Ad Code

Responsive Advertisement

Android Mobile Ka Password Bhul Jaye To Kya Kare-Hindi Me Jane

Android Mobile Ka Password Bhul Jaye To Kya Kare


Mobile  ka use sabse jyada hone laga hai.Android Mobile Ka Password Bhul Jaye,hum kisi bhi ke sath bat karni ho to hum apne mobile se call karke badi asani se bat kar sakte hai.hum apne mobile me apne parsonal document bhi rakh sakte hai,jis se hum vakt padne par uska use kar sakte hai,pdf file bana kar hum apni asani se rakh sakte hum. mobile me hum apne document ya personal file ke liye mobile me spese hona jaruri hai.

Most Read :- Trick : Reliance Jio Me Free Caller Tunes Kaise Activate Karein

Mobile me kuch document ase hote jise hum kisi ko batana nahi chahte,tab ham apne mobile me password lagate hai,lekin hum apne mobile ka password bhi kam ke wajah se bhul jate hai,jis ke liye hum apne mobile ka lock nahi khol sakte tab hame pareshan ho jate hai.

Most Read :Android KitKat 4.4.4 Ko Lollipop Me Update Kaise Kare – in Hindi

Ab aap 3 tarike se apne mobile ke "unlock "kar sakte hai  1.step ,aap sarvice centar jake softwer delet karke naya softwer ko apne mobile me dalne se apka mobile naya jese ho jayega,2.step dusra tarika bhi kuch aesa hai jise k liye aoko service centar jane ki jarurat nahi hai,aap gar bethe hi kar sakte ho.3.step 3 tarika har time kam nahi karta kyoki eske liye intarnet ki jarurat padti hai.Android Mobile Ka Password Bhul Jaye

Ese Bhi Padhe :-  Android Smart Phone Ke Liye 5 Useful Antivirus – Security Ke Liye

1st  trick internet se unblock phone

  • Sabse pahle android device manager par jaye

  • Ab us Email se login kare jis Emial se aap apne phone ke google play store me login karte the.

  • Ab apke samne 3 option aayega.


 



 

 

  • Waha apko lock ke option par click karna hai.

  • Ab nayi pop window aayegi apke samne 4 black box hoge shuru ke  2 me apko new password likhna hai aur baki 2 ko khali rakha  hai aur lock par click kare.

  • Ab aap apna apna mobile new password ke sath unblock kar sakte hai.


2nd trick reset setting 

  • sabse pahle apne mobile phone ko switch off karde.

  • Ab hame ricavri mod pe jana hai jaha se ham reset karenge.

  • Ricavri mod hamare phone ko upgred karne ke kam bhi aata hai.

  • Ab apne mobile me "power key + home + volume doen key " ye 3 button ak sath dabana hai.

  • Ab apke samne kuch option aayege aun option ko aap volume ki up aur down se celect kare.

  • Ab waha apko " Wipe factory  ya reset facetory " ka option celect karke " power key " dabana hai aur " yes " kar dena  hai.

  • Apka mobile thodi der bad apne aap reboot ho jayega.

  • Aapka mobile new mobile shuru hoga sari setting apko dubara karne padegi.


Ese Bhi Padhe :- Android Phone Se Computer Me Internet Kaise Chalaye – Jankari Hindi Me

Note :-

  • Es se apke mobile ka sara deta delete ho jayega , sirf memory card ka deta bachega.

  • Reset karne se pahle apke mobile ka  charg 60 % hona chahiye.

  • Sabhi mobile me reset facetory ka option alag hota hai.ye apko dekhna hoga ki apke mobile me kis option se phone Reset hoga.


site:

फ़ोन का पासवर्ड भुल जाये तो क्या करे

Reactions

Post a Comment

0 Comments