Ad Code

Responsive Advertisement

Kaise Pata Kare Konse ATM Me Cash Hai-ATM Cash/NoCash Check

Kaise Pata Kare Konse ATM Cash Hai


Aaj  paise ke liye sab log bank aur ATM chakkar lag rahi.lein jab se 500 or 1000 ki notes banth or nayi 500 or 2000 ki  notes inadian goverment ne nikali hai tab se bank or ATM me jaha dekho waha bhid hi dikhay deti hai. kai bar um line me khade hote hai aur hamara nub...Kaise Pata Kare Konse ATM Cash Hai,ate hai cash khatam ho jati hai..

Most Read : ANDROID MOBILE ME GMAIL SE EMAIL KAISE SEND KARE -TRICKS

sab bank me nayi notes ko lene ke liye badi badi line hoti hai..ATM me bhi nayi notes ko lene ke liye line ho jati hai.lekin kai bar hame exaclty pata nahi hota ki kon se ATM me cash hai ya nahi. hum cash ke liye sab ATM me chek karte hai....

Ab kon se ATM me cash hai ya nai ye hum apne gar bethe jan sakte hai. es ka solution bhi ho gaya hai Quickr compny ne ak website aur mobile applicatin lounch kiya hai jise hum 2 minit me kon se ATM me cash hai ya nahi yah hum asani se pata laga sakte hai.

Most Read : MOBILE NUMBER KO BLOCK KAISE KARE-HOW TO BLOCK IN MOBILE NUMBER

KAISE PATA KARE KON SE ATM ME CASH HAI ?



  • Ab niche di gayi website ko apne mobile ya computer me open kare

  • Es ke liye apke pas smart phone aur internet ki suvitha honi chahiye.

  • Sabse pahle apko apne mobile me yah aaplicatin ko play store me se download karke apke mobile me install karna padega .


1.  Open  cashnocash


[caption id="attachment_3289" align="aligncenter" width="315"] Kaise Pata Kare Konse ATM Cash Hai[/caption]

  • Ab open karne ke baad ak blank box aayega es box me apko apke area ka pincode number ko enter kare.  " FIND CASH " button par click kare.

  • Jese hi aap find cash par click karege baad me apko ak  list show open hogi jis me apke area ke sabhi ATM ke location dikhay dege. or kis ATM me cash hai ya nahi ya kon si position me hai woh sab aap ko dikhay dega...




  1. NO CASH :  yah red colour ka hoga es ka matlab hai cahs nahi hai.

  2. CASH : yah green colour ka hoga or ES ka matlab hai ATM me cash hai.

  3. WAIT : yah yellow colour me hoga or Es ka matlab hai cash Aane wala hai jo abhi wait mod par hai.




Ese Bhi Padhe : VOTER ID CARD KYA HAI-VOTER ID CARD ONLINE REGISTER KAISE KARE

 Automatic alert se kaise jane hamare area ke ATM me paise Aa gaye hai ?



  • Cash no cash me ak aisa feature hai jise  Aap jab bhi apne area ke ATM apise Aaye tab uski turant information apne mobile par jaan sakte hai. yeh feature ko activate karne ke liye nich di gayi hui process follow kare.


App Download:- Click Here

Kaise Pata Kare Konse ATM Cash Hai

  • Cash no Cash ki website par Ak " Create Alert  " ka button hoga. us create alert par click kare.


[caption id="attachment_3291" align="aligncenter" width="292"] Kaise Pata Kare Konse ATM Cash Hai[/caption]

  • Ab ak pop up show hoga waha jis Email address par information pana chahte hai wo Email wo Email address Enter karna hai or last me  " Submit " par click karna hoga.

  • Ab jab bhi apke area ke ATM me cash Aayega tab apke Email address par information Aa jayegi.


 

Ese Bhi Padhe : TRICK : RELIANCE JIO ME FREE CALLER TUNES KAISE ACTIVATE KAREIN

Ummid karta hu ke yeh post apko bahut helpful hogi. aap apne dosto ko bhi madad karna chahte ho to yeh post aap apne dosto ko jarur share kare ........

 
Reactions

Post a Comment

0 Comments