Hello Dosto maine apne pichle post me bataya tha ki kaise hum apne Computer ki Speed badha Sakte Hai. Lekin agar humare Computer me jyada virus ho jaye to humara Computer hang katne lagta hai aur slow bhi ho jata hai.Aise prastithi main hume majburan apne Computer ya Laptop ko Format karvana padta hai. Humese adhiktar longo ko pata nahi hota ki Computer ya Laptop ko Format kaise karte hai.
Isliye aaj main apko puri details me bataunga ki Computer ya Laptop ko Format kaise karte hai.
Click Here to Reading More >>
Computer Ya Laptop Ko Format Kaise Kare:~
Computer ya Laptop ko Format karne ke liye apke pass Window 7/Window 8 ka Format Disc (Bootable DVD) hona jaruri hai. Agar apke pass nahi hai to aap Market se banva sakte hai ya Online Download karne ke liye yahan Click kare - Download Window Operating Systems.
Format karne se pahle apne jaruri Files ka Backup jarur banale.
Ab niche diye Steps Ko Follow Kijiye -
Step 1) Window 7/Window 8 ke Format Disc (Bootable DVD) ko CD/DVD Rome me dale aur Computer ko Restart kare.
Step 2) Ab jaise hi apka Computer ya Laptop Restart ho kar On hoga vaise hi apko ENTER Press karna hai 4 se 5 bar, uske bad apka Booting Proccess Automatic Start ho jayega.
Agar apka Booting Proccess Automatic Start na ho rha ho to uska dusra tarika bhi hai.
Dusra Tarika - Jab apka Compoter Restart ho kar On hoga vaise hi TAB+F12,F10 ya F8 Press kare. fir CD/DVD Rome Boot Slect kare aur 4 se 5 bar ENTER Press kare. Uske bad Window is Loading File dikhai dega aur Booting Proccess suru ho jayega.
Step 3)
1. Language Select kare aur niche 2. Next par Click kare. |
Step 4)
Install par Click kare. |
Step 5)
1. Apna Oprating System chune jo apka Computer ya Laptop Support karta ho 2. Next par Click kare |
Step 6)
1. Terms ko Accept kare 2. Next par Click kare |
Step 8)
1. Syestem Partition (C Drive) Slect Kare 2. Drive Option (Advanced) par Click Kare |
1. Format Option par Click kar ke Format kar de 2. Next par Click kare |
Step 9)
Ab Oprating System Installation Start ho jayega. |
Jab ye 100% hoga to apka Computer ya Laptop Automatic Restart ho jayega.
Step 10)
Ab apko apne System ka User Name dalna hai jo bhi aap rakhna chahe. |
Step 11)
Ask me later par Click kare |
Step 12)
Time aur Date Set kare |
Congratulation apka Computer ya Laptop Successfuly Format ho chuka hai.
Humare Ye Post Bhi Padhiye :~
- Computer Me OnScreen Keyboard Ka Istemal Kaise Kare
- Android App Kaise Banaye
- Online Adhar Kaise Download Kare
Lekin ab aap dekhenge ki apke Desktope pe sirf Recycle Bin ka Shortcut aa rha hai. to ab apko My Computer, User Profile Shortcut lana hai apne Desktope par.
Desktope Par Shortcut Kaise Laye:~
Sabse pahle apne Mouse me Right Click kar ke Personalization Option par Click kare.
Personalization me upar Change Desktope Icon par Click kare |
Shortcuts ko Select kar ke Ok kar dijiye |
Shortcut apke Desktope par aa gaya hoga.....Enjoy !
Apko agar Formate karne me koi dikkat aa rhi ho ya koi Step samajh me na aaya ho to aap mujhse Comments ke jariye puch sakte hai.
Aapse nivedan hai ki humare website ko Email par Subscribe jarur kare taki humare naye Post ki jankari apko milti rahe....Dhanywad!
