Ad Code

Responsive Advertisement

Laptop (PC) Me Files Ko Hide Kaise Karte Hai - In Hindi

Hello Friendss Kabhi-Kabhi humare Laptop (PC) me aise Private Files hote hai jise hum longo se private rakhna chahte hai isliye Aaj main apko bataunga ki Laptop (PC) me hume apne private files ko kaise hide kar sakte hai jisse vo kisi ko dikhai na de.

HIDFE copy


Private Files Ko Hide Kaise Kare -


Step 1) Sabse Pahle My Computer ko kholiye Aur Upar Left side me Organize me jakar Folder and Search Options par click kare.Image 2

Step 2) Ab View me jakar Hiden Files and Folders me Don't Show Hidden Files ko Enable kare aur Apply kar de.nes

Step 3) Ab jis File ko aap Hide karna chahte hai usme Right click kar ke Properties me jakar Hidden ko Enable kare aur Apply kar de.

Jaise Apply karenge aap dekhenge ki vo file chhip gai hai....Enjoy!

Computer Me OnScreen Keyboard Ka Use Kaise Kare

Yo to thi ki kaise Files ko Hide kiya jaye Lekin agar aapko un Files ko UnHide karna ho to aap fir se vahi Steps ko follow kariye Pahle My Computer me Jaiye Aur Upar Left side me Organize me jakar Folder and Search Options par click kariye .fir jaisa Step 2 me diya gaya hai  View me jakar Hiden Files and Folders me Show Hidden Files ko Enable kare aur Apply kar de.

Ab aap dekhenge ki vo file show to kar rhi hai fir un files ke Properties me jakar Hidden ko Disable kar ke Apply kar de..apka file Unhide ho jayega.

Apko meri ye jankari kaisi lagi Comments kar ke jarur bataye aur humare naye post ki jankari pane ke liye hume Subscribe kare...Dhanywad!
Reactions

Post a Comment

11 Comments

  1. Useful information for me....thanks !!

    ReplyDelete
  2. plz help me pc windose 8 me folder vierse ko delete kese kre plz......subhashsingh7665640557@gmail.com plz mail.me ................................plz...............

    ReplyDelete
  3. Aap lockhunter Software se delete kar sakte hai...

    ReplyDelete
  4. sir mera nam sonu kumar sir mai apana laptop me windows dalna chahta hu mere pas windows cd nahi h kaise dalega

    ReplyDelete
  5. mera pc se kuchh temp. file delete nahi ho raha h. ye kaise delete hoga. plz help me.

    ReplyDelete
  6. Kisi bhi Laptop ya PC me Temp. file puri delete nahi hoti. iska karan hai ki Laptop on rahne par vo file work kar rahi hoti hai isliye vo delete nahi hoti.

    ReplyDelete
  7. sir Jo laptop me sath CD aati h WO koi Kaam aati h

    ReplyDelete
  8. Jo temp file hai toh unko deleted karene ka koi or dusra tarika hoga

    plz send me full details

    ReplyDelete
  9. Sir laptop m drive c ko kum kaise kare drive d ,e ko kaise badate h

    ReplyDelete
  10. Anil Bro Aap Jyada Matirial Drive C Me Mat Dale Kyu Ki Waha Daal Ne Se Ram Kum Ho Jati Ha. Aap Kuch Function Ko Unuintoll Karde Jaga Ban Jayengi

    ReplyDelete

Apka comment humare moderation ke bad dikhai dega. Isliye comment karne ke bad pritksha kare. bar-bar ek hi comment na kare...