Laptop humare life ka Important Part ban gaya hai. Kyonki Aajkal sara kam Computerize aur Online ho gaya hai. Aaj Laptop ki kimato me bhari kami aai hai. fir bhi ek thik-thak Laptop 25000 se 50000 Rupies ka aata hai. Jahir si bat hai ki ye rakam bhi kam nahi hai. Aise me agar hum apne Laptop ka dekhbhal thik se kare to ye saalo-saal bina ruke chal sakta hai.
Main apko aise 5 Tips bataunga jisse aap apne Laptop ka dekhbhal acche se kar sakte hai.
Laptop Ke Surksha Ke 5 Tips -
• Apne Laptop me Antivirus use kare. Par Dhyan rahe ki Tryle Virssion use na kare, Kyonki ye 1 saal ka hota hai aur isko har saal change karna padta hai. Aap chahe to Microsoft Security Essentials use kar sakte hai. Ye apko behtar Security bhi dega aur ye Free bhi hai. bus apko ise har hafte Update karna hoga.
• Pandrive ya SD Card lagane se pahle use Scan jarur kar le. Kyonki aksar dekha jata hai ki Pandrive, SD Card me Virus hote hai jo humare Laptop me ghus jate hai. Jiski vajah se humara Laptop Hang karne lagta hai aur Slow bhi ho jata hai.
• Laptop me Keyboard ki surksha bhi karni jaruri hai. Is par Khane-Pine ki chije na giraye. Kyonki aksar aisa hota hai ki hum Cofee ya Khane-Pine ki chije Keyboard me gira dete hai. Jisse humara Keyboard kam karna band kar sakta hai. Iske bachav ke liye Keyboard Protect Jarur lagaye.
• Laptop ko On karne ke bad pahle achhe se Refresh kar le uske bad koi kam kare. Kyonki Refresh karne se Laptop Taro-Taza ho jata hai aur Sare Application sahi se kam karne lagte hai. Jisse humara Laptop Fast chalta hai.
• Laptop Off karte samay samay Shutdown pura kare. Kyonki aksar hum jaldbaji me Laptop Shutdown kar dete hai. Aise me Application ya Oprating System hang ho jata hai aur band hone ke bavjud chalta rahta hai, jab tak ki Power khatam na ho jaye. Is liye Dhyan rakhe ki Laptop ko sahi tarike se Shutdown kare.
Ye Post Bhi Apko Padhni Chahiye -
Computer Ka Speed Badhane Ke 5 Tips
Dosto aap in 5 tariko se apne Laptop ka Rakhrakhav achhe se kar sakte hai.
Agar apka Computer ya Laptop se Related koi Sawal hai to Comments ke jariye puch sakte hai. Aur Humare Naye-Naye Post Ke Update Apne Email Me Pane Ke Liye Hume Subscribe Jarur Kare.
• Pandrive ya SD Card lagane se pahle use Scan jarur kar le. Kyonki aksar dekha jata hai ki Pandrive, SD Card me Virus hote hai jo humare Laptop me ghus jate hai. Jiski vajah se humara Laptop Hang karne lagta hai aur Slow bhi ho jata hai.
• Laptop me Keyboard ki surksha bhi karni jaruri hai. Is par Khane-Pine ki chije na giraye. Kyonki aksar aisa hota hai ki hum Cofee ya Khane-Pine ki chije Keyboard me gira dete hai. Jisse humara Keyboard kam karna band kar sakta hai. Iske bachav ke liye Keyboard Protect Jarur lagaye.
• Laptop ko On karne ke bad pahle achhe se Refresh kar le uske bad koi kam kare. Kyonki Refresh karne se Laptop Taro-Taza ho jata hai aur Sare Application sahi se kam karne lagte hai. Jisse humara Laptop Fast chalta hai.
• Laptop Off karte samay samay Shutdown pura kare. Kyonki aksar hum jaldbaji me Laptop Shutdown kar dete hai. Aise me Application ya Oprating System hang ho jata hai aur band hone ke bavjud chalta rahta hai, jab tak ki Power khatam na ho jaye. Is liye Dhyan rakhe ki Laptop ko sahi tarike se Shutdown kare.
Ye Post Bhi Apko Padhni Chahiye -
Computer Ka Speed Badhane Ke 5 Tips
Dosto aap in 5 tariko se apne Laptop ka Rakhrakhav achhe se kar sakte hai.