299 Comments
Hi Vinay Aap Ne Apne Blog Par Facebook Comment System Kaise Lagaya Btao Please
ReplyDeleteVinay ji Step By Step Bteyeh Please
ReplyDeleteAgar aap Whats App use karte hai to aap mujhe WhatsApp par Contact kare....ya Facebook ka Massage kare main apko details me bataunga...Ok
ReplyDeleteBhai mera whatspp number to nhi he bhai fb par batana mojhe aap kal ka time bata do mein us time mein fb par online ho jahonga
ReplyDeleteOk Aap mujhe kal Rat 9 P.M tak fb par massage karo main puri madat karunga apki...
ReplyDeleteOk Brother
ReplyDeletevinay ji driver kaha se dalenge
ReplyDeletereply me please
Driver ki DVD Disk hoti hai...
ReplyDeleteJab apne Computer kharida hoga to uske sath apko mila hoga na..
Use Install kare...Ok!
Windows program kaise band kare
ReplyDeleteWindows program ko kaise band kare
ReplyDeleteAap kya kahana chahte hai main samjha nahi ??
ReplyDeleteager laptop mai window xp ho tab kaise format kare
ReplyDeleteWindow Xp ka bhi same proress hai..Sirf aapko instruction ko follow karte jana hai.
ReplyDeleteKya windows xp pr whatsap chala sakate hain or o kaise
ReplyDeleteHaa chala sakte hai par iske liye sabse pahle apko BlueStacks app player Download karna ho ga PC me uske bad aap Whatsapp desktope me run kar sakti hai.
ReplyDeleteWow! Simply spectacular! Thanks a lot for the information discussed! I recognize you have placed a bunch of initiative right into this and I wished to tell you exactly how grateful I am! There have to be more blog sites such as this on the web! I will certainly bookmark and subscribe to your outstanding site! Hope you put out much more awesome stuff in the soon as well as I will certainly come back as well as read it! Maintain the magnum opus!
ReplyDeletesir hamare pc par cd display nahi ho raha hai
ReplyDeleteKon si CD display nahi ho rhi hai...ho sakta hai CD kharab ho..
ReplyDeleteSir ap is website se hr month kitne paise kma lete ho ?
ReplyDeleteSorry me nahi bata sakta apne earning ke bare me...
ReplyDeleteOneKey Recovery kya hii
ReplyDeleteOne key Recovery ek programe hai jisse hum facotory reset karne se pahle asani se backup create kr sakte hai..
ReplyDeletefull format kaise maare
ReplyDeleteformat mare rahe hey to nahi maara raha hey
ReplyDeleteSare process thik se kariye ho jayega format...
ReplyDeleteFull karne ke liye c drive ke sath sare partition ko ek-ek kar ke format kare fir c drive me window install kare...
ReplyDeleteThanks bro......
ReplyDeleteVery useful trick
Hame ye bataiye ki agar hamare pass laptop hai or usme Windows7 hai or ham use windows8 karana chahate hai to kaise hoga
ReplyDeleteWindow 8 chadhane ke liye Aap window 8 ka bootable disk laga kar format aur window install kare.
ReplyDeletemere pass driver bekup hai kese install kare.
ReplyDeleteJaise software install karte hai vaise hi karna hai setup par click kar ke next karte jaye ho jayega...
ReplyDelete8826537790 Abhinandan sharms
ReplyDeleteSir mera hp ka laptop format nahi ho raha hai apke bataye instruction se kai dusra upay ha
ReplyDeleteAap ko kis process me problem aa rhi hai details me bataye...
ReplyDeleteMene apane leptop ko direkt batry nikal diya tha to tab se on to ho raha h par apne aap band ho ja raha h .,kese thik hoga
ReplyDeleteआप अपना लैपटॉप service Centre लेकर जाए। क्योंकि मुझे तो आपके laptop मे hardware का problem लगता है।
ReplyDeleteMera win 8 hai ,main win 10 banana chahta hu.....aapne jo link post kia usme bahot sare win 10 dikh raha h...mujhe kon sa driver download karna hai pls bataiye....
ReplyDeleteSuperb bro you genius aapki wajha se mai apna pc format karne safal ho gaya...
ReplyDeleteYou are awesome Dude
Apke System me jo supported hai yani ki 34 ya 64 bit mese koi kar sakte hai...
