Apne Mobile Se Photo ka Cartoon Character Kaise Banaye
Step 1. Sabse pahle apko apne Mobile me ek App Install karne ki jarurat pdegi. Aap ‘Bobble” App ko Google play store se Download kar ke apne Phone Me Install Kar Sakte hai.
Jab aap App ko Open Karenge to apko Lets Gets Started par Click karte hi aapka Software Open hoga
Step 2. App Open hone ke baad aapko ek face choose karna hoga. Aap chahe to apni koi bhi image ka face use kar sakte hai ya apne Sellfie Camara ki madad se apni Face usme dal sakte hai.
Jab aap Selfie use karenge to apko apko Gender Male ya Female Select karna hoga.
Step 3. Photo Select ho jane ke baad aap apne photo ka Photoshope kar sakte hai iske kuch tools ki madad se. uske baad aap apne face ko cartoon me adjust bhi kar sakte hain.
Step 4. Ab apko Eyes aur Lips Set karna hai uske baad Final image Set kare Aur Right button par ok kare … jaise hi Aap ok button par click karte hi Aapka Sticker ban jayega.
Step 5. Uske baa ab aap apne Face ko kisi bhi cartoon me set kar sakte hai, isme pahle se bahut se cartoon Available rahte hai lekin agar aap aur bhi cartoon chahte hai to iske Image Store se Download kar sakte hai.
Step 6. Stickers ban jane ke baad aap ise kahin par bhi Share kar sakte hai. ya fir Gallery me Save bhi rakh sakte hain.
Dosto mujhe ummid hai ki meri ye jankari apko psand aayi hogi aap is post ko share karna naa bhule…Thank You !
0 Comments
Apka comment humare moderation ke bad dikhai dega. Isliye comment karne ke bad pritksha kare. bar-bar ek hi comment na kare...