Dosto Aap me se bahut se log apne Ek Android Smart Phone me Multiple Facebook Accounts chalana chahte hai Par Aap Ek se jyada Facebook Accounts Ek sath nahi chala pate.
To Aaj hum ek aise App ke bare me janege jisse hum Apne Ek Android Phone me Multiple Facebook Accounts me Login rah kar chala sakte hai.
Us App ka naam hai "Fast". Ye App aap Google Play Store se Free me Download kar sakte hai.
• Sabse pahle apko ye App Google Play Store se Download karna hoga.
• Download karne ke bad ise apne phone me Install kare.
• Install hone ke bad jab aap ise kholege to aap dekhenge ki Login ka Option aa rha hoga. Login par click kar ke apna Facebook User Name aur Password Enter kare.
• Ab apka Facebook "Fast" se jud gaya hai. Aap aise hi aur bhi Accounts jod sakte hai "Fast" App se.
• Agar apko aur bhi Accounts Add karna chahte hai to Menu me Login/Logout ke Option par jakar kar sakte hai.
"Fast" App Ke Fayde -
• Aap is App ki madat se asani se apne Status Update, Massages Send aur Photos Share kar sakte hai.
• Iska sabse achha Feachure hai ki aap Multiple Accounts me ek sath Login rah kar use kar sakte ho.
• Ye Default Facebook App se Fast chalta hai.
• Aap Themes ke Color aur Fonts ke Size ko Costomize kar sakte ho apne hisab se.
Ye Post Bhi Apko Padhni Chahiye -
Android Phone Ke Pattern Lock Ko Kaise Kholte Hai
To Dosto Aasha karta hun ye Jankari apke liye helpful hogi. Apko ye jankari kaisi lagi aap apne Comments jarur digiyega aur Hume Email par Subscribe jarur kare...Dhanywad!

3 Comments
website kaise bante h or aircel free net trick or bsnl free net trick
ReplyDeletewebsite banane ki jankari ke liye aap ye post padhe Free website kaise banaye
ReplyDelete#dear❤ sir
ReplyDeletemujhe apni upload ki huii pic me koi
comment nhi chahiye or mai jo pic upload kru toh usame sirf like or share ka option ho
so plss sir aap mujhe ye privacy kaise rkhate h bataiye pls
Apka comment humare moderation ke bad dikhai dega. Isliye comment karne ke bad pritksha kare. bar-bar ek hi comment na kare...