Agar apka Computer ya Laptop se Related koi Sawal hai to Comments ke jariye puch sakte hai. Aur Humare Naye-Naye Post Ke Update Apne Email Me Pane Ke Liye Hume Subscribe Jarur Kare.
76 Comments
bhai mere lapy me mera sara pic album shortcut bn gya h bhut sare pic h pic open hi nhi ho rha h
ReplyDeleteplz help kro pic open krne pr ye likh rha h
windows photo viewer can't open
this picture because you don't have
this correct permissions to access
the file location.
plz reply me.....
Apke lapy me virus khus gya hai ise turant Format kare.
ReplyDeleteMera lappy hang ho gya h or shut down ni ho rha h so plz help me. Mai kaise shut down kru plz rply fast it's urjent
ReplyDeletePower On key ko daba kar rakhiye off ho jayega...
ReplyDeletei am intrested computer
ReplyDeletesr mera laptop band hone k bad jal open nahi hota lagbag addha ek ghanta le leta hai phir v on nhi hota.
ReplyDeletehello sir mera laptop dell company ka hy or bohat slow chal raha hy hame kya karna yoga
ReplyDeleteAap laptop ko Format kariye thik ho jayega.
ReplyDeleteAap laptop ko Format kariye thik ho jayega.
ReplyDeleteBhai mera laptop 1saal 6 machine ka hai aur jb hum isko uthata noon ya move krta noon to band ho jaata h aur apne aap restart ho jaata h ????
ReplyDeleteMain kya karoon..
laptop ke ander koi problem hoga Battery ya kuch aur bhi ho sakta hai. aap ek bar ise sevice centre me dikha le.
ReplyDeleteSir,mera leptop open nahi ho raha hai aur raat men ac chala kar sota hoon
ReplyDeleteEk din mai sokar wutha aur chalu kiya to nahi chalu huwa 2-3 baar on of kiya to chalu huwa aur usake kuchh din baad ekdam se band ho gaya jab chalu karta hoon to caps lock men baar baar light deta hai mujhe kya karna chahiye
aap ek bar service centre le kar jaye kyonki mujhe hardware me koi problem lagta hai..
ReplyDeleteSir,agar leptop ki baitery bahar nikaal kar leptop chalayenge to leptop men kharabi aane ka dar rahta hai kya , lekin agar baitery lagakar leptop light se chalayenge to baitery ki life kharab nahi hogi,
ReplyDeleteSir,Please tell me
jab bhi laptop chalaye battery dal kar ke hi chalaye. aur laptop charging ke waqt laptop jyda use na kare. jitna ho sake battery ko full kr ke fir use kare.
ReplyDeleteSir ye bataiye ki HP ke laptop ke jo internal parts jyada original hote hai ki dell ke please answer dijiye
ReplyDeleteDono hi Original hi hote hai. Lekin HP laptop jyada achha hota hai.
ReplyDeletesir mira laptop ko on karti he resart honi lagata hai or on bhi nahi hota hai
ReplyDeletejab ham laptop ko chala raha tha tab os me ek ofsan aaya tha bo ye hai pc resart kari to ham ne 10 hr bhar diya or pc ko chalate rahi or sutdown kar diya
ReplyDeletephir os ko ham ne khola to bo on nahi ho ho raha hai
Hiii
ReplyDeletesir
Muje new leptop kharidna hai to konse company ka accha rahega "Dell" ya "Hp"
Me apko HP lene ki salah dunga..
ReplyDeleteHiii
ReplyDeletesair
mene hp latop kharida hai, par laptop mey jab start karta hu to andar light jalti hai ,par kuch function nahi dik raha hai kya karu?
Bhai mera lapy ki charging nahi chal rahi kya krau Bhai
ReplyDeleteLaptop me folder tha mera name ka usme song videos important thi to bo gol ho gye h khi nhi mil rhe h kya kru baps lane ke liye
ReplyDeleteHi sir mere leptop charger pin se arthing aata h kya vo leptop ko koi nuksan pahucha sakta h........
ReplyDeleteArthing ka kya karu....??
Arthing aane se apke laptop ko nuksan ho sakta hai. isko rokne ke liye aap apne ghar ke bahar ek lohe ka rod jamin me gaad de aur us se ek wire nikal kar apne ghar ke arthing me jod de. is se arthing ki samsya khatm ho jayegi apki...