ReplyDeleteहेल्लो गुड मोर्निंग विनय सर
ReplyDeleteमेरा लैप टॉप thinpad उसको कैसे फॉर्मेट करे जब हम करते है तो
विंडोज बूट मनेजर दे रहा है उसके बाद इंटर प्रेस कर रहा हु तो भी कुछ नहीं हो रहा
प्लीज हेल्प मी
Window 7 me all file window media player me open ho rhi h usko kese thik kare reply me fast
ReplyDeleteApne sayad Window Media player ko Default Player set kar diya hai. Aap right click kar ke Open with me jakar change kar sakte hai ise..
ReplyDeleteJab laptop On ho usi samay Tab press kar ke F12 ya F8 press kare. fir ek menu ayega jisme apko CD/DVD rome boot par click karna hai. fir apka booting process suru ho jayega uske baad Enter press karte jaye...
ReplyDeletehello sir
ReplyDeletemera computer open nhi ho rha bass CNT+alt+del hi show kar rha hai kya karun
Aapko fir se Format karna hoga...
ReplyDeletekyonki apne pahle Formating ke doran puri Process nahi ki hogi sirf Format kar ke chhod diya hoga aur Window install hi nahi kiya hoga apne. Isliye aisa sow rha hai. So don't worry fir se Format kare thik ho jayega.
Hello bro
ReplyDeleteMene apne PC me windows 7 install karne k liye c drive format ki thi uske bad restart hua apne aap or fir CPU on hua but display pr kuch nahi aa rha mouse,keyboard kuch nahi chal rha he bhai...plz slove it.....
Ho sakta hai hardware ka problem ho apke system me...
ReplyDeleteAap check kr le ki Monitor aur mouse, Keyboard ke codes lage huve hai ya nahi...
Good morning Vinay sir mera laptop acer ka hai mujhe usme windows7 dalna hai.par mai bahut kosis kiya lekin nhi ho pa rha hai.plzz help
ReplyDeleteSir mera laptop Acer ka hai use mai kaise format karu.apne jajse btaya waise mai kaibar format karne kosis ki lekin nhi ho pa rha hai.sir mai bhut paresan hu plzzz sir mai kaise format karu.plzz hellp
ReplyDeleteAap Apna Whatsapp Number de Please
ReplyDeleteAap Apna Whatsapp Number de Please..
ReplyDeleteAbout Us page me diya hai maine.
ReplyDeleteAap process ko sahi se kare ho jayega. Aur aap mujhe bataye ki kon se step me dikkat aa rhi hai apko. fir me akpi help karunga.
ReplyDeleteKis Step me apko Problem aa rhi hai mujhe bataye fir me apki help karunga.
ReplyDeleteApko mera Whats app no. About Us page me mil jayega.
ReplyDeleteSar ji mera usb keyword sa ma jab bhi boot fil kholta hu to mera keyword response karna band kar deta ha ma kya karu
ReplyDeleteDusra keyboard use kar ke kariye ho jayega.
ReplyDeleteVinay ji mera laptop currupt ho gya h aur mera CD drive bhi nhi kam karta aur boot manager error bta rha h kaise format kru
ReplyDeleteAap bootable pandrive se apne laptop ko format kar sakte hai gar aapka CD drive kam nahi kar rha hai to....
ReplyDeleteMra laptop lock ho gya h muje open krna h but SB save rhe... Sir help me
ReplyDeleteAap is link par click kar kr Password Recovery Tool Download kar sakti hai. Download karne ke baad Ise kisi DVD ya Pandrive me dal le aur Laptop ko Restart kar ke jis drive me apne Recovery Tool dala hai use boot karaye. Fir aap Paassword ko recover kar payengi bina koi data lose kiye.
