Ad Code

Responsive Advertisement

Paytm Account Se Bank Account Me Online Paisa Transfer Kaise Kare

Paytm Account Se Bank Account Me Online Paisa Transfer Kaise Kare


Paytm account kaise Register karte hai woh tricks aap ke saath share kar chuka hu, Jo log paytm account ko use karte hai unmhe se jyada tar logo ko Paytm Account Se Bank Account se bank me paisa transfer karne me bahut problam hota hai,

 

Muje bahut share logo ne comment kar ke ek hi sawal kiya ki Paytm Account Se Bank Account Me Online Paisa Transfer Kaise Kare, Aap ko step by step janakari provide karge payment transfer ki,

Most Read :  GHAR BAITHE JOBS KARKE PAISE KAISE KAMAYE- 100% LEGALLY TRICKS

Dosto aap sab jante hai ki aaj sab online ho gaya hai.Ab online se aap koi bhi buys and sell kar sakte hai.Dosto paytm Ak Aisa wolet hai jis se aap online paisa transfar kar sakte hai,Aap mobile recharge kar sakte ho aap apna bill pemet kars sakte ho, aap agar kuch  online parches karna chahte ho to woh bhi paytm wolet se kar sakte ho.aap sab jante hai ki kam ki wajah se hum paisa ke liye bank nahi ja sakte tab aise time me hum paytm se hum paisa asani se transfar kar sakte hai, aaj sab log paytm ka use kar rahe hai jese rixawala ,sabjiwala, sabhi log paytm ka use karne lage hai .

 

Most Read :  MOBILE SE PAISE KAISE KAMAYE-MAKE MONEY INCOME

Paytm Ak mobile application hai,jis ke liye apke pas android smart phone or network conestion hona chahiye. jise aaap ko yaeh app download kar sakte ho, apko Ak bat batata hu ki jitna use credit card or debit card ka hota hai utna hi aaj kal apytm ka use hone laga hai , me bhi paytm ka use karta hu..

 

Dosto mene suna hai ki bahut sare dosto paytm ka use karne se darte hai lekin apko darne ki jarurat nahi hai Es time sabhi wolet online hai jis me paytm sabse age hai, dosto paytm se aap apne bank account me paisa transfar kar sakte ho aap agar 500 rs transfar karte ho to us par koi charge nahi hoga lekin Ese jyada paisa transfar karne par charge ho sakta hai, dosto me apko batata hu ke Paytm Account Se Bank Account Me Online Paisa Transfer Kaise Kare..

Ese Bhi Padhe : OLX AUR QUIKR SE PAISE KAISE KAMAYE-MAKE MONEY QUICK

Paytm Account Se Bank Account

  • Apke mobile me paytm app ko paly store se   "download"  karke install kare



  • Paytm app ko open karna hai apko login hona hai



  • login hokar apko apka Id or password dalna hai



  • Ab apko "PAY AND SEND " ka button dikhay dega us par click karna hai.



  • Ab jis bank account me aap transfar karna chahte ho us bank ka name likhe fir account number likhe.



  • " IFSC " code jo apki passbok ya chequebook par hoga wo likhe.



  • Ab wo amount likhe jo ki aap paytm account se bank account me transfar karna chahte ho.



  • Baad me apko " SEND " button par click karna hai jis se apka transtction pura hoga.


 

Note : Apko ak baat bata du ki Es me "KYC" ki dala hua hai to apko jyada charge nahi lagega.nahi to apke paytm se bank me paisa tarnsfar karne par charge jyada lagega.

Ese Bhi Padhe : AMAZON AFFILIATE PROGRAM SE APNE BLOG(WEBSITE) PE PAISE KAMAYE

  • Paytm account se bank account me online paisa transfar ke liye " KYC" verfication karva lena jaruri hai.


 

 
Reactions

Post a Comment

0 Comments