Multiple Google Accounts Kaise Add Kare :
Step 1. Sabse pahle apne Android Phone ke Settings me Accounts par jaiye.
Step 2. Ab apko vahan Add Account ka Option dikhega us pe Click kare.
Step 3. Ab jo list khulegi usme Google par Click kare. Fir aap apna dusre Google Account ke Id, Password dal kar ek aur Google Account Add kar sakte hai.
» Also Read → Android Phone Me Facebook Messenger Ko LogOut Kaise Kare
Step 4. Ek bar jab apka Google Account add ho jaye tab aap apne hisab se Account Settings me choose kar sakte hai kon se Account se sync ho.
» Must Read → Android KitKat 4.4.4 Ko Lollipop Me Update Kaise Kare
Friends agar apko Post pasand aai ho to ise Share jarur kare....Thanks!
7 Comments
sir ye mail adsense team ki tarf se h iska kya matlb h plzz tell me fast. . . . ."This is a warning message to alert you that there is action required to bring your AdSense account into compliance with our AdSense program policies. We’ve provided additional details below, along with the actions to be taken on your part."
ReplyDeleteis massage ka matlab hai ki aapne adsense ke policy ko toda hai. Isliye ye warning mail apko bheja gya hai.
ReplyDeleteBrother Aap meri Guest Post Ko Publish Kab Karoge ?
ReplyDeleteApki post publish kr di gai hai...
ReplyDeleteHelo kya ap meri help kr skte hein
ReplyDeleteKya help chahiye apko...?? puri help ki jayegi apki.
ReplyDeletebhai mujhe apne samsung phone ki starting date check karni h. plz help me Bhai
ReplyDeleteApka comment humare moderation ke bad dikhai dega. Isliye comment karne ke bad pritksha kare. bar-bar ek hi comment na kare...