Dosto aaj mae apko bataunga ki Bloggger ke har Post me About Author kaise set karte hai. Sabse pahle me apko bataunga ki About Author hota kya hai ?
About Author me hum apne bare me sort discription de kar batate hai aur usme humara ek photo bhi hota hai jisse visitor samajh jate hai ki ye kisne likha hai...To chaliye jante hai kaise set kiya jata hai About Author Post me.
About Author me hum apne bare me sort discription de kar batate hai aur usme humara ek photo bhi hota hai jisse visitor samajh jate hai ki ye kisne likha hai...To chaliye jante hai kaise set kiya jata hai About Author Post me.
About Author Kaise Set Kare Blogger Me :~
Step 1) Apne Blogger Dashboard me Template me jaye aur Template ka Backup Download kar le fir Template ko Edit kare.

Step 1) Apne Blogger Dashboard me Template me jaye aur Template ka Backup Download kar le fir Template ko Edit kare.
Step 2) Ab Ctrl+F daba kar
search kare aur iske upar ye code Copy kar ke Paste kar de.
<b:if cond='data:blog.pageType == "item"'>

About Author Vinay Singh

Hello Dosto ! Mera Naam Vinay Singh Hai. Main Ek Passionate Blogger Hun. Ye Website Maine Banai Hai. Is Website Par Main Longo Ko Hindi Me Jankari Deta Hun Aur Unki Help Karta Hun.! Read More>>

</b:if>
Last me Save karde.
Yahan apne Photo ka URL dale - https://blogger.googleusercontent.com/img/b/R29vZ2xl/AVvXsEgZ4V65J_Znp58u7WdbsloSVKXafnB7DPINE4iLNBX4M6eB_qLZ8ClqHIeVVNnvixZYzP8e9_J8-pM1LUyAN84634OaxOO3IwRGc05ZpW5btnasWw0goiBU2KdHCuRf8UXZEn0eoUx8cIO0/s1600/Vinay+kr.jpg
Is URL ki Jagah apne About Page Ka URL dale - 'http://hindimejane.blogspot.in/p/blog-page_85.html'
Aap is Code me apna naam aur googple + page ka url dale kyonki abhi isme mera dala hua hai. so aap change jarur kar le
Note :- Ye trick default blogger theme me work nahi karegi
Asha karta hu aap is trick ki madat se apne blog me about author asani se set kar lenge.
Humare Ye Post Bhi Padhiye :~
- Blogger Me Email Subscribe Widget Kaise Add Kare
- Apne Website(Blog) Ki Traffic Kaise Badhaye
- Adsense Approved Karne Ke Simple Way
agar apko koi paresani aa rhi ho about author set karne me to aap mujhe comments ke jariye puch sakte hai. Aur humare Newslatter ko Subscribe karna bhi na bhule...kyonki is se apko humare naye post ki jankari milti rhegi.
46 Comments
Bro please pin card aur debit card kiya hai mein in dono ka naam bohut bar sona hai aur dekha bhi nhi yeh dono kiya hai bro mein jahan bi jata ho apne fb page ko promote karta hon tab debit card mangta hai aur jab site ke liyeh domain name leta hon tab pin card magta hai yeh dono kiya hai ya yeh dono age ke hisab se bante hain mein bohut preshan hon ke yeh dono pin card aur debit card kiya hai please bro tafsel se batana kiya hai dono banane parte hain mera yeh apse request ke ap mojhe in dono ke bareme tafsil se btahein
ReplyDeletePan Card apke legal income ka proof hota hai. aap Pan Card office me banava sakte hai..
ReplyDeleteAur Debit card yani ki ATM card... Debit Card apko bank dwara prapt hoga. aap pahle bank me account khulvaye fir Debit Card ke liye form bhar kar apply kar de.. kuch din me ban kar ye apke ghar pahunch jayega..