ReplyDeleteMere laptop me jo application pehle se the...jese music..video..Skype. aur b.. koi bhi open bi ho re h
ReplyDeleteMera HP ka leptop bohut slow ho gaya hain kya karoon. Laptop ko run bhi kiya hain. Antivirus bhi hain.
ReplyDeleteHello
ReplyDeleteSir Mara laptop on ho rha lakin uski screen nhi arhi h
yrr laptop me lock lag gya h or ab password yaad nhi aaraha kya kru jo unlock ho jaye or saara data bhi save rahe.
ReplyDeleteDear sir
ReplyDeletemere laptop over heat ho raha h or band ho raha
fan bhi band h kya kare please sir help me
hp pavilion g series
sir me iball company ka laptop Lena chta hu qki ye sasta he ky isme msoffice ms exal or internet chlega
ReplyDeleteajay barthwal Laptop Bechane Wali Bahut Saari Company Hai, Unme Se Iball Company Bhi Hai, Aap Jo Bhi Company Ka Laptop Loge Usme Internet Aur Ms Office Jarur Chalega
ReplyDeletesir, mera email id thik se kam nahi kar rha h jab m use kholta ho to Error
ReplyDeleteSome Gmail features have failed to load due to an Internet connectivity problem. If this problem persists, try reloading the page, or using the bassic html
version. Learn More.
Vivek Kumar Aap Ne Gmail Ki Setting Badal Di Hogi, Setting Change Karde Ho Jayenga
ReplyDeletesir mera laptop hp ka h i3 20 minut net use krne per sutdown ho jata h fir use on krna padta h sir kya prblm h
ReplyDeletenet use krne per mera laptop apne aap sutdown ho jata 15 minut chlane per
ReplyDeletesir mera laptop hp akhilesh wala hai vo vaise to thik chalta h but net chalate time hang karne lagta hai kya problem hai sir usme
ReplyDeleteAbhiskek Jo Goverment Deta Hai Usme Kahi Na Kahi Problam Rehta Hai.
ReplyDeletehi mera dell inspiron5 laptop hai ye 4 saal ho gaya hai ab ye jab vi chalu karke kaam karta hoon adhe ghante baad band ho jata aur phir se chalu karna padta hai aur ek baat charging me lagakar kaam karne par jab charge pura hota hai tab charger off karne par vi band o jata hai aur kuch ky button kaam vi nshi ksrte kya problem ho sakta hai ???????
ReplyDeletebhai aapki battery me problam ho sakta hai
ReplyDeletesir mera leptop swich off rehne par bhai hit ho raha
ReplyDeleteJaha Se Laptop Liya Hai Waha Dikhai Woh Problam Swol Karke Denge
ReplyDeleteBrother laptop ki charging full hote ha battery bhe sai kam kar rahe hote aksar par aksar laptop chalta chalta band ho jata... front par jo charging conected ki lite hote woo blink karna lag jati mean esa show karti jesa charging low but charging full hote ha again restart karo to chalna lag jata par phr thori dair bad again yahe problem... liitly tensed about it yeh kya problem ho sakti
ReplyDeleteSir Aap Ke Laptop Me Problam HO Sakta Hai, Ya Battery Me Problam Ho Sakta Hai,
ReplyDeleteHmmm sai sir.
ReplyDeletePar sir.bilkul abhe ki bat 1 hour ho gya without off chal raha. But sometimes achanak.
To kya lagta ka battery ka prob bhe o sakta
Sir'' mera leptop me achanak se keyboard kam karna band ho gya h'' bs do tin buttons kam kr rhe h'' jaise space ' back space and inter
ReplyDeletesir mera laptop Toshiba ka h m jab bhi kam krta hu ispe to charging m lga kr krta hu aur charging se nikalne pr on nhi hota h kya kru
ReplyDeleteMeri window 7 crept ho gai cd se kar rahe insall nhi hori
ReplyDeleteMujhka janna hain ki digital signature kaise create hote hai.
ReplyDeleteSir mera laptop charging se connect karne per jo light laptop me jalti ho wo fast jl rhi hai but charge nhi ho rha. kya kru sir pls
ReplyDeletelaptop me keyboard m kachra ghus gaya h .
