Hello Friends Mera Naam Manish Sharma Hai Main HindiMeInfo.Blogspot.com
Aaj Ki Dunia Me Android Ka Courage Badta ja rha hai. Jyadatar Sabhi ke pass Android phone hai. Android Ek Opreating System Hai. Jo Google Company ne launch kiya tha. Log apne Android Phone Aur Tablets kei Saftey ke liye Bahut kuch kartey hai. Per Main aapko Android Ki Saftey ke Liye 10 Tips & Tricks Btane Jaa rha hu. Toh Chaliye Ab Start Kartey.
Android 10 Tips & Tricks For Safety
Android Ki Saftey Karne Ke Liy Aapko In 10 Baaton Ko Dhyan main rakhna
1. Phone Ki Saffty
Phone Ki Saftey Ke Liy Screen Guard Ya Screen Glass Lgana Chaiye. Agar humara Phone Gir bhi jaye toh screen Crash na ho
2. Battery Per Dhyan De
Android Phone ki screen Badi hone Ke Karn Battery jyada Der tak nhi Chalti hai. Battery Ko Jyada Time tak chlane ke liy aapko Background main chal rhi application ko stop kartey rahna chaiye. Aur Screen per Live Wallpaper nahi lgana chaiye isse jyada Battery kharch hoti hai. aap Simple Hi Wallpaper Lgaye
3. Faltu Ki Application Install na kre
Aapko Faltu Ki Application Install Nhi karni chahiye. Faltu Application Install Karne Se Humara 3 Tarike Se Nuksan Hota hai.
- Faltu Application install karne Se Space jyada Leti hai.
- Ye Background Me chalti rahti hai. Aur Ram Per Bhi effect dalti hai. Jisse Phone ki speed kam ho jati
hai. - Aapke Phone Me Net Hai toh alag-alag Tarike Se Update Ke Liy Data use Karti hai.
4. Phone Reset Karna
Jab Aapka Phone Jyada Hang Hone Lage Toh aapko Phone Reset Karna Chaiye.
5. Antivirus Use
Internet Chlatey Samay Koi Virus aa Jaye Ya Aapne Koi File Download Ki Ho Usme Virus Ho. Toh Aap Antivirus Ka use Karke Scan Kar Saktey Hai. Aur file Ko Delete Kar Saktey Hai
6. Acchi Speed Ke Liy
Aachi Speed Ke Liy Aap Clean Master Apps Google Play Se Download Kar Saktey ho Aur Phone Clean Kar Saktey Hai. Aapka Phone Fast Ho jayega.
7. Phone Ki Processing
Jab Phone Ki Processing Chal Rhi Ho Toh Jaldi nhi Karni Chaiye Phone Chlane Ki Aisa Karne Se Phone Hang Ho jata hai.
8. Internal Storage Me Apps Install Na kre
Internal storge Me App Install Karne Se RAM Per Effect Padta Jisse Speed Kam Ho Jati Hai. Jab Aap Application Install Kare Toh Unhe SD Card Me Transfer Kar De.
9. Social Web Browser Clear Kartey Rahe
Internet Chlatey Time Browser Ko Clear Kartey rahe. Jaise Aap UC Browser, Chrome Browser, Opera Mini, Firebox, Dolphin Browser, Apus Browser etc. Browser Use kartey hai toh inka Data Clear Kartey Rahe Aur Cookies Clear Kartey Rahe. Inhe Clear Karne Se Phone hang nhi hota hsi Aur Speed Fast Rahti hai
10. Phone Chalu Me Sim Ya Memory Na Lgaye
Phone On Ke Time Per Sim Ya Memory card na lgaye Switch Of Karke Lgaye. Phone ke Switch On Ke Time per Aisa karne Se Problem Ho Jati Hai.
Agar post achhi lagi ho to Share jarur kare...Thank You !
38 Comments
Thank Sir Post Publish Karne Ke Liy
ReplyDeleteVery Nice and Useful Information
ReplyDeleteThanks for Sharing
Most Welcome...
ReplyDeleteAcchi post hai bro
ReplyDeleteachhi jankari h but mujhe aapki help chahiye mene ek blog banaya hai to uski design karni h ap mera blog dekh k bataye ki kya kya karna h
ReplyDeleteThanks..
