Ad Code

Responsive Advertisement

Offline Hindi Typing Tool Se Kare Fatafat Typing

Hello friends agar aap hindi blogger hai aur ab tak hindi typing ke liye Online tool istemal karte aaye hai to aaj me apko ek aisa tarika bhi bataunga jis se aap ofnine hindi typing asani se kar sakte hai. Aaj hum janege ek aise Offline tool ke bare me jiski madat se hum kahi par bhi Hindi typing kar sakte hai. Kahne ka matlab yah hai ki apko Hindi Typing ke liye Keyboard me Hindi Words khojne ki jarurat nahi padegi aap English me hi likhte jayenge aur Vo word Hindi me Convert hota jayega. To dosto ab apke man me ye sawal uth rha hoga ki uss tool ka naam kya hai aur is tool ko hum apne PC me kaise use kar sakte hai. To chaliye jante hai.

Hindi-Typing-Tool


Offline Hindi Typing Ko Use Kaise Kare :


Is Tool ka naam Microsoft Indic Language Input Tool Hindi hai. Sabse pahle is Link par click kar ke tool ko apne PC me Download kar ke is Install kare.

2016-01-11_18-33-19

Fir apko Desktope pe niche Notificattion panel me EN ka Option dikhega. Uspar click kar ke aap apna Typing Language Change kar sakte hai.

2016-01-11_18-13-47

Agar aap Option me Hindi Select karenge to aap asani se kahi par bhi Hindi Typing kar sakenge.

Also Read → 15 Keyboard Sortcuts : Bina Mouse Ke Chalaye Computer

Iska Upyog Hum Kahan – Kahan Kar Sakte Hai :


Is Tool ki khas bat ye hai ki ye Offline hai aur Offline hone ke karan hum is Tool ki madat se PC me kahi par bhi Hindi Type kar sakte hai. Jaise ki Files ke Name bhi Hindi likh kar rakh sakte hai. Ye Tool khas kar un Bloggro ke liye useful hai jinhe Hindi Typing nahi aati aur vo Online kisi Tool ki madat se Hindi Typing karte hai.

2016-01-11_18-38-35

Is Tool ki madat se vo fatafat Hindi Type kar ke apna article jaldi pura kar sakte hai. Jisse unka samay bhi bachega aur Offline Typing bhi kar payenge.

Friends hai na ye kamal ka tool, to soch kya rahe hai abhi is tool ki madat se fatafat Hindi Typing ka maza lijiye aur kya ! Aur ha aap log is Post ko Share karna bhi na bhule.
Reactions

Post a Comment

18 Comments

  1. meghe apne googl page ka url apki trah se karna he for Exp- plus.google.com/u/0/b/105822625406056406408 aisa he isko is trah se karna he-
    plus.google.com/+savepitara meri site ka naam..
    kese karu bro..

    ReplyDelete
  2. namskar sir ,
    hamara ek sabaal hai sir , post edtor me jo link ka opctin aata hai usse link kaise lagate hai . puri jankari chahiye sir.
    thankingyou

    ReplyDelete
  3. Bhai mere blog me kuch problems he jese ki aapne alexa rank add kardiya tha wo abhi no data bata rahahe fb page bhi show nahi ho rahahe aur yaar aapne post ke bich bich me images ads bhi nahi daali plz...ye solv kardona bhai...

    ReplyDelete
  4. Need part time Author with good knowledge of English. Are you interested?

    ReplyDelete
  5. No, I'm not interested. Because these days am very busy...

    ReplyDelete
  6. Ok dekhta hu....
    thanks mujhe yad dilane ke liye.

    ReplyDelete
  7. Jahan "#" diya hota hai vahan # ki jagah apna link dale..

    ReplyDelete
  8. Jab apke page me costom url available ho jayega to apko upar ek option najar ayega jisse aap costom url set kar sakte hai,,,

    ReplyDelete
  9. vinay bro ,i am glad , you giving all information provide here is good,any any time ,u did my help

    ReplyDelete
  10. kya ap Muje bata Sakte hai ke adsense apply karte kaise hai 6months ke baad Uski details bta de please

    ReplyDelete
  11. 6 month ho jane ke baad aap blogger dashboard ke Earning option se adsense apply kar sakte hai...

    ReplyDelete
  12. Microsoft indic ko karidna hoga kya uske baad install karna hoga

    ReplyDelete
  13. Ye free Software hai. Maine jo post me link diya hai download karne ki us se aap is software ko download kar ke use kar sakte jai.

    ReplyDelete
  14. Thnaks brother ye software batane ke liye

    ReplyDelete
  15. Hello Dear Sir , Vinay Singh
    Main Pankaj Sahani Form Uttar Pradesh Ballia Sir Meri Music Recording Company [Aaradhya Music Film Production] Jiska Aaudition Karane Ke Liye Hamein Ek Online Regestration Krne Hain ,
    Iske Liye Ek Website Banani Hain Please Help Me.................


    - -Aaradhya Music Film Production Studio
    Web-WwW.AaradhyaMusic.Com
    Email-aaradhyamusic7701@gmail.com
    [Audio Video Film Recording Relesing Studio Ballia]

    ReplyDelete
  16. mere paas window xp hai hindi ke option par click karte hai to hindi par tick nahi hota hai aur language me search karte hai to hindi (india) hai hi nahi

    ReplyDelete
  17. mere paas window xp hai hindi ke option par click karte hai to hindi par tick nahi hota hai aur language me search karte hai to hindi (india) hai hi nahi please help im nishant kumar

    ReplyDelete

Apka comment humare moderation ke bad dikhai dega. Isliye comment karne ke bad pritksha kare. bar-bar ek hi comment na kare...