AppDango Kya Hai ?
AppDango ek App hai jo hume iske Offers Complete aur Friends ko Reffer karne par Dollar me Paise deti hai. jise hum Paypal Account ke dawra le sakte hai.
Must Read → Share Market Me Ghar Baithe Paise Kamaye
AppDango Refferal Program Se Paise Kaise Kama Sakte Hai :-
Niche diye Botton par Click kar ke AppDango Install karne par apko 100 Points Welcome Bonus milega. fir agar aap apne Friends ko Invite karte hai. aur vo apke refaral link se AppDango install karta hai to apko 50 Points milte hai. aur yahi nahi jab vo koi Offers ko Complete karta hai to uske bhi apko 50 Point Extra mil jate hai. Iske alava aap AppDango Offers me bhag lekar use Complete kar ke bhi Points Earn kr sakte hai.
[maxbutton id="26"]
Payment Kaise Le Sakte Hai AppDango Se :-
Jab apke 500 Points ho jate hai AppDango me. To aap Reward Option par click kar ke aap Paypal Account ke through Paise le sakte hai. Agar apka Paypal Account Nahi hai to is post ko padh kar turant Paypal Account Banaye.
Ab apke man me sawal uth rha hoga ki maine kaha tha ki Dollar me income hoti hai aur me apko Points ke bare me bata rha hu. To chaliye jante hai ki kitne Points me kitne Dollar hote hai.
500 points = 1$ = Rs 66 ( rupees )
Also Read → Affiliate Marketing Se Online Ghar Baithe Paise Kamaye
AppDango App Install Karne Ke Bad Reffer Kaise Kare :-
Agar aap Mobile se is Post ko padh rahe hai to is Botton par click kar ke Sabse pahle AppDango Download Kare.
[maxbutton id="26"]
App Download aur Install karne ke bad left side me Menu me jakar Sign In par click kare fir niche Sign Up par click kare. Fir ek form ayega usme apna Name, Email aur Password dal kar Sign Up par click kare. Click karte hi apka AppDango Account ban jayega.
Ab friends ko Reffer karne ke liye Menu me Invite Friends par Ok kariye fir bahut sare Options aayenge jaise ki Facebook, Twitter, Email, Whatsapp etc. Aap in Options par click kar ke Direct apne Friends ko Reffer kar sakate hai.
Friends i hope ki apko ye jankari achhi lagi hogi. Aap is Post ko Share karna na bhule taki dusre log bhi is App ka labh utha sake...Thank You!
39 Comments
Adsense hosted account or non hosted account kya hota hai.. Please guide or youtube ka hosted account milta hai
ReplyDeleteTo non- hosted kaise milta
Adsense Hosted account ka matalab hai ki ye Youtube ya Blogspot dwara approval karvaya gaya hai jise aap kisi non hosted site par Ads display nahi kr sakte. Lekin Adsense ne hal hi me apne rules change kiye hai jisme hum Youtube hosted account se non hosted Website par bhi ads sow kar sakte hai.
ReplyDeleteKya Bina domain purches kiye bina free blog se paise kama sakte hai agar ha to kon kon se ad laga sakte hai
ReplyDeletenamskar sir,
ReplyDeletesir hamare 2 sabaal hai -
1. blog par home page kaise banate hai puri jankari dene ki krpa kare.
2. jaise aapki es post par hai (Must Read → Share Market Me Ghar Baithe Paise Kamaye) es par click karte hi dusre page me ye post open ho jati hai vo kaise puri jankari chahiye sir.
thanking you
Home page banane ki jarurat nahi padti kyonki jab bhi hum blog open karte hai to Home Page hi open hoti hai.
ReplyDeleteMust Read ka option maine Pramalink option se kiya hai. agar apko nahi samajh me aa rha to 1-2 thoda wait kare me iske bare me jaldi hi ek post likh rha hu.
Haa aap bina Domain add kiye bhi sirf blogspot se paise kama sakte hai. Aise bahut se ads networking sites hai jo turant approval ho jati hai jaise ki chitika, revenuehits, bidvertiser and clicksor etc. Aap in mese kisi ke bhi ads laga sakte hai jab tak ki apka adsense approval nahi hota...
ReplyDeletenamskar sir,
ReplyDeletehamara ek sabaal aur hai sir, jaise aapne comment uper about author jisme aapka photo bhi hai ye ees jagh par kis prkar se lagate hai jankari dene ki krpa kare.
thanking you.
iske bare me, main pahle hi jankari de chuka hu aap ye post padhe - About author kaise set kare
ReplyDeletenamskar sir,
ReplyDeletesir hamra ye sabaal hai ki hum blog ka karya karte hai . to hame internet conection ko yadi badlna chaahe to koi dikat to nahi hogi kya sir .
dusra sabaal hai ki jab blog par post likhte hai tab bich-bich esa likhte hai ki example- ye janne ke liye yaha par click kare. uspr click karne se dusre page me dusri post open ho jati hai. uski jankari dene ki krpa kare.
thanking you.
