PC Software Download Karne Ki 10 badhiya Sites :
#1. Windows App Store
Windows App Store me apko bahut se Paid aur Free Software mil jayegi. Jo Desktop & Mobile dono pe run karte hai. Ye ek best platform hai Windows Software Download karne ke liye.
#2. Softonic
Softonic ek popular website hai free Software Download karne ki, ye 1997 me Launch ki gai thi.
#3. Softpedia
Softpedia 2001 me launch hui thi aur ye sabhi platform Desktop & Smart Phones ke liye free Software Provide karti hai.
#4. Filehippo
Filehippo bhi Free PC Software Download karne ki achhi site hai. aur ye 2004 me launch ki gai thi.
#5. Cnet Download
Cnet Download Windows PC Software Free Download karne ki ek Popular Website hai. ye Free aur Paid dono Software Provide karti hai Mobile & Desktops ke liye. ye 1996 me launch ki gai thi.
#6. Brothersoft
Brothersoft Free PC Software Download ki jane wali sabse Popular site hai. Ye 200000 se jyda Free Software Provide karti hai. ye site 2002 se chal rhi hai.
#7. Filehorse
Filehorse bhi Window PC Software Download ki jane wali ek Badhiya Site hai. Isme hum sabhi parakar ke Software free me download kar sakte hai.
#8. Soft32
Soft32 Free PC Software Provide karti hai Mobile & Desktop ke liye. Ye bhi ek fomous Website hai Free Software Download karne ki.
#9. Download3000
Download3000 bhi ek achha site hai Free PC Software download karne ki. Isme hum har ek Software ke Reviews dekh sakte hai.
#10. Freewarefiles
Freewarefiles me hume apne hisab ki Free PC Software mil jayegi. Aap apni pasand ke Software Download kr sakte hai Free me.
To friends ye thi Free Software Download karne ki kuch badhiya sites. I hope ki apko pasan aaya hoga aur aap is Post ko Share jarur karenge....Thank You !
52 Comments
sir "
ReplyDeletemeine apne blog par abhi ads nahi lagaye kya sir me parivacy pollicy page laga sakta hu
Haa aap laga sakte hai.
ReplyDeleteAgar paypal ke dwara paise le rahe to Kya bank me paise transfer karwane ke liye . Paypal or bank ac ka name same hona chahiye . Aur agar paypal me last name (surname) nahi dalna h or sirf first name se hi ac banana h to ban sakta h kya .
ReplyDeleteHaa paypal aur bank account name same hona chahiye. aur apko name pura likhna hoga surname ke sath.
ReplyDeleteTo bhai mera to bank account me sirf name bas hai surname nahi to mai kaya karu. Paypal bina surname ke nahi ban sakti kya
ReplyDeleteSir' mein apne blog ( footer) me drop down category lagana chahta hu kaise lagegi please bataye
ReplyDeleteAap layout me add widget pe jakar labol ka widget lagaye aur setting se drop down sow karvaye.
ReplyDeletekumar wagera surname me dal ke kar sakte hai aap. for example Rajen Kumar...
ReplyDeletesir blog setting ke kis option me jana h please bataye
ReplyDeleteThanks bhayi apne achi jankari di..
ReplyDeleteYeah, It very useful article for all software downloader Brothers
ReplyDeleteThanks Mahaveer.
ReplyDeleteAap kya puchna chahte hai details me puche tabhi me apko bata paunga.
ReplyDeletesir mene kl blog bnaya he ap dekhiye ki kya kya kmiya he or unke kmiyo ke topic bta dijiye taki me wo topic apki site pe dekh sku...
ReplyDeletemera blog ActingKro.blogpot.com
www.actingkro.blogspot.com ye site
ReplyDeletesir pehle to baar -baar comment karne ki mafi chahunga Aur sir mein aapka bahut bahut dhanyavad karta hu ki aapne mere comment ka jawab diya
ReplyDeletesir meine aapse puchha tha ki mujhe blog ke footer me drop down category lagana chahta hai jaise aapki hai sir widged to add kar liya h par ise drop down me kaise karu please bataye
sir mera blog check kijiye ki kya kmi he mene kl bnaya he jo kmiya he wo title bta dijiye taaki me pura kr sku.....www.actingkro.blogspot.com
ReplyDeleteAbhi apko bahut se settings karne honge jis se ki apka blog chhota aatractive lage. Koi template use kare.
ReplyDeleteDrop down category sow karane ka bhi option hota hai vahan. aap thik se check kare mil jayega apko.
ReplyDeleteAapne blog achha banaya hai. ab aap isme koi achha sa responsive template use kare jis se ki ye attractive lage.
