Android Mobile Kya Hai
friend aap sab jante hai ki aaj kal phone ka sabse jyada use hota hai. pahle simple phone tha jisme sirf calling ki jati thi ya game jesi aap thi lekin vakt ke sath sabkuch badal raha haii .Android Mobile Kya Hai,aaj kal sab android phone ke bare me soch rahe.jis ke pass old system wala mobile hoga wo bhi android lene ki soch raha hoga. aap ne socha bhi na hoga aesa aap android se kar sakte hai jese uski skeen touch system uski small skeen jese usme system hai.google compny ne 2008 me ye devlope kiya hai.
Most Read :-Reliance Jio Ne Lounch Kiya DTH TV Set Top Box-Jio Tv Set Top Box
android phone ki mang aaj sabse jyada hai.jiske pass aap phone dekehe wo sirf android hi hoga .kyunki ab android me aesi sytem hoti ke wo android phone ko dekhte hi lene ki soche Android Mobile Kya Hai ki har roj 15 lakh je bhi jyada activation hote hai.aur september 2015 me data ko janke ye paya gaya gaya hai ke pure world me ab tak android phone ko 1.4 billions uses use karte hai.
Most Read :-Android System Kya Hai-Android Smart Mobile Tricks In Hindi
aap ne socha bhi nahi hoga ke ab tak 4,000 tarah ke android devices ban gaya gaya hai jis me se aap bhi use karne lage hai.
Android Phone me Play Store...
Android phone me play store pahle se hi store kiya gaya hai.jis me se koi bhi apni choise ke koi bhi aap ho ya koi bhi game.movie ya koi bhi apni choise ki aap store kar sakte ho.Android Mobile Kya Haiplay store ke hone se android phone ko log jyada pasand karte haii...
Android ki Default application....
Android phone jab ham purchse karte hai tab pahle se hi usme compny kiAndroid Mobile Kya Hai taraf se aaplication install hoti hai jese .play store, google.you tube,gmail jesi aap usme hoti hai. jis se hame ham jab chahe tab use kar sakte hai.
Ise bhi padhe.:- Android Mobile Phone Ko Apple iPhone IOS Me Convert Kaise Kare
Android phone ki ye aaplication ke hone se hum asani se use kar sakte hai.
Android phone ki kuch aaplication
- Gmail
- you Tube
- Chrome
- Drive
- News
- Photos
- maps
- Googlemusic player
Android ke ab tak version
- Cupcake 1.5
- Donut 1.6
- Eclair 2.0 - 2.1
- Froyo 2.2 , 2.2.3
- Gingerbread 2.3 - 2.3.7
- Honeycomb [A] 3.0 - 3.2.6
- Ice cream sandwich 4.0 - 4.0.4
- Jelly bean 4.1 - 4.3.1
- kitkat 4.4 - 4.4.4
- Lollipop 5.0 - 5.1.1
- Marshmallow 6.0 - 6.0.1
- Nougat
Yeh post apko acchi lagi ho to social media me share jarur karna....
3 Comments
thanks sir bahut achi post hai ye post mere bahut kam ki hai realy thanks sir.
ReplyDeletemai apke blog ko padhta hu to mujhe bahut acha lagta hai sir mujhe bhi ap jaisa banne ka sauk hai support me sir kya karu help kare meri
aapka bhut thanks for giving such an useful information
ReplyDeletethanks for sharing
ReplyDeleteApka comment humare moderation ke bad dikhai dega. Isliye comment karne ke bad pritksha kare. bar-bar ek hi comment na kare...