kru???

    ReplyDelete

Apka comment humare moderation ke bad dikhai dega. Isliye comment karne ke bad pritksha kare. bar-bar ek hi comment na kare...