ReplyDeleteभाई मेरे पास बूटेबल पेन ड्राइव है इससे विंडो 7 कैसे फॉर्मेट करके दोबारा कैसे डाले प्ल्ज़ भाई हेल्प मई
ReplyDeleteBootable Pan drive ko PC me lagane ke baad restart kare aur jab PC start ho to TAB+F8 dabaye aur Bootable Pan drive se boot karvaye. Fir aap Format kr payenge
ReplyDeleteHi I'm govind Kumar Jha please help me computer problem please whatapps nos digital ga
ReplyDeleteMy whatapps number is 7549166398
ReplyDeleteHell yarr mere laptop me laptop ka web cam nahi chal raha to uske liye kya karu
ReplyDeleteMere laptop ka disply pura nila pad gya h ye kaise thik hoga
ReplyDeleteho sakta hai apke laptop ke web cam me koi problem ho ek service centre me le kar jaye.
ReplyDeleteAap mujhe Whatsapp par contact kare. About us page me whatsapp no. diya hai.
ReplyDeleteAap mujhe Whatsapp par contact kare. About us page me whatsapp no. diya hai.
ReplyDeleteApko service centre le ke jana hoga.
ReplyDeletesir me computer me local disk d drive kaise
ReplyDeleteBaneye
Format karte waqt aap kar sakte hai.
ReplyDeleteBhai aap apni,site par bahut acha kam kar rahe ho best of luck
ReplyDeleteSir mere pc me wifi conect nhai ho rha me market se cd lene gya tab cd nhai mili ab kiya kare
ReplyDeleteHello sir
ReplyDeleteMuje computer me sound system install karna hai iske liye muje kya karna hoga
Sir hamare pass windows 8 hai Hume 10 karna uske liye kya kare
ReplyDeleteSir farmat kaishe kiya jata hai
ReplyDeleteUska setup apne Computer me install kare.
ReplyDeleteHello vinay ji aapka whatsapp no ky hai...pls send me
ReplyDeletesumitsrk.kumar515@gmail.com
Filhal maine whatsapp chalana band kar diya hai so Aap mujhe mail kr sakte hai hindimejane@gmail.com pe.
ReplyDeleteWindow 8 users ko company free update provide kar rhi hai agar abhi tak apne Window 8 ko Window me Update nahi kiya hai to unke Official site se kr sakte hai. ya fir aap apne Operating System ko Update kare.
ReplyDeleteAap Pc me wifi conect karne ke liye wifi adapter use kar sakte hai.
ReplyDeletevinay ji pendrive se kaise windows 8 kaise daale
ReplyDeleteIske liye apko boot option me pandrive select karna hoga aur bootable pan drive ko hi boot karvana hoga. lekin dhyan rahe pan drive me sirf window 8 ka hi setup hona chahiye.
ReplyDeleteHello sir mai apna computer ko bootable bana kar full format marna chahte hey koi short tricks bataye Maine bahut kosis ki mughko se nahi Mara raha hey
ReplyDeleteSir mere pc me windows 7 hai aaur usme windows xp dono dalana hai to ky kare
ReplyDeleteEk baar format marne ke baad laptop mai windows 7 kaise install karu..mera laptop mai disk checking problem aaraha hai...kuch open nhi hu raha .shopkeeper format bol raha hai .windows 7 kaise karu phir
ReplyDeleteSir mera asus ka laptop hain uske sath CD diya use kaise install kre windows 8 plz help sir
ReplyDeleteHello Sir.....
ReplyDeleteMujhe kaafi dino se ek aisi hi website ki talash thi jisme mujhe mere sare problems ka solutions mil sake,
Mere pas TOSHIBA KA i5 core ka Laptop hai jisme mujhe kaafi Dino se ek problem pareshan kar rahi hai please sir... mere problem .ka solutions bataiye.....
PROBLEM==> mai jab v apne laptop ko use karta hu to o 10 se 15 minutes me Automatic shutt down ho jata hai aur phir open karne par phir shutt down ho jata hai bas sir yahi problem hai mere laptop me please Sir... help me......
