Costom URL set karne se koi bhi apke page par asani se aa sakta hai. Aur URL chhota hone ke karan Visitors ko jyada paresani nahi hoti humare Page ko Open karne me. Is se humare Facebook Page ko ek Unique Web address bhi mil jata hai jo kafi Professional lagta hai. To chaliye jante hai ki Facebook Page me Costom URL kaise set karte hai.
Facebook Page Me Costom URL Kaise Set Kare :
#Step 1. Facebook par Login kare aur Apne Facebook Page ko Open kare.
Must Read → Gmail Account Kaise Banaye
#Step 2. Ab About par click kare aur Page Info me Facebook Address par Click kare.
Note : Kabhi - Kabhi Facebook Address automatic set ho jata hai Page ke title ke hisab se. Isliye agar apko Facebook Address me pahle se Costom links dikhe to apko kuch karne ki jarurat nahi padegi. Lekin agar apko apne Page ka alag URL rakhna hai to aap Edit par Click kar ke Change bhi kar sakte hai.
Also Read → Linkedin Profile Kaise Banaye
#Step 3. Facebook Address par Click karne ke bad apko ek box dikhai dega jisme apko apne Page ka URL dalna hai jo bhi aap rakhna chahe. Address dalne ke bad Check availability par click kare. Agar vo URL available hogi to aap use Save kar payenge.
Friends i hope ki ye jankari aap longo ko achhi lagi hogi aur is se apko help bhi milegi Costom URL set karne me. To fir aap log is Post ko niche diye Share Botton par click kar ke Share jarur kare. Aur humare Free News Letter ko bhi Subscribe kare.
18 Comments
Bro..kya aap hamari site check kar skte h usme kya kami h sach batana?
ReplyDeletesuper post bhai thanks!
ReplyDeleteAb issi tarah google+,youtube,Twitter ka bhi batadena bhai.
Me Jaldi hi iske bare me bhi bataunga...
ReplyDeleteAchhi hai mujhe to koi kami nazar nahi aati...
ReplyDeletebro apne ye social media follow button jo lagaye he mughe b apni site me lagana he mene fb or google page to bana liya ab aap ye bataiye ki isme google page ka address dalna padta he ya google profile ka jese ki aapka he
ReplyDeletehttps://plus.google.com/+Hindimejanepage/about
Google Page ka URL dale...ok
ReplyDeletewebsite kaise bwnate h mujhe apne naan ki website banana h
ReplyDeletewebsite mujhe banana sikhna h apne naam ki kaise banega
ReplyDeleteHaa to isme kya hai aap blogger par bana sakte hai...
ReplyDeleteAap blogger par bana sakte hai…
ReplyDeletebro me apni site ko visitor kaise dekh sakta hu ki kitne visitor site par aa rahe or page view kitne hai ple bataye
ReplyDeleteAap google Analytics ke jariye visitors aur traffic dekh sakte hai.
ReplyDeletegood information
ReplyDeletereally good job
sir mere me fb ka url change karne ka option nhi aata hi page info
ReplyDeletedheeraj kumar abhout me jakar change karo ho jayenga
ReplyDeleteBro maine ek app banaya hai use Google play store per laane ke liye kiya karoon aur ye Google play URL kaise daalte hai please zara
ReplyDeleteReply karna
dear sir I tried to share a link on my social page but possible....
ReplyDeletekindly provide solution
dear sir I tried to share a link on my social Facebook page but not possible....
ReplyDeletekindly provide solution
Apka comment humare moderation ke bad dikhai dega. Isliye comment karne ke bad pritksha kare. bar-bar ek hi comment na kare...