![]() |
Blogger Me Free Website Kaise Banaye |
Blogger
Hello Dosto main aaj apko bataunga ki Blogging karne ke kya-kya fayde hain. aur Blogging kaise kiya jata hai. Blogging ek aisa jariya hai jis se aap apne vichar logo tak phucha sakte ho. Longo ki help bhi kar sakte ho aur iske sath-sath dher sare paise bhi kma sakte ho.
Main manta hu ki Blogging sirf paise kamane ka jariya nahi hai balki is se hume bahut sare fayde bhi milte hain. jaise ki man lo aap Motivational Blog banaya hai. is Blog se aap longo ko hi nahi balki apne aap ko bhi Motivate rakh sakte ho. Apko apne andare ek sukun aur santi milegi ki aap apne Blog ke jariye aap longo ki madat kar pa rhe ho.
Blogging karne ke fayde -
- Blogging kar ke aap dher sare paise kama sakte ho.
- Blogging kar ke aap apne Ideas longo tak pahuncha sakte ho.
- Aap apne Blog ke jariye Samaj ko bhi Motivate karte ho.
- Bloggging kar ke aap longo ki help kar sakte ho.
- Blogging se aap apni alag pahchan bana sakte ho.
Blogger Me Free Website Kaise Banaye -
Step 1 - Apne Browser me www.blogger.com pe jaiye.
![]() |
Blogger Me Free Website Kaise Banaye |
Agar apka Gmail Account hai to Login id aur Password dal kar Login kijiye.
Step 2 - Login karne ke bad apko ek option dikhai dega. New Blog us par Click kijiye.
![]() |
Blogger Me Free Website Kaise Banaye |
Click karne ke bad ek page khulega . Usme aap jo bhi Website ka naam rakhna chahe rakh sakte hai. Website ka Name aur Address Dale.
Step 3 - Aab apka Blog ban gaya hai. Ab apko Post likhna hai.
![]() |
Blogger Me Free Website Kaise Banaye |
Post likhne ke liye agale Page me New Post me Click kijiye.
Step 4 - Yahan apna Post likhiye. Post likhane ke bad Publish Option par Click kare.
![]() |
Blogger Me Free Website Kaise Banaye |
Mubarak ho !!! Apka Blog Teyar hai. Aise hi aap apne Blog me New - New Post Publish kar sakte ho. Keep Blogging...
Agar apko thik se samajh me na aaya ho to aap ye Video dekh sakte hai jisme Details me
bataya gya hai.ki Blogger me free Blog kaise banate hai......
Agali Post me Main apko bataunga ki Blogging se Paise kaise kama sakte hai.
Agar apke man me koi sawal ho to aap mujhe Comments ke jariye puch sakte hai.
Aur Hume Email Par Subscribe karna bhi na bhule....
Aap mere Facebook Page Ko Like kar sakte ho ya fir mere Twitter Page Ko Follow kar sakte ho.
Humare Dusre Post Bhi Padhiye -
Blogging se Paise kaise kamaye - Hindi Me Jankari
Blogger me HTML Code kaise dale
Paypal Account kaise banaye - in Hindi
Blogging se Paise kaise kamaye - Hindi Me Jankari
Blogger me HTML Code kaise dale
Paypal Account kaise banaye - in Hindi
19 Comments
Aap ane sawal comments ke jariye puch sakte hain
ReplyDelete[…] khali Box me apne Website(Blog) ka address dale aur Next par click […]
ReplyDeleteaap ki wapsite ka templet ka kya name he or use kese desinkiya he bata sak te ho
ReplyDeleteabhi mera template wordpress ka hai....
ReplyDeleteagar apko mera blogger template chahiye to apna email id facebook par massage kar dijiye...
[…] bussiness ko Linkedin ke jariye asani se Promote kar sakte hai. Jitne bhi Bloggers hai vah apne Website(Blog) ko Promote karne ke liye Linkedin ka istemal jarur karte hai. To chaliye jante hai ki Linkedin me […]
ReplyDelete[…] Dosto aap to jante hi honge ki kisi bhi Website(Blog) ke liye Traffic kitna important hota hai. Agar humare Website(Blog) ki Traffic achhi nahi hogi to […]
ReplyDeleteBhai jo aap ye wordpress theme use kar rahe hai, Kaha se li kya ye free hai
ReplyDeleteand ye email subscriber widget ke baare me bataye
Mera Template MyThemeShop Ka Hai Jiska Naam Ribbon Hai Aur Ye Free Hai.
ReplyDeleteEmail Subscribe Widget Ki Desgning Main Khud Ki Hai.
Kya aap flash button wale coupon kaise banate hai ya add karte hai site me, Yello colour wale.
ReplyDeleteAap kya puchna chahte hai main kuch samjha nahi...agar aap sidebar me lage ads ke bare me puch rhe hai to vo google ads hai jo google adsense provide karti hai.
ReplyDeletevinay sir जैसा की आपने कहा वेब साइट का नाम और एड्रेस डालें , ये एड्रेस समझ में नही आया
ReplyDeleteजरा बताएँगे की एड्रेस कैसा डाले अपना या इसके (blog) के दूसरे एड्रेस होते हैं
आशा करता हूँ आप बताएँगे
हेल्लो विनय सर ।
ReplyDeleteमेरा नाम गोविन्द है और मुझे ये जानना है कि जैसा आपने कहा की वेब साइट जो नाम रखना चाहते वो नाम , और एड्रेस डाले ।तो हम इसमें कैसा एड्रेस डालेंगे ?
आशा करता हूँ आप मेरो मदद करेंगे।
apko jo blog address rakhna ho rakh sakte hai...jaise ki maine apna rakha tha hindimejane.blogspot.com
ReplyDeletePar aap vahi address rakh sakte hai jo availabe ho yani ki us blog address se agar pahle se koi site hai to vo address aap nahi rakh sakte...
Blog address me aap apne blog ka address dale jo aap rakhna chahte hai. ye to aap hi deside karoge na ki aap ko blog ka title aur address kya rakhna hai.
ReplyDeleteJaise ki mene apna blog address rakha tha hindimejane.blogspot.com
Nice information
ReplyDeletehttp://gyanversha.com/
Very nice and useful article.thanks for Sharing
ReplyDeletethanks...
ReplyDeleteAddress me kaya likho.Please bataiye.
ReplyDeleteBlogger address me.
ReplyDeleteApka comment humare moderation ke bad dikhai dega. Isliye comment karne ke bad pritksha kare. bar-bar ek hi comment na kare...