Facebook me ham kisi se bhi images video badi asani se share kar skte hai. Facebook me ye sab karna bohat hi easy hota hai. Tabhi logo ke beech me Facebook itni popular hai. Toh dosto aaj ka hamara topic hai ki facebook me last active time kaise hide kare.
Kai baar aisa hota hai. Ki ham ye nahi chahte hai. Ki koi bhi friend hamara last active time dekh ske. To jo log aisa chahte hai. Unke liye post helpful jarur sabit hogi. Is post me mai apko kuch aisi jankari duga jisse aap last active time badu asani se hide kar skte hai. Agar aap ye janna chahte hai toh bas post ko padte rahiye.
Facebook Me Last Active Time Kaise Hide Kare
Facebook ke last active time features se aapko ye pata chal jata hai. Ki aapka dost kitni der phle online tha. Agar aapne kisi ko koi bhi msg kiya hai toh apko pata chal jata tha. Ki wo tab se online aya hai ya nahi. Agar aaya hai toh msg pda hai ya nahi.
Agar aap aap apna last active time ko hide karna chahte hai. Toh aap chrome extension se apna last active time ko hide kar skte hai. Chrome toh aap jante hi hai ki ye kitna usefull web browser hota hai. Chrome me aapko bohat se extension mil jayege. Isko karne ke liye kuch steps ko bata raha hu jise aap dhyan se padhkar follow kare.
Step -1 Sabse Pahle Latest Version Ka Chrome Browser Install Kare.
Step -2 Ab Aap Facebook Unseen Extension Chrome Browser me install kare.
Step -3 Jab Extension install ho jaye. Ab browser me Facebook login kare. Aur apne kisi bhi friends se chat kare.
Step -4 Ab aapka koi bhi Friend apka last active time nahi dekh payega.
Mobile Me Kaise Use Kare
Agar aap mobile me ise use karna chahte hai. Toh Facebook me login karke unseen apps ko active kar le fir aapka koi bhi last active time nahi dekh payega.
Last Word
Friends aaj ki post me maine apko bataya. Ki fb me last seen kaise hide kare. Agar aapko post pasand aayi ho toh ise apne dosto ke sath bhi share kare. Agar aapko kuch bhi problem ho rahi ho. Toh aap comments se apna question hamse puch skte hai.
7 Comments
रोहित जी , इतनी अच्छी पोस्ट पब्लिश करने के लिए शुक्रिया
ReplyDeletethanx bhai
ReplyDeletesir Facebook last seen off Android phone se nahi hoga kya agar hoga to please hame bataye???
ReplyDeletemobile me karne ke liye aapko unseen app activate karna padega. maine post me already bta rakha hai
ReplyDeleteMobile me kese hota h
ReplyDeleteyeh mobile me nahi hota hai only computer me setting kiya ja sakta hai
ReplyDeletemene camputer me kar diya he lekin Facebook me login karke unseen apps ko active kar le fir aapka koi bhi last active time nahi dekh payega. ye kese kre ye bta do
ReplyDeleteApka comment humare moderation ke bad dikhai dega. Isliye comment karne ke bad pritksha kare. bar-bar ek hi comment na kare...