Blog ka kary karte samay Internet connection change karne se koi dikkat nahi aapka sirf internet chalna chahiye bas chahe aap jaise chalye.
ReplyDeletePost me link add karne ke liye upar link otption se Post me pramalink add kar sakte hai.
Ap comment me link kaise add krte ho jaise apne comment kia link k roop me about author kaise set kare
ReplyDeletePrmalink add karne ka option aata hai post editor me usi se kiya hai maine
ReplyDeleteHello....
ReplyDeleteI am nawaz ,
Mera sawal ye hai ki jab ye aap ham download karenge to is app me aisa kya karna padega jisse paise milte hai
Aur agar mill bhi jate h to vo Kaise milenge jaiseki balence k roop me ya bank account me ??
sorry nawaz lekin is app ne ab reffer karne par paise dene band kar diye hai. iske alava aap iske offers complete kar ke paise kama sakte hai and paiser paypal ke jariye le sakte hai.
ReplyDeleteBhai aap mere whatsapp pe msg kr skte ho kuch baat tha aapse please msg me my whatsapp no is 7561993409
ReplyDeleteMera whatsapp no apko about us page me mil jayega...
ReplyDeleteHello dost mera ek sawal hai
ReplyDeleteGoogle par photo kaise dalte hai
AapvJabab kab deto ho
ReplyDelete3-4 din se meri tabiyat kharab hai. so main kisi ke comments ka answer nahi de pa rha hu.
ReplyDeleteAgar apka google + account hai to iske jariye bhi google me photo aa sakta hai apka.
ReplyDeletesir maine apni ek blog site banai hai or apka ek post pad kar maine apni website ka app banane ki kosis ki www.appgeyser.com se par sare option compleate ho jate hai par last me email mangta hai par email or pass sahi dalne par bhi email galat batata hi
ReplyDeleteor sir mere Ak1982913@gmail.com email se play store email gmail sab open hai or mera ye gmail play store se bana hi phir bhi nahi le raha hai bataiye kay karu
ReplyDeleteaap sayad apna id pass bhul gaye honge. aap forgot password par click kar ke apna password fir se chanage kar sakte hai.
ReplyDeleteid password chanage kare forgot password option se ya dusra account fir se bana le.
ReplyDeleteVinay ji mujhe app publish karna h jo play store me show kare or uska charge bhi na lage plese guiede
ReplyDeleteGoogle Play me app publish karne ke 25$ lagte hai. ye ammount apko ek hi bar pay karna hai fir aap jitni chahe utni app publish kar sakte hai. me apko suggest karunga ki free ke chakkar me na rahe.
ReplyDeletehey bro mai apani khud ki vedio banana chahata hu par mere pas koi aisa softwear ni hai jisase mai vedio ko edit kar saku
ReplyDeleteplz mujhe 4-5 softwear ka nam btao jise mai dawnlod kr saku jo full version ho
ho sake to dawnlod link past kr do bro . .
hey vinay. ! Mai bahut paresan hu yr mera mo. Macromax D321 Hai jisame mai lakh kosis kr liya par koi b app sd me ni instal hota hai sb ke sb phon me hote hai mere pho. Ki storage kam hai 1gb aur mai koi b file lu shereit ya internet se dawnlod karu to wo sb pho. Me jata hai aur pho. Me 1gb storge jisase mai nahi le papta hu plz help me plz yr . . .
ReplyDeleteKya pho. Root karne par ho jayega ??
yar computer me koi aisa app btao jo voice se type karta ho?
ReplyDeleteplz tell me whats phon root isko karne se hame kya fayada hotai hai
ReplyDeleteHye SIr Plz Ma nay apni apps ko publish kerwana han aur money earn kenri han us se tou kia 25$ dollar may publish ker k paisy earn ker sakty han Visit My site ThanKs
ReplyDeleteApp publish karne ke liye sabse pahle apko Devloper account banana hoga 25$ de kar fir aap koi bhi app google play par publish kar payenge. agar apke app ko koi download karta hai to apki earning bhi hogi.
ReplyDeleteAik app ko kateni be bar download kar sake te dollar mile ge na
ReplyDeleteAchha sir ek website banana chahata hoon ..
ReplyDeleteWo kaise banau aur us se paisa mil sakta hai ya nahi...
I like this app
ReplyDeleteNice work sir
ReplyDeleteKeep it up
thankyou so much sir
ReplyDeleteVery nice sirji. Very helpful article for making money from mobile. Thanx alot keep it up
ReplyDeleteThanks You Bhaee
ReplyDeleteApka comment humare moderation ke bad dikhai dega. Isliye comment karne ke bad pritksha kare. bar-bar ek hi comment na kare...