Kitna paisa lagega ban ne me mera ban sakta hai 12 age me
ReplyDeleteAap bank me jakar pata kariye...ok
ReplyDeletehello bhai main aap ko pichle 1 month se follow kar raha hun. aapki website bahut badiya hai. mujhe bhi aap ki help chahiye thi. Maine blogger pe blog banaya tha. Maine pichle 2 month se bahut se template try kiye par mujhe koi bhi pasand nahi hai. kya aap apni website ka template send kar sakte hai. mujhe pata hai aapka blog WordPress par hai. agar aap yeah template nahi bhej sakte toh koi badiya design wala blogger ka template meri e-mail id pe send kare. please help me
ReplyDeleteMaine bhej diya hai apna Email check kijiye,,..
ReplyDeleteSomeone essentially assist to make critically
ReplyDeleteposts I'd state. This is the very first time I frequented
your web page and up to now? I surprised with the research you made to create this
actual publish amazing. Fantastic job!
An impressive share! I have just forwarded this onto a friend who
ReplyDeletewas doing a little research on this. And he in fact bought me lunch because I discovered it for him...
lol. So allow me to reword this.... Thank YOU
for the meal!! Buut yeah, thanks for spending the time to talk about this
issue here on your web page.
Lekin sir aap me about author photo ke upar dikh raga hai aur jo aap code bataye hai usme bagal me dikh raha hai dekhne me achaa nahi lag raha jaise aap lagaye hai us tarh bataye
ReplyDeleteUpar bhi aa sakta hai about author bus apko karna ye hai ki se aur upar code ko paste karna hai..
ReplyDeletelekin thoda dhyan de kr karna hoga nahi to code save hi nahi lega...
article ke upar hi to paste kar raha hu phir bhi nhi ho raha hai aap jo code diye hai use check kar le kis tarh dikh raha hai aap jaisa lagaye hai us tarah bataye detail me
ReplyDeleteAap koi galti kar rhe honge code dalne me...
ReplyDeletemaine coding check kar ke hi post me dala hai..
kuch sharal trike se bolu to debit card ko ATM card kete hai jo ki band dwara hme diya jata hai ....
ReplyDeletekhi or kbhi bi bank pese nikalne ke liye and or jankri ke liye www.allrpcapps.blogspot.in par visit kre.
aap ki age 18 honi achiye
ReplyDeleteBhai mujhe ye janna hai blog menu me jo upper heading rahta hai jaise aapka hai
ReplyDeleteHome
About Us
Contact Me
\Sawal Jawab
Privacy Policy
Terms Of Use
Article
Tricks
Guest Post ye jo menu me upper dikh raha hai isme link ko kaise jode ki waha click karne par wo chij khul jaye
Template editor me jakar ctrl+F daba kr "menu" search kare aur "#" ki jagah par jo menu ka link dalna chahte hai vo dale. Iske bare me maine ek post bhi likhi hai - Blogger Template Editor Me Menu Set Kaise Kare
ReplyDeleteBhai jub mai apne site ko search karta hu to mujhe alexa.com aur mera site ka alexa link aajata hai
ReplyDeletemai kya karu maine kuch din pehle alexa gadget ko apne blog me lagaya tha
Lekin apki site to sahi khul rhi hai...
ReplyDeleteLagta hai apke browser me koi problem hai. Isliye apne Browser ke Cookies clear kare aur fir khol kar dekhe sahi khulegi.
Bhai aapki help se mujhe bahut madad mil raha hai thank you Bhai
ReplyDeletemai aage ye janna chahta hu ki blogger me jo releted post aata hai to mai kya karu ki
mere me releted post aane lage aur mujhe ye bhi bataye ki mera site kaisa hai kaisa dikh raha hai
Site to apki bahut achhi hai...
ReplyDeleteagar aap related post post lagane chahte hai to related post wala widget add kare...
