Dosto puri duniya digital ho gai hai. Aise digital duniya me agar apka Email Account nahi hai to aap is digital duniya me pichade kahlayenge. Kyonki Email id aaj humare liye bahut jaruri ho gaya hai.
Aap to jante hi honge ki pahle jab Internet ka vikash nahi hua tha tab log koi Document aur jaruri Dastavej by post bhejte the, jisme mahino lag jate the. Lekin aaj Email Account ki madat se hum koi bhi Document aur jaruri Dastavej turant kahi bhi bhej sakte hai.
To aaj hum janege ki Email id kaise banaya jata hai aur iska upyog kaise kiya jata hai.
Email ki bat kare to aisi bahut si site hai jisme hum Email Account bana sakte hai jaise -
Gmail, Yahoo, Rediffmail, aur Hotmail etc.
Main apko Gmail main Account banana sikhaunga. Kyonki ye sabse aasan hai aur iske bahut se fayde hai. iske bare me aage padhiye.
Gmail Me Account Banane Ke Fayde -
Aap to jante hi honge ki pahle jab Internet ka vikash nahi hua tha tab log koi Document aur jaruri Dastavej by post bhejte the, jisme mahino lag jate the. Lekin aaj Email Account ki madat se hum koi bhi Document aur jaruri Dastavej turant kahi bhi bhej sakte hai.
To aaj hum janege ki Email id kaise banaya jata hai aur iska upyog kaise kiya jata hai.
Email ki bat kare to aisi bahut si site hai jisme hum Email Account bana sakte hai jaise -
Gmail, Yahoo, Rediffmail, aur Hotmail etc.
Main apko Gmail main Account banana sikhaunga. Kyonki ye sabse aasan hai aur iske bahut se fayde hai. iske bare me aage padhiye.
Gmail Me Account Banane Ke Fayde -
- Agar aap Blogger me free website banana chahte ho to ye Gmail Account ke dwara hi banti hai.
- Youtube me login karte samay bhi Gmail Account ki jarurat padati hai.
- Aap apne ek Gmail Account ke Id aur Password se Google ke sare services me Login kar sakte ho. Jaise - Blogger, Youtube, Google Adsence, Google Plus etc.
Gmail Account Kaise Banaye -
Step 1 - Apne Internet Browser me www.gmail.com ke site ko kholiye.
Step 2 - Ab ek Form khulega. Isme apna Naam aur Email id ka username jo bhi aap rkhna chaho.
Example - vinay04@gmail.com
Step 3 - Ab agale Page me apko apna Mobile no. verify karna padega. Apna Mobile no. dalne ke bad SMS ya Call Select kare. Fir Continue pe click kijiye.
Ab apke Mobile me jo bhi apne chuna hoga SMS ya fir Call ayega jisme apka Verification Code hoga. Is Code ko agale page me khali box me bhare. fir Continue par click kar dijiye.
Step 4 - Ab Get Started Par Click kar de.
Badhai ho ! Apka Gmail Account ban kar Teyar hai. Aur Google ki Team ne apko teen Emails bhi bheji hai.
Ab apka Gmail Account to ban gaya. Ab janege ki hum kaise Email bhej sakte hai.
Email Kaise Bhejte hai -
Step 5 - Email bhejne ke liye Gmail me apna Id aur Password dal kar Login kare.
Fir aap dekhenge upar Left Side me Compose ka Option hai, usme click kijiye.
Step 6 - Compose me click karne ke bad ek page khulega usme upar apko jis Email id me bhejna hai use dale.
Uske niche Email ka Subject dale. Fir niche apna Email likhe jo aap bhejna chahte hai. Agar aap koi Document ya Photos bhejna chahte hai to Attach Option par click kar ke Attach kar ke Send kar dijiye.Aur ek jaruri bat ki apna Gmail Account se bahar nikalne se pahle Sign Out jarur kar de.
Dosto agar apko ye jankari Useful lagi ho to Hume Like, Comments aur Subscribe karna na bhule...Dhanywad!
Aur Ye Post Bhi Jarur Padhiye -
11 Comments
Unique Article Dear Kia Ap Mujhe Ye Bata Sakte Hain Ke Mera Blog Kaisa Hai KUch Ghalti To Nhi Hai Q K Ap Hi Bata Sakte Hain men Comment Ka Wait Karha Houn
ReplyDeletePlease Check My Website Click here
Maine dekha apka site, bahut achhi hai...
ReplyDeleteThank you very much for your tips, sure i will follow your tips...
ReplyDeleteFor more information: http://www.labstech.org/send-email-in-hindi-language-2014-05-22/
iss puri method ko jaan kar mujhe aasani se gmail me account create karne ke tarike mile
ReplyDeleteHello i want to recovery my Gmail account i forget my password help me yaar
ReplyDeletebro kya Aap hame bata sakte ho ki hum apne pasabd ka ID Kaise Banaye sakte hai. Jaise ki admin@helpgyan.com
ReplyDeleteHello
ReplyDeleteVery great blog and blog posts also .
You are hitting all the great points.
thanks Rohanraj
ReplyDeletehuegyuhudbhvj,l hvnhw vhjw vjw vj
ReplyDeleteVery great blog and blog posts also .
ReplyDeleteYou are hitting all the great points.
it is too good for new users ....
ReplyDeleteApka comment humare moderation ke bad dikhai dega. Isliye comment karne ke bad pritksha kare. bar-bar ek hi comment na kare...