ReplyDeletesir ap muje ache tamplet ke baare me bata dejiye ki konsa tamplet use kru....
ReplyDeleteor merw kuch swaal he ap ans de dejiye ?
1. sir me jb bi post krta hu tb niche coment ka box kese add kre taaki log cment kr ske ?
2. sir blog ke last me niche me apna photo dalna chahta hu wo kese daalu ?
3. or sir koi free me acha waala tamlet bta dejiye taaki blog ko acha bna sku ?
4. sir cataigry ka option kaha se add kre ?
ReplyDelete5. Or sir main menu ka option kaha se add kre ?
pls sir ap muje ye sb bta dejiye......?
nice artical dear just check my site www.allrpcapp.com
ReplyDeletekya revenuhits blogspot.com support karta h
ReplyDeletebhai agar mai aapko guest post du toh aap turant hi publish kar doge ya fir kuch dino baad
ReplyDeleteMujhe jaise hi time milega me apke post ko jaldi hi publish kar dunga.
ReplyDeleteHaa ye blogspot bhi support karta hai.
ReplyDeletesabse pahli baat comment box by default aata hai ise setting nahi karna padta. aur agar aap post ke niche about authore ka box lala chahte hai to maine is pe ek post bhi dali hui hai aap ye post padhiye - About Author Kaise Set Kare
ReplyDeleteaap is link se koi bhi template download kar sakte hai sare ke sare responsive hai 12 Free Premium Blogger Template
Bhayi mughe apse kuch puchna tha ki agar jis site par ads lage hote he unme sbse top heading me 1 alg se Paytm free50 Cashback click here is trah se kuch b likha ho skta h wo kese set karte or wo bhayi ads nhi post hi hoti h plz bhayi ans jarur dena..
ReplyDeletethank bro men wordpress par account banaya hai lekin meri site smartbigguidewordpresscom.wordpress.com kuchh is trah se khul rahi hai mujhe ples bataye ki me isse kaise theek karu
ReplyDeleteVinay bhai jinhone mera fb page like kar rakha h unke paas mere post nhi jate
ReplyDeleteKya krna padega bhai
Jinhone apka page like kiya hai unko unke timeline me apki post dikhegi.
ReplyDeleteVo sab affiliate marketing ke ads ho sakte hai...
ReplyDeleteSahi to khul rhi hai please check http://www.smartbigguide.com/
ReplyDeleteCategory layout me jakar label ke widget se add kar sakte hai aur agar aap koi dusra theme use kr rahe hai to menu template editor se set kar sakte hai.
ReplyDeleteApne blog address galat diya hai kripya sahi blog address comment me dale taki me apko check kar ke bata saku.
ReplyDeleteHello sir
ReplyDeleteKoi badiya hindi typing ka software bataiye jo free ho
Mere ko hindi me typing ka speed badhana h
Namaste. I am imthiyaz Ahmed.Computer bootable software pen drive se reset ho sakta hai kya batayiye.
ReplyDeletevinyay bhai muje windo utarna or chadana bata do
ReplyDeleteplz
mujhe yeh batao ki mai Computer ke liye Vice city ka lasted version download karna chahta hu kha se karu aor kitne mb ka hai
ReplyDeleteSoftonic se kariye
ReplyDeletemujhe yeh batao ki mere pc me whatsapp web nhi khul raha hai
ReplyDeleteor facebook bhi nhi khul rahi hai
mujhe batao me kya karu
Mujh computer k ese course keep nam btay jinse achi salary wale job mil jay pgdca kia he l
ReplyDeleteKamlesh Tumne Kaha Tak Study Ki Hai Woh To Bataye,Market Me To Computer Ke Bahut Saare Course Hai, Study Ke Hisab Se Course Kiye Jate Hai, BCA,MCA,Tally,Web Digine, Etc
ReplyDeletefl studio full vrsion kese kare sir demo kam nahi karta.
ReplyDeleteSir adove photoshop 7.0ko kaise download kare please sir bataye yah maera whatssap number 9675793663 hai ispar link send kar dijiye please sir
ReplyDeletegoogle par search kare ya http://filehippo.com/ se download kare
ReplyDeleteCan you tell me that how to install this software thanks :)
ReplyDeleteSir mujhe gmail ka password badalna hai
ReplyDeleteMene pc software downloads kana hai jiska naam hai (Ultimate Drive increase) is software ka link nehi mil raha hai sir
ReplyDeletesir mera laptop me likh raha hai ki your liecence will expire soon ab kya kre
ReplyDeletemy website rank kiu nehi kor rahe hai
ReplyDeletewww.helphindi.in
Apka comment humare moderation ke bad dikhai dega. Isliye comment karne ke bad pritksha kare. bar-bar ek hi comment na kare...