Bhai blogging karne ke liye wifi lagana jaruri hai ya netpack par blogging kar sakta hai
ReplyDeleteaur Bhai alexa rank me jo rank aur link in hota hai rank aaraha hai lekin link in me oo haI
Wifi jaruri nahi hai lekin apka net itna speed jarur hona chahiye ki Blogging karne me dikkat na ho...ok
ReplyDeleteBhai aap kya use karte hai aur Bhai aapne jo facebook join group ka jo upper image lagaya hai wo kaise lagaye hai
ReplyDeleteVo banner Photosoap se banai hai maine aur image lagane ke liye image tag wali coding use ki hai...
ReplyDeletewo coding mai kaise use karu plz wistar purwark bataye
ReplyDeleteaur ek bat jub mai apne blogger par post dalta hu to kya sitemap
phir submit karna padta hai kya
vo coding me apko apne aane wale post me bata dunga aur haa sitemap ek hi bar submit kiya jata hai bar bar karne ki jarurat nahi..
ReplyDeleteBhai kya aap apne template ki link mujhe de mujhe aapke jaise hi template lagani hai
ReplyDeleteYe Theme sirf Wordpress ke liye hai aur iski linki ye hai - Ribbon Wordpress Theme
ReplyDeleteBhai jub mai apna post ko publish kar raha hu to wo post mai google me search
ReplyDeletekar raha hu to wo google par nahi aaraha hai aur wahi post dusre ka aaraha hai
jaise man ligiye maine ye post publish kiya jaise how to make money online
to dusre ka search me aaraha hai apne post 1 number par lane ke liye mai kaya karu
brother apki website bahut achhi he kya aap mujhe bata sakte he me camtasia ka trail software use kar chuka nd me dobora use karna chahta hu apne laptop me or biger compter badle kese hoga kya mujhe windows chang karwani padegi kya
ReplyDeleteAap google me search kare bahut se serial keys mil jayenge jisko dal kar aap camtasia full virsion chala sakte hai...
ReplyDeleteSearch ingine me top aana itna asan nahi hota...aur ye ek din me bhi nahi ho sakta iske liye thoda time lagta hai. and apko search ingine me top aane ke liye post cotent Quilety par dhyan dena chahiye kyonki google unhi Post ko upar dikhati hai jiski Cotent Quilety achhi aur Unique ho.
ReplyDeletegoogle open kro or search box me 94.fbr uske baad software ka naam dalo ..aapko jo bhi software chahiye uski serial key aapko mil jayegi ..@raj ..
ReplyDeleteor adhik jankari ke liye mere blog open kre ..
www.bringupdate.com
महत्वपूर्ण बाते लेकिन कोड हम टेबलेट में कैसे बदले क्योंकि वहाँ पर सर्च आप्शन नहीं रहता है .
ReplyDeletehi vinay sir muje ek help karo abi me kase apni bloog me about author me photo add karu eror marta ha plz help me
ReplyDeleteaap waha pe code mat laga na direct image laga do ho jayenga
ReplyDeletesir help me mujhe apke jesa author box lgana hai jo hr post me niche aye nikha hua mere blog ko check krke iski kmiya btaiye sir plz help me
ReplyDeletePhoto ka url kaise banate hai ya mujhe apne image ka url kaha se milega.
ReplyDeletesir new bloger hu to plz ye bataye ki kaise set kiya jaye about author ye article k through hua nhi about author set
ReplyDeleteIs Link Ko Open Kare About Us Page Kaise Banaye
ReplyDeleteThank u for sharing this post
ReplyDeleteAman yhank you
ReplyDeleteHello sar ji comment karte samey aapna photo kaise dale
ReplyDeleteBahut hi sahi smjhayaa aapne.Bro mujhe ek jaankari chahiye
ReplyDeleteWordpress ki post me code box kaise lgaate hai. Koi code reader ke liye taki wo aaram se code ko box me se copy kr ske.
hi bro blogger me kon sa user profile use kare Google+ ya Blogger profile Who's best brooo.
ReplyDeleteAapne bhut achi information di hain thanks for Sharing this article
ReplyDeleteApka comment humare moderation ke bad dikhai dega. Isliye comment karne ke bad pritksha kare. bar-bar ek hi comment na kare...