Dosto Hamre Website(Blog) ke liye Email Subscribe Box bahut jaruri hota hai. Kyonki agar koi visitor Email par hume Subscribe karta hai to use humare naye post ki jankari Email ke dwara milti rahti hai. jisse ve humare Website(Blog) ko vapas fir se visit karte hai.
Isliye Aaj main apko is post me bataunga ki kaise hum FeedBurner me Email Subscription Enable kar ke Blogger me Email Subscribe Widget add kar sakte hai.
Email Subscribe Widget Add karne ke liye niche diye Steps ko Follow kijiye...
Blogger Me Email Subscribe Widget Kaise Add Kare :~
Step 1. www.feeds.feedburner.com site ko visit kare
Ab khali Box me apne Website(Blog) ka address dale aur Next par click kare.
Step 2. Ab jo feed address aap rakhna chahe jaise Atom ya RSS chune.
Fir Next par click kare.
Step 3. Ab upar wale Box me apne feed ka Title aur niche wale Box me feed ka URL likhiye.
Aap apne Website(Blog) ke title ke hisab se bhi feed Address rakh sakte hai, jaisa ki mera feed Address hai http://feeds.feedburner.com/hindimejane
fir Next par click kare.
Step 4. Ab apka feed Address ban chuka hai aap niche dekh sakte hai.
Next par click kare.
Step 5. Ab aap dekhenge ki 3 khali dots hai unpar click kare .
Next kare.
Step 6. Publicize par click kare.
Step 7. Email Subscription par click kare
Step 8. Activate par click kare
Ab apka Email Subscription Enable ho gya hai.
Step 9. Ab jo Code ayega use Ctrl+C daba kar Copy kar le ise apko apne Website(Blog) me dalna hai.
Yah Bhi Jane :~
- Android Phone Se Computer Me Net Kaise Chalate Hai
- Computer Ya Laptop Ko Format Kaise Karte Hai
- Linkedin Account Kaise Banate Hai
Step 10. Code ko dalne ke liye apne Blogger Dashboard me Layout par click kare.
Step 11. Add Gadget par click kare.
Step 12. HTML/Java Script par click kare.
Step 13. Ab niche wale Box me Ctrl+V daba kar Paste kar ke Save kar de.
Apna Website(Blog) ko khol kar dekhe....Enjoy!
Dosto Ab Aap Jan Chuke Hai Ki Email Subscribe Widget Ke Kya Fayde Hai Aur Ye Kitna Jaruri Hai Humare Website(Blog) Ke Liye.
To Aap Hume Email par Subscribe Jarur Kare....Thank You !!
33 Comments
Bhai mere blog me problem ho raha hai Bhai mein About us page mein jata ho to apka about page khol jata he aur contact me mein jata hon apka khol jata hai kiyun
ReplyDeleteBhai mere blog me problem ho raha hai Bhai mein About us page mein jata ho to apka about page khol jata he aur contact me mein jata hon apka khol jata hai kiyun
ReplyDeleteBhai mein contact me mein jata hon apka contact me aa jata he aur about us mein jata ho apke bare me ata he bhai kiya problem hai
ReplyDeleteKyonki abhi jo Menu me link hai vo mere Contact page aur About Page ka dala hua hai..
ReplyDeleteApko ise change karna padega
Aap apne page ka link usme dale...ok!
Kyonki abhi jo Menu me link hai vo mere Contact page aur About Page ka dala hua hai..
ReplyDeleteApko ise change karna padega
Aap apne page ka link usme dale...ok!
Kyonki abhi jo Menu me link hai vo mere Contact page aur About Page ka dala hua hai..
ReplyDeleteApko ise change karna padega
Aap apne page ka link usme dale...ok!
Edit kaise karon aur mein apna link kaise kahan se nikalon btao please....]
ReplyDeleteFir mein apke contact me aur about me kaise edit karon fir mein apne contact me aur about us page kaise lagaho edit kaise karon....?
ReplyDelete@Aagha
ReplyDeleteAap sabse pahle apne "Blogger Dashboard" me "Template" me jao aur Template ko edit kar ke "Ctrl+F" daba kar "Contact Me" aur "About Us" search kare aur mere page ke url ki jagah apne page ki url dalo aur Save kar de....fir ho jayega!!
@Aagha
ReplyDelete"Blogger Dashboard" me "Template" me jao aur Template ko edit kar ke "Ctrl+F" daba kar "Contact Me" aur "About Us" search kare aur mere page ke url ki jagah apne page ki url dalo aur Save kar de....fir ho jayega!!
