Ad Code

Responsive Advertisement

Mobile Se Paise Kamane Ka Aasan Tarika [AppDango App]

Friends hum aksar sochte hai ki koi aisa tarika bhi ho jisse hum apne Mobile se paise kama sake. Kyonki aajkal adhiktar log Android Smart Phone use karte hai so aaj me apko aisa tarika bataunga jisse ki aap apne Android Mobile se paise kama sakte hai ek Android App ke dwara. Is App ka naam AppDango hai. To chaliye jante hai ki AppDango kya hai aur is se hum Paise kaise kama sakte hai.

appdango-2

AppDango Kya Hai ?


AppDango ek App hai jo hume iske Offers Complete aur Friends ko Reffer karne par Dollar me Paise deti hai. jise hum Paypal Account ke dawra le sakte hai.

Must ReadShare Market Me Ghar Baithe Paise Kamaye

AppDango Refferal Program Se Paise Kaise Kama Sakte Hai :-


Niche diye Botton par Click kar ke AppDango Install karne par apko 100 Points Welcome Bonus milega. fir agar aap apne Friends ko Invite karte hai. aur vo apke refaral link se AppDango install karta hai to apko 50 Points milte hai. aur yahi nahi jab vo koi Offers ko Complete karta hai to uske bhi apko 50 Point Extra mil jate hai. Iske alava aap AppDango Offers me bhag lekar use Complete kar ke bhi Points Earn kr sakte hai.

[maxbutton id="26"]



Payment Kaise Le Sakte Hai AppDango Se :-


Jab apke 500 Points ho jate hai AppDango me. To aap Reward Option par click kar ke aap Paypal Account ke through Paise le sakte hai. Agar apka Paypal Account Nahi hai to is post ko padh kar turant Paypal Account Banaye.

Ab apke man me sawal uth rha hoga ki maine kaha tha ki Dollar me income hoti hai aur me apko Points ke bare me bata rha hu. To chaliye jante hai ki kitne Points me kitne Dollar hote hai.

500 points = 1$ = Rs 66 ( rupees )



Also Read → Affiliate Marketing Se Online Ghar Baithe Paise Kamaye

AppDango App Install Karne Ke Bad Reffer Kaise Kare :-


Agar aap Mobile se is Post ko padh rahe hai to is Botton par click kar ke Sabse pahle AppDango Download Kare.

[maxbutton id="26"]


App Download aur Install karne ke bad left side me Menu me jakar Sign In par click kare fir niche Sign Up par click kare. Fir ek form ayega usme apna Name, Email aur Password dal kar Sign Up par click kare. Click karte hi apka AppDango Account ban jayega.

appdango

Ab friends ko Reffer karne ke liye Menu me Invite Friends par Ok kariye fir bahut sare Options aayenge jaise ki Facebook, Twitter, Email, Whatsapp etc. Aap in Options par click kar ke Direct apne Friends ko Reffer kar sakate hai.

Friends i hope ki apko ye jankari achhi lagi hogi. Aap is Post ko Share karna na bhule taki dusre log bhi is App ka labh utha sake...Thank You!
Reactions

Post a Comment

39 Comments

  1. Adsense hosted account or non hosted account kya hota hai.. Please guide or youtube ka hosted account milta hai
    To non- hosted kaise milta

    ReplyDelete
  2. Adsense Hosted account ka matalab hai ki ye Youtube ya Blogspot dwara approval karvaya gaya hai jise aap kisi non hosted site par Ads display nahi kr sakte. Lekin Adsense ne hal hi me apne rules change kiye hai jisme hum Youtube hosted account se non hosted Website par bhi ads sow kar sakte hai.

    ReplyDelete
  3. Kya Bina domain purches kiye bina free blog se paise kama sakte hai agar ha to kon kon se ad laga sakte hai

    ReplyDelete
  4. namskar sir,
    sir hamare 2 sabaal hai -
    1. blog par home page kaise banate hai puri jankari dene ki krpa kare.
    2. jaise aapki es post par hai (Must Read → Share Market Me Ghar Baithe Paise Kamaye) es par click karte hi dusre page me ye post open ho jati hai vo kaise puri jankari chahiye sir.
    thanking you

    ReplyDelete
  5. Home page banane ki jarurat nahi padti kyonki jab bhi hum blog open karte hai to Home Page hi open hoti hai.
    Must Read ka option maine Pramalink option se kiya hai. agar apko nahi samajh me aa rha to 1-2 thoda wait kare me iske bare me jaldi hi ek post likh rha hu.

    ReplyDelete
  6. Haa aap bina Domain add kiye bhi sirf blogspot se paise kama sakte hai. Aise bahut se ads networking sites hai jo turant approval ho jati hai jaise ki chitika, revenuehits, bidvertiser and clicksor etc. Aap in mese kisi ke bhi ads laga sakte hai jab tak ki apka adsense approval nahi hota...

    ReplyDelete
  7. namskar sir,
    hamara ek sabaal aur hai sir, jaise aapne comment uper about author jisme aapka photo bhi hai ye ees jagh par kis prkar se lagate hai jankari dene ki krpa kare.
    thanking you.

