Namaste dosto, Computer ek aisi machine hai jo apke sare kam aasan kar deta hai, lekin jab computer nahi tha is duniya me. Us samay log sare kam khud karte the yani ki khud machine ka kam karte the lekin usme time jyda lagata tha. Lekin Computer ke aviskar ke baad aajkal koi bhi kam asan ho gya hai. Computer ke karan hi aaj hum internet me se jankariya prapt kar paa rahe hai. aaj me apko computer se related hi ek funny trick batane wala hu. Ye sirf apke jankari ke liye hai. dosto ki jaisa ki apko pata hi hoga ki hum Computer me My Computer Name ki Folder hoti hai jisme sare Drive hote hai. is post me, main apko ye bataunga ki kaise aap apne Computer ke kisi bhi Folder ko My Computer bana sakte hai. To Chaliye jante hai kaise…
Kisi Bhi Folder Ko My Computer Kaise Kanaye
Step 1. Sabse pahle apko apne Computer me New Folder banana hai.
Step 2. Ab us Folder ko Rename kariye. Rename ke liye aap
F2 Press kar sakte hai. Rename karne ke baad niche diya hua code usme dale.

My Computer.{20D04FE0-3AEA-1069-A2D8-08002B30309d}
Step 3. Ab ye apse Permision magega to apko
Yes karna hai. uske baad aapka Folder My Computer ban jayega.

Dosto mujhe ummid hai ki apko ye jankari achhi lagi hogi. Apko ye jankari kaise lagi comments ke jariye jarur bataye. Is post ko share jarur kare apne friends circle me…Thank You !
0 Comments
Apka comment humare moderation ke bad dikhai dega. Isliye comment karne ke bad pritksha kare. bar-bar ek hi comment na kare...