Hello Dosto aaj main apko Linkedin ke bare main bataunga jo Facebook, Twitter aur Google+ jaisa hi ek Social Networking Site hai. Linkedin ek aisa Social Site hai jise hum apne Profession ke liye use kar sakte hai. Example ke tor pe Agar humara koi bussiness hai to hum apne bussiness ko Linkedin ke jariye asani se Promote kar sakte hai. Jitne bhi Bloggers hai vah apne Website(Blog) ko Promote karne ke liye Linkedin ka istemal jarur karte hai.
To chaliye jante hai ki Linkedin me Account kaise banaya jata hai.
To chaliye jante hai ki Linkedin me Account kaise banaya jata hai.
Linkedin Account Kaise Banaye :~
Step 1. Apne Browser me www.linkedin.com ke site ko kholiye
khulne ke bad apko ek form bharna hai jisme apko Apna naam aur Email Id, Password dal kar Join Now Par click karna hai.
Step 2. Apna Country Select kare.
Aur apna Zip code dal kar Next kare.
Step 3. Agar aap koi Job karte hai ya koi Bussiness karte hai to apna Job/Bussiness ka details bhare aur agar aap Student hai to upar Yes par click kare.
Last me Industry Type choose kare aur Create Profile par click kare.
Step 4. Agar aap chahe to Find Job me click kar ke apne Email Contact ko apne Linkedin Profile se jod sakte hai.
Jodne ke liye Find Job par click kare.
Step 5. Ab apna Email Address dale
Aur Continue par click kare.
Fir ek Pop Up Window Open hoga uslme Allow Option par click kare.
In Post Ko Bhi Jarur Padhe :~
- Paypal Account Kaise Banaye
- Website(Blog) Ki Traffic Kaise Badhaye
- Computer Ya Laptop Ko Format Kaise Kare
Step 6. Ab Other longo ko jodne ke liye Add Connection par click kare
Step 7. Agar aap Linkedin App Download karna chahte hai.
To Phone Number dal kar Get The App par click kare.uske bad apke number pe App ka link ayega jis par click kar ke aap Linkedin App Download kar sakte hai.
Congratulation apka Linkedin Profile Successfuly Create ho gaya hai !!
Step 8. Ab aap Edit Profile par click kar ke apna Profile Picture dal sakte hai aur Apna Job/Education Details Update kar sakte hai.
Agar apko Linkedin Account banane me dikkat aa rhi ho to is Video ko dekhe.
Aapko yah jankari kaisi lagi aap apne Comments jarur de aur Hindi Me Jane ko Subscribe karna bhi na bhule....Dhanywad!
11 Comments
MOTIVATE STORY FOR YOU OPEN
ReplyDeleteMOTIVATE STORY FOR YOU OPEN
ReplyDeleteSir
ReplyDeleteक्या हम linkedin पर जो account name आपना ही डाले या आपने blogs का नाम से बना सकते है
yes aap linkedin page kisi bhi name se bana sakte hai...
ReplyDeleteiske alava aap Linkedin Company page bhi bana sakte hai.
Sir plz mujhe ik muje android mobile aap banwana hai plz help kardo plz plz
ReplyDelete7248631011 contact no
ReplyDeleteAgar apko android ka programing app banavana hai to aap mujhe whatsapp par contact kare. Mera whatsapp no apko about us page me mil jayega.
ReplyDeletebhadiya post hai
ReplyDeleteThanks For You
ReplyDeleteLinkedIn me bahut sara image Kaise upload kare..
ReplyDeleteSir, aapne bahut achche se samjhaya uske liye aapka dhanyavaad.
ReplyDeleteApka comment humare moderation ke bad dikhai dega. Isliye comment karne ke bad pritksha kare. bar-bar ek hi comment na kare...