I wish ki aap mere problem ka jald hi solutions batayenge.........
jab delet delet karke farmat marte hai tab kya kya dabana padhta hai ? please help me
ReplyDeletesir mera lapto me windows 8.1 tha jo change karke abhi window 7 hai..sab thik hai but internet connection nahi ho raha hai.plz help
ReplyDeletewindow 7 pendrive me kaise bootebal hota hai aur software ko khali cd me kaise bhejte hai
ReplyDeleteSir wifi kaise hach karten hai bata dejiya na plz
ReplyDeletedear vinay bhai mera cpu on hai but display nahi aa raha hai
ReplyDeleteplz help me
Sir mera laptop lenovo ka hai format nahi ho raha hai kya Kate or mere pass CD v nahi hai or laptop me win 8 hai
ReplyDeleteOr CD win7 sent kam ho sakta hai kya jarur mai kare
Leptop formet karne se data delete ho jata hai kiya
ReplyDeleteBro Bootable usb Jb Pc Ko lagata Hon to pc k start hony Pr F12 Press ker Sy Jha Ubs ka opption ata Wo nahi ata to Wo kaisy ay ga.
ReplyDeletePc Start hote samay F12 ya F8,F11 Press parne karne ke baad apko USB Drive se boot karna hoga.
ReplyDeleteHaa hota hai, lekin agar aap sirf C drive Format karte hai to sirf C drive ka hi Data Delete hoga.
ReplyDeleteWindow 7 se bhi ho jayega lekin fir apko Window 7 hi install karna hoga.
ReplyDeleteVinay ji
ReplyDeletemai ek softbear me se excel sheet export karke seve kar raha hu to desktop par save karne ke liye option nahi de raha hai mai kya karu
thanks
sonu madheshiya
Hello dost mera laptop buhat salo chal rha hai usay fast kasay karien mujhe zara bataiegay agar ap mere help kariengay to apke buhat merbhani hojaiegi
ReplyDeleteWindos aur dos operating system ke bich mukhya antar kiski yogyata hai
ReplyDeleteMultirask
Speed up
Run a program
Argent hai
Its great and very nice thank u, i wish everybody will be like this....by ravi sidu..from chaibasa city.
ReplyDeletebhai mere pas hp ka lap top hai usme windows 10 hai ab muje mera lap top formate bhai mere pas hp ka lap top hai usme windows 10 hai ab muje mera lap top formate karna hai mere pass windows 10 ka setup hai jo pen drive me hai me formate karna hai par nhi ho raha hai
ReplyDeleteJis pan drive me setup hai use boot karvaiye fir format le lega.
ReplyDeleteMasaaalalah bahut aacha
ReplyDeletenhi ho raha hai pen drive bootabale hona jarori hai kya mere pass to sundisk ka pen drive hai mene restart karke enter keya par formate ho he nhi raha hai
ReplyDeletekya market me ese dvd milte hai jo mere pass windows10 ka set up hai jo usme dalne se lap top me formate ho jata hai
ReplyDeletemene bhout kosise ke leken ho nhi raha hai aap wala pura prosse keya par nhi ho raha plz help me
ReplyDeleteboot ka option dvd/pendrive change karna ho to kese kare kyu ke mere pass pendrive hai yadi dvd se hota ho to me market se khali dvd lekar avu
ReplyDeletebootable pan
ReplyDeletedrive kese hote hai kya banane padate hai
mere dell ke laptop me moush pointar nahi aa raha ke kese aaye ga bhai win 8 dali he ushme mene
ReplyDeletesir main puchana chahta hu ki aapne jo step9 mai (Ab Oprating System Installation Start ho jayega) jo diya hai laptop par window chadate hai toh step 9 ke pehle teen option poore hone ke baad dubara window automatic start ho jaati hai please sir bataiye
ReplyDeletethanks bhi ho gya formate par ab jo mere pass windows 10 ka setup hai us se fromate c to ho rahe hai baki wale fromate karne ka option nhi aa raha hai
ReplyDeleteBanani hoti hai...
ReplyDeleteHi sir mere leptop me charfing nhi ho pa rhi h
ReplyDeleteOnly 0% available (charger pluged in. Not charging) is type se aa rha h
Kya samsya plz btaye
Hello, sir mere PC par achank ek flash sa aata h kabhi kabhi, jaise ki display me kuchh problem ho ya phir windows me, sir isko thik Karen ka koi upay bataye, mere PC me window 7 hai., Maine window phir daali thi uske baad bhi aata hai lekin kam aata hai
ReplyDeleteMera computer me apna password bhul gaya hu to an kya kar vinay Bhai plz helps..