    ReplyDelete
  8. iske bare me, main pahle hi jankari de chuka hu aap ye post padhe - About author kaise set kare

    ReplyDelete
  9. namskar sir,
    sir hamra ye sabaal hai ki hum blog ka karya karte hai . to hame internet conection ko yadi badlna chaahe to koi dikat to nahi hogi kya sir .
    dusra sabaal hai ki jab blog par post likhte hai tab bich-bich esa likhte hai ki example- ye janne ke liye yaha par click kare. uspr click karne se dusre page me dusri post open ho jati hai. uski jankari dene ki krpa kare.
    thanking you.

    ReplyDelete
  10. Blog ka kary karte samay Internet connection change karne se koi dikkat nahi aapka sirf internet chalna chahiye bas chahe aap jaise chalye.
    Post me link add karne ke liye upar link otption se Post me pramalink add kar sakte hai.

    ReplyDelete
  11. Ap comment me link kaise add krte ho jaise apne comment kia link k roop me about author kaise set kare

    ReplyDelete
  12. Prmalink add karne ka option aata hai post editor me usi se kiya hai maine

    ReplyDelete
  13. Hello....
    I am nawaz ,
    Mera sawal ye hai ki jab ye aap ham download karenge to is app me aisa kya karna padega jisse paise milte hai
    Aur agar mill bhi jate h to vo Kaise milenge jaiseki balence k roop me ya bank account me ??

    ReplyDelete
  14. sorry nawaz lekin is app ne ab reffer karne par paise dene band kar diye hai. iske alava aap iske offers complete kar ke paise kama sakte hai and paiser paypal ke jariye le sakte hai.

    ReplyDelete
  15. Bhai aap mere whatsapp pe msg kr skte ho kuch baat tha aapse please msg me my whatsapp no is 7561993409

    ReplyDelete
  16. Mera whatsapp no apko about us page me mil jayega...

    ReplyDelete
  17. Hello dost mera ek sawal hai
    Google par photo kaise dalte hai

    ReplyDelete
  18. AapvJabab kab deto ho

    ReplyDelete
  19. 3-4 din se meri tabiyat kharab hai. so main kisi ke comments ka answer nahi de pa rha hu.

    ReplyDelete
  20. Agar apka google + account hai to iske jariye bhi google me photo aa sakta hai apka.

    ReplyDelete
  21. sir maine apni ek blog site banai hai or apka ek post pad kar maine apni website ka app banane ki kosis ki www.appgeyser.com se par sare option compleate ho jate hai par last me email mangta hai par email or pass sahi dalne par bhi email galat batata hi

    ReplyDelete
  22. or sir mere Ak1982913@gmail.com email se play store email gmail sab open hai or mera ye gmail play store se bana hi phir bhi nahi le raha hai bataiye kay karu

    ReplyDelete
  23. aap sayad apna id pass bhul gaye honge. aap forgot password par click kar ke apna password fir se chanage kar sakte hai.

    ReplyDelete
  24. id password chanage kare forgot password option se ya dusra account fir se bana le.

    ReplyDelete
  25. Vinay ji mujhe app publish karna h jo play store me show kare or uska charge bhi na lage plese guiede

    ReplyDelete
  26. Google Play me app publish karne ke 25$ lagte hai. ye ammount apko ek hi bar pay karna hai fir aap jitni chahe utni app publish kar sakte hai. me apko suggest karunga ki free ke chakkar me na rahe.

    ReplyDelete
  27. hey bro mai apani khud ki vedio banana chahata hu par mere pas koi aisa softwear ni hai jisase mai vedio ko edit kar saku
    plz mujhe 4-5 softwear ka nam btao jise mai dawnlod kr saku jo full version ho
    ho sake to dawnlod link past kr do bro . .

    ReplyDelete
  28. hey vinay. ! Mai bahut paresan hu yr mera mo. Macromax D321 Hai jisame mai lakh kosis kr liya par koi b app sd me ni instal hota hai sb ke sb phon me hote hai mere pho. Ki storage kam hai 1gb aur mai koi b file lu shereit ya internet se dawnlod karu to wo sb pho. Me jata hai aur pho. Me 1gb storge jisase mai nahi le papta hu plz help me plz yr . . .
    Kya pho. Root karne par ho jayega ??

    ReplyDelete
  29. yar computer me koi aisa app btao jo voice se type karta ho?

    ReplyDelete
  30. plz tell me whats phon root isko karne se hame kya fayada hotai hai

    ReplyDelete
  31. Hye SIr Plz Ma nay apni apps ko publish kerwana han aur money earn kenri han us se tou kia 25$ dollar may publish ker k paisy earn ker sakty han Visit My site ThanKs

    ReplyDelete
  32. App publish karne ke liye sabse pahle apko Devloper account banana hoga 25$ de kar fir aap koi bhi app google play par publish kar payenge. agar apke app ko koi download karta hai to apki earning bhi hogi.

    ReplyDelete
  33. Aik app ko kateni be bar download kar sake te dollar mile ge na

    ReplyDelete
  34. Achha sir ek website banana chahata hoon ..
    Wo kaise banau aur us se paisa mil sakta hai ya nahi...

    ReplyDelete
  35. Very nice sirji. Very helpful article for making money from mobile. Thanx alot keep it up

    ReplyDelete

Apka comment humare moderation ke bad dikhai dega. Isliye comment karne ke bad pritksha kare. bar-bar ek hi comment na kare...