Ad Code

Responsive Advertisement

Blogger Se Attribution Kaise Remove Kare

Friends hum apne Blogger blog ko ek Website ki tarah design karne ke liye Blogger me naya Template use karte hai lekin aksar humare blog me Attribution yani ki Powered By Blogger Remove hi nahi hota. Iska karan yah hota hai ki vo Widget lock hota hai jiski vajah se use hum Layout me jakar Remove nahi kar pate.

Isliye is post me hum janege ki Attribution(Powered By Blogger) Ko kaise Remove kiya ja sakta hai Blogger se. Jisse ki humara Blog ek Website ki tarah lage.

A-Attribu


Blogger Se Attribution Kaise Remove Kare -


Jab aap Layout me jakar Attribution ko Remove karna chahte hai to aap dekhte hai ki vahan par Edit ka koi Option hi nahi aata hai jisse ki aap use Remove kar sake.

atribution

Iska matlab yah hai ki abhi vo Widget locked hai ise apko unlock karna padega. Unlock karne ke liye niche diye Steps ko follow kare.

Must Read → Blogger Me Facebook Like/Fan Box Kaise Add Kare

#Step 1. Sabse pahle Template pe jakar Template ko Edit kare.

atribution 2

#Step 2. Jaisa Screenshote me darsaya gaya hai vaisa hi kare.

atribution 3

  1. Ctrl + F daba kar Attribution search kare.

  2. Jahan locked="true" kiya hua hai uski jagah "false" likhe.

  3. Last me Save Template kare.


Also Read → Blogger Template Editor Me Menu Set Kaise Kare

#Step 3. Ab jab aap Layout me jayenge to Attribution me Edit ka Option dikh raha hoga us par Click kare.

atribution 4

#Step 4. Ab jo Popup Window khulega usme Remove Botton par click kar ke Attribution ko Remove kar de.

atribution 5

Friends ab aap jan chuke hai ki Blogger se Attribution kaise Remove kiya jata hai. Agar apke man me koi duvidha ho is Post ko lekar to aap Comments ke madhyam se mujhse puch sakte hai. Aur last me ye jarur kahunga ki agar ye Post apko achha laga to ise Share karna na bhule...Thank You!
Reactions

Post a Comment

8 Comments

  1. #Sir ye btaiye ki ye website fack he ya trust he
    http://TheReferProject.com/index.php?ref=137990

    ReplyDelete
  2. Ye sab fake website hai...koi paise vaise nahi milte!
    agar aap vakai me paise kamana chahti hai to Blogger ya Youtube se jarur kama sakti hai.
    aur jaldi hi me ek post dalne wala hu jisme Android phone se paise kaise kama sakte hai iske bare me bataunga so aap wait kariye.

    ReplyDelete
  3. sir mujhe apne blog par categoty banani hai jaise aapki hai
    Example -Hindi Shayari ; Joke
    please sir bataye kaise banegi
    aur sir ye jo template aapke blog par hai sir ye bataye ye kaha se download hogi please sir help me

    ReplyDelete
  4. sir mujhe apne blog par category banani hai jaise aapki hai
    Example -Hindi Shayari ; Joke
    please sir bataye kaise banegi
    aur sir ye jo template aapke blog par hai sir ye bataye ye kaha se download hogi please sir help me

    ReplyDelete
  5. Aap Post me Labels add kar ke Categorys bana sakte hai...

    ReplyDelete
  6. Aap Post me Labels add kar ke Categorys bana sakte hai...
    Aur haa bar - bar ek hi Comment na kare mujhe dikkat hoti hai Reply karne me.

    ReplyDelete
  7. Aapne Jo ye comment box banaya kese vanaya jispar ki me comment kar raha hu

    ReplyDelete
  8. Hello sir maine blogger par http://www.merihindijankari.in ek site banayi hai sir mai ab wordpress ko join karna chahta hu mujhe kitne paise kharch karna hoga aur sabse better hosting company koun si hai plz bataye

    ReplyDelete

Apka comment humare moderation ke bad dikhai dega. Isliye comment karne ke bad pritksha kare. bar-bar ek hi comment na kare...