ReplyDeletese key kaam ni kar ri
Sir acchanak se mere lepi k saare function and key not working then me kya kru
ReplyDeletemera delk ka laptop chalu nhu ho rha hai charging ho rha hai but display blank dikha rha hai
ReplyDeletemera dell ka laptop chalu nhi ho rha hai charging ho rha hai but display blank dikha rha hai
ReplyDeletebhai mera leptop bohot ziada heat prodouce karta h and charger bi bohot gharm hota h .kia krna chahiye?
ReplyDeletesweety tum apna laptop format kare jaisa tha aisa ho jayenga
ReplyDeleteMera leptop Windows7 pavilion g4 h
ReplyDeleteMain jab apne leptop ko on karta hu
To on hone me 1 ghanta lagta h
Pli..z help
Dir mera laptop ka hdd hoga full ho gaya hai kuch problemnahi ho
ReplyDeleteSir mera laptop ka jo haat ka nesaan hota hai o screen par nahi maan raha hai kya kare
ReplyDeletemere laptop main start Karen par full on NAHIN HO RAHA HAI PLESE ESG POWER SETARTAP KA MESGE RUK RUK KAR AA RAHA HAI HP KA LAPTOP HAI please help
ReplyDeleteSir g mera laptop dell ka hai pura new hai 15dys ka wo raat m m chala kr soya subha se wo on nhi ho rah kya karun
ReplyDeletesir laptap hp me jab ham chaegar lagate hai ho to white jalalane lagata hai or not charging batata hai sir ji isake liye hum kya kre
ReplyDeletesir ji mera laptap hp ka hai charg lagane par white jalata hai ornat charging batata hai to mai kya kre
ReplyDeleteMera Laptop battery sabse jayada low ho gaya hai to battery charge nahi le raha hai battery 0 percent hai charger lagane ke baad 30sec red ke baad white ho jaata hai lekin charger lagane per laptop open ho jaata hai
ReplyDeleteSir Maira laptop HP laptop hai or Maine us Karen ke badh band Kar Diya tha on ho raha hai bat on key key light Jalne ke badh band Ho jata hai
ReplyDeleteSir plz Kuch bolo aim berry anhappy
ReplyDeleteTapman jyada kam hone so ur problem Ho jate hai no problem use Jada farm mat hone Dita karo
ReplyDeletesir mera loptop hp ka hain jab main on karta hoon toh mera loptop on hone se pehle pin pin ki aabaaz karta hai aisa kyo akrta
ReplyDeletesir meta dell ka leptop h window 8 tha but hum ne 7 me cheng kr liya tha leptop on krne pr on off ho rha h left me upar chhoti si light si show hoti h or dell likha ata h fir of on hota hi rehta h pls sir tell me ise kaise sahi kre
ReplyDeleteHello jaydeep g mera laptop on ho jata h ..lekin on hone k bad starting Windows par hi rook jata hain.. software nhi aata h..kya kre
ReplyDeleteSir mera laptop on karte hi start menu automatic open ho jata hai aur jab tak ek bar start menu buttom ko na dabaye tab tak koi kam nahi karta hai kya kare kuch samajh me nahi aa raha hai help me...
ReplyDeletesir , mere pas (Dell vostro 1015 ) laptop hai or isaki battery one year se kharaab ho gai hai, mughe isame nai battery lagvani hai , but problem ye hai ki dell ki website par chack karne par likha aa raha hai ki iss model ki battery ka production band ho gaya hai. amezon, flipcart par kai sari battery ke option hai jinki cost Rs. 1500 se Rs 3000, Rs 4000, Rs 5000 tak hai , mere sahar ki dukaano me bhi kuchh Rs 1500 se Rs3000 tak price ki battery mil rahi hai. pleas mughe bataaye mai kon si battery khareedu jo 3 ghante ka backup de???? kya mughe kahi se original battery mil sakti hai ???? pleas help.......
ReplyDeleteMera laptop ka menu button kaam nhi kar rha Kay hua kese karega wo kaam pehle open ho rha tha ab nhi open ho rha tell me plzzz sir
ReplyDeletemera lapy bht heat krta h n chlte 2 apne of window sleep hojata h 2 hrs me hi ..kya prblm h n mje kya krna chahiye ,,,tell me sir plzzz..
ReplyDeletesir mera laptop asus ka hai yah shudown nahi ho raha hai mujhe bataiye me kya karu
ReplyDeleteApka comment humare moderation ke bad dikhai dega. Isliye comment karne ke bad pritksha kare. bar-bar ek hi comment na kare...