Blog Address Ko Bina www. Ke Kaise Set Kare :
#Step 1. Iske liye apko sabse pahle fir se apne Domain DNS Setting me jana hoga. DNS Setting me jane ke baad Add Record par Click kare.
216.239.32.21
216.239.34.21
216.239.36.21
216.239.38.21
Also Read → Search Engine Optimization (SEO) Tips Bloggers Ke Liye
In charo Google IP ko ek - ek kr ke Dalna hai apko. Example ke tor pe man lijiye ki apne pahla IP 216.239.32.21 dala fir ADD ANOTHER par click kar ke aise hi sare IP Address ko dale aur Last me FINISH par Click kare.
#Step 3. Ab apko ek Notification dikhega jisme Save Changes par Click kare. Aur niche A(Host) Section me check kare ki Google IP thik se add hui hai ya nahi. Aap niche Screenshote me dekh sakte hai.
#Step 4. Ab sabse last Step me vapis apne Blogger Setting me jaye aur Third-Party Domain ko Ridirect par Click kar ke Save kare.
Allmost sare Steps pure kar liye hai apne Ab aap apne Blog ko bina www. lagaye khol kar dekhiye. Agar Error aa rhi ho to wait kariye kyonki DNS Setting Update hone me 24 Hourse tak lag sakte hai so don't worry thode time baad apka Blog bina www. lagaye khulni lagegi......Enjoy!
Friends apko meri ye Post kaisi lagi, Comments kar ke jarur bataye aur is Post ko share karna bhi na bhule. Hum milenge agale Post me tab tak ke liye...Dhanywad!
21 Comments
Aapke website me jo upar add ata hai wo kiska ka add matlab ki wo to google ka add nahi hai to phir kon si website aap add lagate ho please jaldi batana
ReplyDeleteVo ads humari team ne lagai hai...
ReplyDeleteJo website banvana chahte hai unke liye.
bhai Muje nhi Samaj aaya ke www.JankariLogoki.blogspot.com
ReplyDeleteko bina www ke kholne par nhi Khul pati hai..
magar Apne bataya ke www ke bhi apni blog ko kaise searching main laye toh. kya Muje pahle Domain ko karidna hoga uske baad hi kar Sakte hai ye Dns settings.. please fast reply me on my email
Barkatapkahelp@gmail.com
wo ads nahi jo ads aapke website me ate hai jisse aapki earning hoti hai wo konse organization ka hai wo to google ka ads to hai nahi phir kiska ka hai please batayenge
ReplyDeleteIsme Kitna Time Lagta Hai , WWW Remove hone me...
ReplyDeletei mean settings me changes karne ke baad ?
bro apke page views 1 day ke kitne he or aap 1 din me kitna kama lete ho? google adsense se
ReplyDeleteKya bat karte ho aap apko mere website pe Google ke ads nahi dikhte kya. Mere site pe Google Adsense ke ads lage huve hai aur isi se meri income hoti hai.
ReplyDeleteAaam tor pe 1 ghante hi lagte hai settings update hone me lekin kabhi - kabhi 24 hours bhi lag sakte hai.
ReplyDeleteMere blog pe per day 3000 traffic par 8-10$ tak income hoti hai.
ReplyDeleteYe pura post Domain buy aur add karne par hi maine likha hai. iske liye apko domain kharidna padega aur fir aap dns setting kar ke domain ko apne blog address me use kar sakte hai.
ReplyDeleteSir, maine apni website par chitika ke ads lgaye hai. Maine chitika ke liye jaise hi apply kiya turant ads bhi mil gaye lgane ke liye phir uske bad koi bhi aproove ka message nahi aaya,aisa kyo ? Aur mai ab jab chitika mai chitika acount login kar rha hu to usme impression to 50 hai lekin valid clicks aur earning 0 hi hai maine abhi tak uske ads par ek bhi click nahi kiya hai aur na hi dosto se kaha hai. Aisa kyo? Please help me sir.
ReplyDeleteDear jab Meri Website .blogspot Par Thi To Din Men 3000-3500 Traffic Ati Thi Kal Maine Is K Liye Domain
ReplyDeleteUrduTricksTown.Com
Buy Kia Aj Mujhe Takreeban 30% Kam Traffic Lag Rahi Hai Kia Waja Hogi Domain Change karna mera First Experiens Hai
Ab new Domain Ka Alexa Par Rank Bhi show Nhi Hoga
Kab Tak traffic/rank NorMal Hoga ????
Ap ne Bhi Domain Change Kia Ta
Jab hum domain add karte hai blog me to thodi bahut traffic par asar padta hi hai...
ReplyDeletelekin 6-7 dino me sab normal ho jata hai aur pahle jyda. so aap tention na le dhire-dhire traffic aur bhi badh jayegi apki.
Chitika me sign up karte hi approval ho jata hai aur iska koi massage nahi aata approval ka...
ReplyDeleteaur jab tak apke blog pe achhi traffic nahi hogi aap achhi kamai nahi kr payenge so aap apne traffic badhane pe jyda dhyan dijiye.
bhai maine domain lagaya setting puri hogayi lekin abhi add nhi dikh rahi
ReplyDeletemai konsi setting karu kyuki mera adsence account blogspot me approval hua tha
to adsence me website ka nam chnge karna padega kya ?aur kaise?
jo bhi steps aap ne bataya maine wo follow kiya but meri website bina www ke nhi open ho rahi...
ReplyDeleteThe domain insurancehubweb.com is no longer parked by GoDaddy..... ye likh kr aa rha h.
hello ye Setting karne ke bad bhi meri site bina www ke nhi khul rhi he
ReplyDeletehownetinfo.com
good information
ReplyDeleteNice Article , very helpfull for me .
ReplyDeleteVery nice Sir Ji........
ReplyDeleteIt's really a nice and useful piece of info. I'm glad that you just shared this useful info with us.
ReplyDeleteApka comment humare moderation ke bad dikhai dega. Isliye comment karne ke bad pritksha kare. bar-bar ek hi comment na kare...