ReplyDeleteVinay Bhai Mene Windows 7 ki formatting DVD download ki hey to isko PC me kese Dale ..plz plz help me...
ReplyDeleteAapka number do plz
ReplyDeleteमैने acer का लेपटोप लिया है लेकिन cd dvd कुछ नही है कैसे चालू करु अभी पहली बार चालू कर रहा हु नया है १५ मिनट मे अपने आप बनद हो जाता है कया करना होगा बताऐ
ReplyDeletesir-
ReplyDeleteMere Computer me ek Folder lock app hai mai usame ki data akha hoo.Par mai usaka lock code bhool gaya hoo.us app ko jab mai Uninstall / Remov karata hoo to vah Uninstall bhi nahi hota hai.
Please help me.
vinay bhai mera pc automaticaly restart ho raha he.window dalte time restart hota he....me kya karu?.smps thik chal raha he.our clean he
ReplyDeleteMuche ko apna desktop formats karana sir Ji kaise kar mera ki mere hard disc ka baki drive bahc jay
ReplyDeleteHai sir Aadhar card online kaise banta hai sir please website bataiye
ReplyDeleteBhai mere computer main window 7 ultimate hai mere PC main default program main desktop main lag gaye jaise main koi bhi browser open karne ki koshish karta hu Jo default program se install kiya vahi khulta hai
ReplyDeleteEx-
Jaise Maine chrome download kiya uske baad vah default program me Jake ik ko chosea krne ko kehta hai an ko chos karke install karta hu chrome desktop pe nahi aata default program aata hai
Pls help me
mere laptop me koi bhi softwere kholne per ms word kyu open ho raha hai ...plzz answer me fast
ReplyDeleteyer viny bhay agar apan ojola hota hi na us per site dalte hi agar vo site delet ya khatam karne ho to kya kare
ReplyDeletesir anti virus update jese krun
ReplyDeleteSir drive kaise banaya jata hai
ReplyDeleteInternet conect kar ke antivirus update hoga
ReplyDeletemera computar pura on nai ho raha h windows likhne ke baad automatic off ho ja raha h ?? Pliz help me
ReplyDeleteVinay ji him laptop KO formet kaise Kate.
ReplyDeleteLagta hai apne Post nahi padhi pahle mere is post ko padhiye aur bataye gaye steps ko follow kar ke apna Laptop format kar sakte hai..
ReplyDeleteComputer ko Format kare...
ReplyDeletekon se drive ki baat kar rhe hai aap...agar aap Partition banane ki bat kah rahe hai to Format kate samay ban sakta hai...
ReplyDeleteSir mere laptop ka wifi band ho gaya h mane use restore kiya tha ab wifi on he nahi ho raha h kaise on karu wifi ko
ReplyDeletePane ne post kiya h .....mere pc m nahi ho rha h kyu
ReplyDeleteSony laptop me window nhi ho RHA he pen drive se
ReplyDeleteBhaiya windows 10activate karna hai windows 7 se maine 10 install kiya par WO krne k bad me mere laptop ka brightness kam nai ho rha hai or use activate kaise karte hai meri koi help kar skte ho kya my big brother
ReplyDeleteSir kya lenvo laptop jab buy large h to usme Jo window ka software hota h o original hota Hai kya?????????? ,,,,,,
ReplyDeletehelpful artical sir
ReplyDeleteWindows 8.1 me dextop per dongal ka icon show nahi kar raha hai kya kare
ReplyDeleteHello mere pc m koi bhi file na hi save ho or jo h vo delete ho Rahi or date and time change ho raha h pls help me
ReplyDeleteAap apne PC me C drive ka Backup lekar Format kare thik ho jayega
ReplyDeleteSir mere pass hp ka laptop hai jis me f12 wali button me wi fi ka symble bana huwa hai sir mai pahle jab us button ko press karta tha to on ho jata tha aur ab karta hu to on nahi hota jiski waja se mobile se net connect nahi ho pata hai
ReplyDeleteSir pen drive ko bootable kaise banaye
ReplyDeletethnk u so much..