Mere pas mobile woh bi purane version ka he mobile me template option support nhi karta aur bhai kohi kohi option ko support karta he aur kochh ko nhi
ReplyDeleteBhai aap aese karo mojhe 9 baje fb par on hona message karonga ap online ho jana
ReplyDelete@Aagha
ReplyDeleteYe Option sirf Computer me hi aata hai..
Aap chahe to Cyber Cafe me kar sakte hai...
Hi Vinay,
ReplyDeleteAapne Ye Website Blogger se WordPress pe Transfer ki hai?? Kitna Karcha Hua Transfer Karne Me??
Aapke Site ke per day visitors kitne hai?
Daily Earning Kitni Hai?
Blogger se wordpress karne ke liye mujhe hosting leni padi isme 5000 rupies kharch huve...
ReplyDeleteEarninig ke bare me, main nahi bata sakta...sorry !
[…] Blogger Me Email Subscribe Widget Kaise Add Kare […]
ReplyDeleteNormally I do not read post on blogs, but I wish to say that this writeup very compelled me to try and do it! Your writing style has been surprised me. Thanks, quite great article. dcdgagcbedde
ReplyDeleteThankss John..
ReplyDeleteKafi achhi jankari hai....Vinay singh bhai main ap se ye janna chahta hun, ke maine apne blog pe default template hatakar ,, btemplate'' se ek template download krke lagaya hai. Usme mujhe kuch changing krni hai, is template me nevigation menu bar jo hai woh side bar me hai, jo mujhe upar hader pe lana hai. Agar main extralink add karke naye link banata hun to woh to ban jate hain, lekin un purane wale jo sidebar me pehle se hain unko kaise hataun.pehle Ap please meri is problem ko hal karen. Phir aage aur bhi kuch puchna hai. Thankyou...
ReplyDeleteAapne apne blog ka address nahi bataya main pahle dekhunga fir bataunga...ok
ReplyDeleteFeedburner par kaise email subscribe box apne blog me add kaise krte hai yeh janke mujhe bahut khus huwa. lekin apse aur ek question hai kuch blog me dekhneko milta hai kitti khubsurot email subcribe box ka woh kaise design de skte hai ?
ReplyDeleteIske liye bhi me ek post likhne wala hu...thoda wait kariye !
ReplyDeleteHi my name is Sandra and I just wanted to drop you a quick note here instead of calling you. I discovered your Blogger Me Email Subscribe Widget Kaise Add Kare page and noticed you could have a lot more hits. I have found that the key to running a successful website is making sure the visitors you are getting are interested in your niche. There is a company that you can get targeted traffic from and they let you try the service for free for 7 days. I managed to get over 300 targeted visitors to day to my site. Visit them here: http://bbqr.me/4fj5
ReplyDeleteAapke YouTube vdo bahut acche hain. Aap screen recording ke liye Kaun sa software use karte hain. Usko download ka link bataye. Aur Kaun sa software use kar skate hain. http://www.Karaokekart.in
ReplyDeleteMain aapke blog par ek post dalna chahta hoon . Magar Mera blogging niche music based hai.
ReplyDeleteTo kya main aapke blog par post daal sakta hoon. Main Aapse discuss karna chahta hoon to hum privately Kaha discuss kar skate hain.
Aap mujhe whatsapp par contact kr sakte hai..mera whats app no. apko about me page par mil jayega.
ReplyDeletebrother me blogger par nya hu or mene abhi blog banaya he smarttphonehelp.blogspot.in
ReplyDeleteaap mere blog ko check karke batao ab mujhe usme kya karna he .
brother me blogger par nya hu or mene abhi blog banaya he smarttphonehelp.blogspot.in
ReplyDeleteaap mere blog ko check karke batao ab mujhe usme kya karna he .
and mujhe aap ye bataye blog par traffic kese badhaye.
Apka blog achha hai kuch karne ki jarurat mujhe nahi lagti. Aur traffic badhane ka sabse achha tarika hai ki aap kisi Other achhe traffic wale blog me Guest Post likhe. aur ha Traffic tabhi badhegi jab aap regular achhe post daloge.
ReplyDeleteApka blog achha hai kuch karne ki jarurat mujhe nahi lagti. Aur traffic badhane ka sabse achha tarika hai ki aap kisi Other achhe traffic wale blog me Guest Post likhe. aur ha Traffic tabhi badhegi jab aap regular achhe post daloge.
ReplyDeletethanks dear ap me bhut achi Farah smjhaya hai, plz suggest me , AdSense approve ho jae ga , urdumeinhelp.com
ReplyDeleteYES HO JAYENGA
ReplyDeleteNice information
ReplyDeleteApka comment humare moderation ke bad dikhai dega. Isliye comment karne ke bad pritksha kare. bar-bar ek hi comment na kare...