![]() |
Blogging Se Paise Kamaye Blog(Website) par |
Blogging Se Paise Kaise Kamaye
Dosto Aapne Suna to jarur hoga ki koi kahta hai. Main Blogging se ghar baithe achha kama rha hu. Apke man me bhi yah uljhan jarur hogi ki aakhir Blogging se paise kamate kaise hain.
To Aaj main ish Post ke jariye apko bataunga ki Blogging se Paise Kaise kamaye jate hain.Maine apne pichle Post me bataya tha ki Blogging ke kya-kya fayde hain. Aur Blogging kaise kiya jata hai.
Agar Apko nahin pata to padhiye ye Post Blogger-me-free-website-kaise-banaye.
Man liya jaye ab apke pass ek Blogger Website hai Aur apne Blog par Post bhi kiya hua hai.
Ek bat aap jan le ki Blogging se paise kamane ke liye Apka Blog hona chahiye ayr us me Regular Post Publish hote rahna chahiye.
Apne Blog ya Website se Paise kaise kamaye

Ab apko is website me ja kar Account banana hoga. uske bad apko Ads ka Code milega, Apko ye Code Copy kar ke apne Blog ya Website pe dalni hai.
Ab ye Ads apke Blog ya Website pe dikhai dega. jab bhi koi visitor us Ads par click karega to uske apko paise milenge.
Suru me kam hi milega par jaise-jaise apka Blog ya Website purana hoga, visitors badhenge vaise hi apka income bhi badhega.
Ye paise aap un Ads Providing Sites par ja kar apne Paypal Account ya Cheque ke dwara pa sakte hain.
Aap apni earning un Ads Providing sites par dekh sakte hain. Jab apka Target pura hoga to apko ye paise Automatickly mil jayenge. bas apko details sahi-sahi bharna hoga.
To soch kya rhe hain dosto abhi apna blog banaye aur ghar baithe paise kamye....
Agar apka koi sawal ho to aap comments ke jariye puch sakte hain. Aur ha mere Facebook Page aur Twitter Page ko Like aur Follow jarur kare...Dhanywad !
Related Post :
Blogger-me-free-website-kaise-banaye
24 Comments
Agar apka koi sawal ho to aap comments ke jariye puch sakte hain.
ReplyDeleteSir mai Bharat online media ki CD Kharida hun ye online Home job hai hai ya nhi plz mujhe Explain karein
ReplyDeleteMain iske bare me to nahi bata sakta par...aise bahut se frod bhi hote hai. isliye thoda satark rahe...
ReplyDeleteBhai maine blog banane k bad add dala fir usk url (.com) ko change kiya h to ky chitika m jake fir se url (.com) ko change knna pdega
ReplyDeletewaise av wo add dik ra h
Bhai maine blog banane k bad add dala fir usk url (.com) ko change kiya h to ky chitika m jake fir se url (.com) ko change knna pdega
ReplyDeletewaise av wo add dik ra h
Agar ads sow kr rhi hai to kuch bhi krne ki jarurat nahi hai...
ReplyDeleteAgar ads sow kr rhi hai to kuch bhi krne ki jarurat nahi hai…
ReplyDeleteMain ne ek blog banaya hai use url .com me karene ke liye kya karu aur kitne paise lagege please help me
ReplyDeleteAap meri ye post padhe jisme maine pahle batya hai iske bare me - Godaddy se domain kaise kharide
ReplyDeleteVinay Singh jab Maine I'd banayi thi toh mujhe ads code ke baare me pta nhi tha please mujhe btaiyevki vo kaise milega aur blog me add kaise karte hai.
ReplyDeletejab apka blog 6 month old hoga to aap adsense ke ads laga payenge. filhal revenuehits ke ads laga sakte hai aap. and ads code blogger me kaise lagate hai iski jankari ke liye ye post padhe - Blogger Me Ads Code Kaise Lagaye
ReplyDeletebhai aapne header me image kese set kia... jo ek gif image dikha raha hai website kese banaye bolke
ReplyDeleteImage tag wali coding use kr ke maine banner header me lagai hai.
ReplyDeleteshare market me nives kese kre
ReplyDeleteShare market me nivesh ke liye apko trading account khulvana hoga. kisi broker ya bank me jakar. fir aap share trading kar payenge.
ReplyDeleteBhai mere pass body banane or youn shakti badane ka churan h to kya website dwara add karke paisa kama sakta hu pls help me
ReplyDeleteApne ye writting kese change ki h mujhe bta skte hai kya??? Main bhi wordpress pr blog h nd ribbon theme hi lga rkhi h...
ReplyDeletebhai Maine ek blog bana liya hai aur usame Maine chitika se ads bhi dali hai lekin WO ads mobile me nahi dikh rahi please help me
ReplyDeletehum apna code website pe kaise dale
ReplyDeleteAbhinav Kis Code Ki Baat Kar Rahe Ho Aap,
ReplyDeleteNICE INFO ABOUT THIS
ReplyDeleteThanks Rakesh
ReplyDeleteGreat Information.
ReplyDeleteThanks for share with us.
http://howtoonlineearn.com/
Very well explained. This is what I have been looking since long time. It's easy and simple to understand.
ReplyDeleteApka comment humare moderation ke bad dikhai dega. Isliye comment karne ke bad pritksha kare. bar-bar ek hi comment na kare...