Ad Code

Responsive Advertisement

Android Mobile Me Gmail Se Email Kaise Send Kare -Tricks


Android Mobile Me Gmail Se Email Kaise Send Kare -Tricks


Gmail Se Email Kaise Send Kare,Hii Dosto Mobile se Email kese bhejte hai auske bare me hum janege. Gmail Se Email Kaise Send Kare  .aaj sab ke pass android mobile hai jis se sab kam asani se ho jata hai ab to smart phone se aap apne koi bhi document ya ko photos jese koi bhi aap apne mobile se gar bethe bhej sakte hai.Es ke liye apke pass smart phone hona jaruri hai,jis me intarnet ki suvitha bhi honi jaruri hai.



Most Read :Online Photos Edit Kaise Kare-Top 7 Photos Editing Website

ab mobile me apko kisi ko koi bhi document bhejna ho to aap asani se bhej sakte hai ji se mobile se ab aap bhej sakte hai,aaj internet ka use se sab asan ho gaya hai ab aap email se koi bhi photos, ya document , email se [electroni mail] aap apne mobile,computer ya leptop se aap kisi ko bhej sakte hai. Gmail Se Email Kaise Send Kare

Most Read : -  Mobile Number Ko Block Kaise Kare-How To Block In Mobile Number

mobile me apka google me account hona chahiye , ab aap ke mobile me aapko apna gmail accoount ko google me jake open karna padega.



 

Mobile me gmail se email kese bhejte hai uska tricks...

STEP 1 :aap ko apne mobile me apko gmail account ko login kare , login karne ke liye aap email id and password ko type kare.

STEP 2 : Login karne ke bad me apke mobile me " COMPOSE  " button par click kare.

 



STEP 3 : Ab aap right site par dekhe ge ak box open hoga .jis me " TO" , " SUBJECT ", " TEXT TOOL " jese option aayega .

Ese Bhi Padhe :-   Android Mobile Me Live TV Kaise Dekhe-Watch TV Shows Online‎

STEP 4 : Ab aap " TO " me apko jisko email karna he uska email id likhe.

STEP 5 :  Ab " SUBJECT " ke option me apko aapka email kis ke bare me wo likhe...

Gmail Se Email Kaise Send Kare

STEP 6 : Ab blank box hoga jis me apko aab jo bhejna chahte ho wo type kar  sakte ho . jis ko aap email se bhejna chahte ho

STEP 7 : Ab " TEXT TOOL " se aap jab email type karege tab aap es ka use karege aap email ke text ko bada ya chota ya colourfull bana  sakte ho .

STEP 8: " INSERT FILE " option se aap apne email me photo file ya video send kar sakte ho.



 

STEP 9 : Ab " SEND " option par click karne se apka email send ho jayega.

Ese Bhi Padhe :-  Mobile Par Newspaper Kaise Read Kare-How To Read News Paper



  • Attach File  : - Jab hum kisi ke pass file bhejte hai jese koi pdf ya zip koi bhi aur bhi formet file tab hum ak option ka use karte hai jab aap apne job ke liye koi resume ya document bhejte ho tab apko yah option ko use karna padega es option ki wajah se aap kisi bhi file ya formet ko asani se email se bhej sakte ho.es ke liye apko yah option par click karna hoga tab aap file select kar sakte ho . Gmail Se Email Kaise Send Kare


dosto aap koi bhi mobile se email  karna chahte ho to aap ko yah step apko usefull hoga jise aap asani se apne mobile se kisi ko bhi email kar sakte ho kisi ko bhi koi bhi document ya file apne mobile se bhej sakte ho.

note : mobile se email karne ke liye apke pass smart mobile aur internet ki suvitha apke pass honi jaruri hai .
Reactions

Post a Comment

3 Comments

  1. Kya M is se media file send kar skti hu plzz tell me

    ReplyDelete
  2. Ha aap audio,video,PDF koi bhe media file send kr skte ho
    Jese upper btaya gya h

    ReplyDelete
  3. File upload hone me Time lgg skta hai

    ReplyDelete

Apka comment humare moderation ke bad dikhai dega. Isliye comment karne ke bad pritksha kare. bar-bar ek hi comment na kare...