ReplyDeleteaapka rules ko follow krke aaj main khud hi format kr liye.. . thnk u again
sir mai apne computer me win7 dala .lakin ak samsya hai ki mp3 aur video chalane par aawaj nahi aa rahi hai. kya karu .
ReplyDeleteplease help me.
Sir mere pass windows 7 ka formatting site mere pendriv me hai kya pendriv se mere computer formatting ho jyega
ReplyDeleteOr mere pass window 7 ka formatting CD nhi hai internet we windows 7 ka formatting download kiya hai
Sir mera computer chalu nhi ho RHA aab kaise chalu hoga
ReplyDeleteMERA EK COMPUTER HAI D DRIVE ME KUCH V NAHI HAI PAR FULL DIKHA RAHA HAI USE KHALI KAISE KARE
ReplyDelete[…] Also Read → Computer Ko Format Kaise Kare […]
ReplyDeleteHlo mujhe bios setup me password reset karne hai o kaise laptop me
ReplyDeleteHello sir mera name Ayush mewara he sir mere pass window xp computer he jo sir Dongle se Connect nahi ho raha he
ReplyDeleteSetting me Problam Hoga,varna aap ko company ko call karna padenga
ReplyDeleteVery much thanxxxxx sir...
ReplyDeleteTHANK YOU............
ReplyDeleteLaptop Pc Ki Speed Badhane Ka Ye Sabse Accha Tarika Hai
ReplyDeleteThanks Surendra
ReplyDeleteMuje aap ka whatsaap number doge bhai mera whatsaap number hai=9950869356 or aap ka whatsaap mere number par msg kar dena bhai plz yarr kal tak plz
ReplyDeleteBhai aapka what's app no milega plz mera 9572924902 no ye h plz msg kijyega
ReplyDeleteMera Whatsapp Number Leke Kya Kaam Hai, Aap Ko Koi Problam Hai To Muje Comment Karke Baata Sakte Hai Aatish Bhai
ReplyDeleteSr mera laptop me koi program n chal pa RHA hai . ward me typing kro rhe hai to n ho rhi hai .pls sar reply me.
ReplyDeletePooja Ji Aap Ne Lapptop Ka Setting Badal Diya Hoga, Jaha Se Laptop Purches Kiya Tha Waha Se Setting Karva Le Sab Program Kaam Karne Lagenge
ReplyDeleteBhai mujhe apse laptop formt krna aur window krna sikhna h mera whatsup no. 9690903526 plz halp me
ReplyDeletejaydeep ji mobile se twitter par website ko paste kese karoon
ReplyDeletesunny roy ji aapka windows konsa hai
ReplyDeleteMe Windows 7 Ka Istemal Karta Hu, Kyu Ki Woh Muje Badiya Laga
ReplyDeleteAap Ko Jisse Post Ko Twitter Par Daal Na Hai Woh Post Ka URL Ko Copy Karke Twitter Per Paste Karde, Post Share Ho Jayengi
ReplyDeletearey bhai mujhe ye janna tha ki formate karne ke liye cd lagani hoti hai kya
ReplyDeleteya aese hi formate ho jata matlab bina cd ke
Computer Ko Formate Karte Hai To Aap Ko CD Ko Insttol Karna Padega, Pura Computer Me Se New Ho Jayenga,
ReplyDeleteVinay sir laptop ka password bhul gya hu kya kare mujhe samajh me nhi as RHA hai sir please bataye
ReplyDeletesir mere lenvo g50-30 Boot nhi ho RHA
ReplyDeletewaha ek message aata hai
an operating system wasn't found try disconnecting any drive that don't contaion an operating system
press Ctrl+alt+del to restart
sir ESE kese solve kre plz help me
prakash Kumar Aap Ctrl+alt+del button Ka Use Karke Restart Kare, Aap Ka Massage Wohi Kehta Hai, Massage Ke Mutabik Kare Ho Jayenga Problam Swol
ReplyDeleteसर मेरा मोबएल मिक्रोसोफ्ट लुमिया 535 है उस मे कोई अन्दोरिट अप्स इन्स्टल नही हो पा रहे है कृपया बताय कैसे होगा
ReplyDeleteAap Ke Mobile Ki Space Kam Kare App Insttol Ho Jayenge
ReplyDeleteHello sir,,
ReplyDeleteमेरा कम्प्यूटर एक दिन direct बन्द हो गया
तो फिर चालू किया तो screen में कुछ show
नहीं कर रही है....
