Ad Code

Responsive Advertisement

Mobile Camera Se Dish Antenna Set Kaise Kare-Dish TV Settings Of Dish Antenna

Mobile Camera Se Dish Antenna Set Kaise Kare


Friends mobile ka use aaj sabse jyada hone laga hai.ab smart phone or internet ke ane se sab kam online se asani se hone laga hai, jis ke pas dekhe uske paas ab smart phone hi hoge, internet ke ane se sab kam online hote ja raha hai.ab hum apne mobile se online mobile recharge , online shopping , banking information , dish TV recharge, jaisa kam karke log gare [home ] paisa kama rahe hai . ab to log apne office ka kam bhi gare bethe karne lage hai.

Most Read : M-PIN KYA HOTA HAI-MOBILE BANKING ME M-PIN USE KAISE KARE

Hum aaj mobile camera se Dish antenna ko set kaise karte hai woh janege , Ji ha friends ab aap mobile camera se apke dish antenna ko asani se set kar sakte hai. sabko tv dekh na pasand hota hota .lekin kay bar antenna set na hone par hum apne pogramme ko thik tarah se dekh nahi sakte , or pogramme mis ho jata hai . lekin ab asani se dish antenna ko set kar sakte ho ... Es ke bare me aaj hum janege ...

Most Read : SMS KYA HAI-TOP 10 FREE SEND UNLIMITED SMS WEBSITE

Mobile Camera se Dish antenna Set Kaise kare 


Mobile camera se dish antenna set karne ke liyea sabse pahle apke paas 2 android mobile hona cahhiye. aur 2 no mobile me internet conection hona chahiye . kyonki yeh tarika WEB IP camera se kam karta hai . Agar apke ak mobile me internet hai toh Aap WIFI hotspot karke dono mobile me net shuru kar sakte hai.

STEP -1

Sabse pahle play store se IP Webcam application ko download kare. baad me aap apne mobile me yeh application ko install kare , agar apko yeh application ko install karni hai to aap niche di gayi download button par click karke download kar sakte hai.



STEP - 2

Ab Aap IP Webcam application ko open kare or usme apko last option start server par select kare.



 

STEP - 3

Ab apke mobile me camera shuru ho jayega . waha apko ab niche ak IP Adress ko dusare mobile ke Browser  meain daal kar search kare.



Ese Bhi Padhe : MOBILE NUMBER KO AADHAR CARD SE KAISE LINK KARE

STEP - 4

Ab aap jis mobile main application install ki hai woh TV ke samne rakho. set top box me signal option nikale . Ab apke dusare [2] mobile me niche ke image jaisa option khulega . Aap usme Browser par click karke Fullscreen select kare.

Mobile Camera Se Dish Antenna Set Kaise Kare

Ab apke dusare [2] mobile me TV ka signal dikhega , Aap ab dish antenna ke pass jakar dish set kar sakte hai.

Ese Bhi Padhe : SARKARI YOJANA KYA HAI-SARKARI YOJANA KI LIST 2017

Dosto agar apko hamara yeh article pasand aaye to aap apne friends ko bhi jarur share kare ... or hamara facebook page bhi like kare.....

 
Reactions

Post a Comment

0 Comments