ReplyDeleteApne jo Template use kiya hai vo itna attractive nahi lag rha so aap sabse pahle koi achha sa template use kare.
ReplyDeleteap koi esa template bataye Jo attractive ho
ReplyDeletebhai mene apni site pr
ReplyDeletefacebook hacking
ki post lgai h sahi h kya koi problam to ni hogi na
Google hacking se related koi bhi chij pasand nahi karta so aap careful rahe.
ReplyDeletema apane website par fab,twitter,youtube box kase laga sakta hu our mere sabhi post ek hi page m aa rahi h m unhi nex page m kase karu help
ReplyDeleterohit apne email id kaise banaya apne domain ka rohit@hindimejane.com
ReplyDeletevinay apne email id kaise banaya apne domain ka vinay@hindimejane.com
ReplyDeleteAn mene template change kr diya h dekh k batao attractive h ya nhi
ReplyDelete
ReplyDelete(adsbygoogle = window.adsbygoogle || []).push({});
bhai mene aapko guest post dedi
ReplyDeletecheak karlo
ok me check kar ke apko reply karta hu..
ReplyDeletebhai mere pass aapke 2 whats app no. h
ReplyDeleteor dono hi bnd aa rahe h
plz koi aisa no. de jisse me aapsse directly contect kar sku
Wi fi hack nhi ho rahaa hai bhai
ReplyDeleteRoot bi kar liya hai
vinay bhai playstore ya 9apps pr eBook ka esa ko app he kya jisme net se paise kmane ke saare tarike ho kyo ki ek blogger ne uske blog pr likha tha ki usme net se 200rs me ek book kharidi thi jiske baad me vh use blogging se paisa kmane ka rastaa mil gya to ap btaiye ki ye book kaha milegi....jisme total net se paise kmane ke jariye ho
ReplyDeleteGoogle me search karne par apko dher sari ebooks mil jayegi and me bhi apna ek app launch karne wala hu online make money ke upar.
ReplyDeleteSorry me hacking me apki koi help nahi kar sakta.
ReplyDeleteSir Facebook hacking kaisa karta hai. mana aap ka likha hua padha tha magar wo page fir sa nahi mil raha hai. Help me sir please. maina aapsa bahut kuch sikha hai sir. iska lia thank you sir
ReplyDeleteBahoot acchi post hai, is post me or bhi points jode ja sakte hai like screen guard, over charge...
ReplyDeleteAcha Blog hai sir. aap Apne Blog ko aur Acha banaye Wordpress Istemaal karke. Agar koi Problem aaye to Mujhse poonche. hindisehelp.com par
ReplyDeleteitna to aam adami ko bhi pata h aur kuch naya batao sir ji
ReplyDeleteYe Guast Post hai maine nahi likhi...
ReplyDeletevery nice infomation
ReplyDeleteBlog ke liye hamari site par bhi visit kare http://hindiblogguru.blogspot.com
nice post ! kya Aap muze bata sakte ho AdSense ki CPC kaise badhaye ?
ReplyDeleteCPC badhane ke kai raste hai jaise ki aap clicks pe kam dene wali site ke advertising ko block kar sakti ya fira aap apne blog me ads ko alag-alag jagah par place kar ke try bhi kar sakti hai ki kon si jagah ads place karne par jyda CPC aati hai.
ReplyDeleteAchi hai article. also visit my website
ReplyDeleteAapki website me ads lagaye hue kitna din hua.
ReplyDeleteagar visha card nahi hai to. paypal par direct bank transfer par link karke paise le sakte hai
ReplyDeleteAchhi Jankari hai
ReplyDeleteme sure to nahi kah sakta lekin bina card ke bhi paise bank me aa jayenge
ReplyDeleteWiFi ka Password kaise pata kare helpless me
ReplyDeleteSunny I am Sorry Me Hindimejane Website Per Galat Koi Baat Kisi Ke Saath Share Nahi Karta Hu,
ReplyDeleteAcha Blog hai sir. aap Apne Blog ko aur Acha banaye WordPress Istemaal karke. Agar koi Problem aaye to Mujhse poonche. helphindi.in par
ReplyDeleteApka comment humare moderation ke bad dikhai dega. Isliye comment karne ke bad pritksha kare. bar-bar ek hi comment na kare...