Ad Code

Responsive Advertisement

Android Phone Me Multiple Google Accounts Kaise Use Kare

Friends kabhi - kabhi hum apne Android phone me Multiple Google Accounts se Services use karna chahte hai jaise ki Google Play Store, Email, Google Plus, Hangout etc. Lekin apke samne dikkat ye aati hai ki apko kahin bhi Google Account ko Logout karne ka Option hi nahi milta hai jis karan aap aisa nahi kar pate hai. To kya hum man le ki Android Phones me hum ek hi Google Account use kar sakte hai. Lekin me kahunga nahi. Kyonki is Post ko padhne ke baad aap jan jayenge ki Android Phone me Multiple Google Accounts kaise use kiya ja sakta hai. to chaliye jante hai ki kaise.

Android Phone Me Multiple Google Accounts Kaise Use Kare

Multiple Google Accounts Kaise Add Kare :


Step 1. Sabse pahle apne Android Phone ke Settings me Accounts par jaiye.

Step 2. Ab apko vahan Add Account ka Option dikhega us pe Click kare.

Android Phone Me Multiple Google Accounts Kaise Use Kare

Step 3. Ab jo list khulegi usme Google par Click kare. Fir aap apna dusre Google Account ke Id, Password dal kar ek aur Google Account Add kar sakte hai.

» Also Read → Android Phone Me Facebook Messenger Ko LogOut Kaise Kare

Step 4. Ek bar jab apka Google Account add ho jaye tab aap apne hisab se Account Settings me choose kar sakte hai kon se Account se sync ho.

Android Phone Me Multiple Google Accounts Kaise Use Kare

» Must Read → Android KitKat 4.4.4 Ko Lollipop Me Update Kaise Kare

Friends agar apko Post pasand aai ho to ise Share jarur kare....Thanks!
Reactions

Post a Comment

7 Comments

  1. sir ye mail adsense team ki tarf se h iska kya matlb h plzz tell me fast. . . . ."This is a warning message to alert you that there is action required to bring your AdSense account into compliance with our AdSense program policies. We’ve provided additional details below, along with the actions to be taken on your part."

    ReplyDelete
  2. is massage ka matlab hai ki aapne adsense ke policy ko toda hai. Isliye ye warning mail apko bheja gya hai.

    ReplyDelete
  3. Brother Aap meri Guest Post Ko Publish Kab Karoge ?

    ReplyDelete
  4. Apki post publish kr di gai hai...

    ReplyDelete
  5. Helo kya ap meri help kr skte hein

    ReplyDelete
  6. Kya help chahiye apko...?? puri help ki jayegi apki.

    ReplyDelete
  7. bhai mujhe apne samsung phone ki starting date check karni h. plz help me Bhai

    ReplyDelete

Apka comment humare moderation ke bad dikhai dega. Isliye comment karne ke bad pritksha kare. bar-bar ek hi comment na kare...