2-3 बार ऐसा हुआ पर formatting करवाने मैं ठीक होजाता है...
पर घर में ही ठीक करना हो तो
सर...क्या ठीक घर में ठीक हो सकता है
सर..,
Aditya aap computer ghar pe formating kar sakte hai lekin aap ko cd insttol karni hogi, aap ko malum hona chahiye ki computer format kaise karte hai. nahi malum hai to kisi se kara le achha rahe ga
ReplyDeleteSir मेैं cd cpu मैे लगाता हूँ तो restart की बटन दबाता हूँ तो screen नहीं कर रही है शो ...
ReplyDeleteकुछ भी ...
तो सर कौन सी बटन दबाऊँ
.....
Please Sir help me
Disply Nahi Dikh Raha Hai Unke Bahut Sare Problam Ho Sakte Hai, Hard Dish Kharab Hone Se Bhi Aisa Ho Sakta Hai, Aap Jyada Prayog Mat Kare Dusra Problam Bhi Ho Sakta Hai, Aap Kisi Computer Reaper Karta Hai Use Bataye Woh Sab Sahi Karke Dega, Kyu Ki Compuer Direct Bandh Ho Jane Se Kai Problam Aate Hai
ReplyDeleteNhi hota hair sir fir dubara wahi message aata hai
ReplyDeleteSir mere leptop mai farmat nahi ho RHA hai sir leptop ko reset kare ESC button click karte ji options ana chahi DVD ridar oh nahi aata hai sir place bataye na
ReplyDeleteApna WhatsApp number dedo
Md Asfak Yaha Jo Tricks Batai Hai Is Tricks Se Kai Logo Ne Format Kiya Hai Aap Koi Galti Karte Hoge Is Liye Nahi Hota Hoga,
ReplyDeleteSir aap WhatsApp number mil skata hai aap se help chahiye
ReplyDeleteSir made leptop mai problem hai ki jab leptop ko restart karta hu to ESC ya F2 F12 key ko press karta hu to DVD ridar nahi aata hai
ReplyDeleteDvd Rider Me Koi Problam To Nahi Hai Na Varna Aap Sahi Ho Lekin Problem Ki Vajeh Se Aisa hota ho, Cheak kare
ReplyDeleteya mil sakta hai, aap muje parsanaly mail kare
ReplyDeletecomputer ko formet krne ke bad usme driver dalana padata h to driver kaise download hoga?
ReplyDeleteAap online Drive le sakte hai, lekin computer me bahut sare drive aate hai, bazar me cd milti hai woh kharid le to sab kuch aasan ho jayenga
ReplyDeleteHello sir, mera ek sawal hai ki - kya laptop me joystick se game khel sakte hain?
ReplyDeleteyes Khel Sakte Hai
ReplyDeleteSir mera pc formet nahi hota hai usme window XP hai sare step uss kar chuke hai
ReplyDeletePlease Sir REply kya karen
ReplyDeleteek cpu on nahi hota hai fan chalta hai formet karna hai kaise kare
imran bhai aap sahi tarike se kare computer format ho jayenga,
ReplyDeletewindow 7 32 bit oprating system dala hai window reactivation mang raha hai koi key chahiye please help me.
ReplyDeletesir mene apki trick se Samsung core2
ReplyDeleterooted ko lolipop m badalne ko kia par jab men recovery m zip file external storage we elect karke prosis kia uske baad mere mobile m 3 din we lgataar 4 circle ghoom rhe hai mene off karke on kia for bhi who goomrhe hai and booting ki awaj a rhi but on nhi hua kya karu bhai kya Mobil kharab ho gya ya sudhar sakta h
aap ne jo change kiya tha woh badal de ho jayenga
ReplyDeleteApka comment humare moderation ke bad dikhai dega. Isliye comment karne ke bad pritksha kare. bar-bar ek hi comment na kare...