Sabse pahle hum janege ki Search Engine kam kaise karta hai
Search Engine ek software hota hai jisme dunia ki sari ikkta ki gai jankari hoti hai jise Spiders bhi kahte hai. Jab hum Search Engines me kuch search karte hai to ye turant crawling kar ke uske Related jankari hume Second ke 1/4 hisse me dikhata hai. Aur jis site ka rank achha hota hai vo jyada search me aata hai...
Apne Blog ke Search Engine ko inprove karne ke liye ise Optimize karne ki jarurat hoti hai ise hi Search Engine Optimization kahte hai.
Blog SEO Ko Optimize Karne Ke Tips -
1. SEO Friendly Blog Post Title Choose Kare
Post ka title bahut important hai SEO ke liye. Isliye apne Post ka Title aisa choose kariye jo Simple bhi ho aur Jisko padh kar koi bhi samajh jaye ki Apke Post me kya - kya hai.
2. Content Quality Ko Inprove Kare
SEO ko inproove karne ka sabse achha tarika hai ki aap apne post ke cotent quality ko inprove kare. Apka Post ek dam Original hona chahiye klahi se Copy kiya hua nahi hona chahiye. Aur Kam se Kam 300 Words hone chahiye post me. Iske related Ek-Do images bhi include kare apne Post me.
Ye Post Bhi Padhe -
- Apne Website(Blog) Ki Traffic Kaise Badhaye
- Blogger Me About Author Kaise Set Kare
- Blog(Website) Me HTML Code Ko Kaise Dalte Hain
3. Apne Post Me Hyperlinks Ka Use Kare
Aap apne Post me Hyperlinks ka use jarur kare. Hyperlinks ka matlab agar apke post me jo keyword use ho rha hai vo apke dusre post se related hai to usko apne post me link kare
4. Regular Post Dale
Apne Blog me 1 - 2 din ke gape me Post dalte rahe. Jisse Search Engine ke Spider apke Blog me regular aate rahenge jisse apka rank inprove hoga.
5. Other High Ranking Blog Me Guest Post Dale
Dusre high ranking Blog me Guest Post dale aur usme apne blog ka address bhi include kare. isse apke blog ka link me bhi ijafa hoga aur apke Blog ki ranking bhi inprove hogi.
Dosto aap in tips ko follow kar ke apne Blog ke SEO Rank ko inprove kar sakte hai aur SEO Ranking me top rahne ke liye in chijo ko kabhi ignore na kare....Thank You !
Agar apko ye Post achha laga to ise Share karna na bhule aur naye post ki jankari pate rahne ke liye Subscribe bhi jarur kare...Dhanywad!
17 Comments
बहुत अच्छा दोस्त मै भी हिंन्दी मे जानकारी देता हुँ
ReplyDeleteFabulous! This is simply outstanding! Not simply reputable, but likewise valuable information. And that is unusual ahead by presentlies! I need to state that I am actually impressed and will certainly come back once more if you keep up the top quality as well as value of the material at this degree, or even obtain it on the next degree. Sincerely, from the bottom of my heart, thank you for your time! God bless!
ReplyDeleteVery descriptive blog, I liked that a lot. Will there be a part
ReplyDelete2?
Having read this I believed it was really enlightening.
ReplyDeleteI appreciate you taking the time and energy to put this short article together.
I once again find myself spending a significant amount of time both reading
and commenting. But so what, it was still worth
it!
thanks bro aap ki jaankari very nice
ReplyDeleteBhut hi badiya jaankari mili aapke post se
ReplyDeletemera question ye hi ki adsense code milne ke baad website me code ko lgane ke baad add kyu show nhi kr rha hai
Jab tak adsense apke blog ko review kar ke approval nahi karegi tab tak ads apke blog pe sow nahi karenge...
ReplyDeleteVinay ji mera hindi motivational blog hai achhiprerna.com
ReplyDeletePlease mujhe suggest kijiye ki mujhe adsense ke liye apply kar dena chahiye ya abhi waith karna chahiye.
Sandeep Ji maine dekha apka site bahut achhi hai. I think apko Adsense Apply kar dena chahiye kyonki abhi Adsense jaldi Approval ho jata hai.
ReplyDeleteThank You bhai Bahut Hi Achi Information Ap Ne D Hai Bahut Shukriya
ReplyDeleteMeri Website Blogging,SEO,Earning,Tricks K Related Hai
Pure Urdu Aor Hindi Languge Men Main Ap Ki Website Par Guest Post Karna Chahta Houn
haa aap mujhe apni guest post bhej sakte hai hindimejane@gmail.com par. aap meri guest post guidlines padhiye.
ReplyDeleteBahut acchi information di hai aapne SEO ke bare me....mere bahut kaam ki hai...aapka dhanyavad!
ReplyDeleteMost Welcome Amul Sharma Ji.
ReplyDeleteNice Post I Also Have Website About Teachology
ReplyDeleteBahut hi achhi jankari share ki hai apne aap isi tarh ki jankari share karte rahiye
ReplyDeletethanks Daya shankar maurya
ReplyDeleteBack link ka tarika kia hai [url=http://prizebondawami.com]Prize bond vip prime Guess paper[/url] Pakistani No1 Best Prize bond web site Best Prizebond Guess Papers Web HD avi Mkv Movies
ReplyDeleteApka comment humare moderation ke bad dikhai dega. Isliye comment karne ke bad pritksha kare. bar-bar ek hi comment na kare...