Dosto QR code ke Istemal kahi kamo ke liye kiya jata hai jaise ki man lijiye hamari koi Website hai ya Youtube Channel hai ! Aur Uska Link (Address) kafi bada hai to Aap us link ko QR Code me Decode kar ke share kar sakte hai jise Keval scan kar ne se koi bhi direct diye huye Link par link par ja sakta hai to hai na kamal ki bath !
Aap Hindi Me Jane ka QR Code Scan kar ke dekh sakte hai.
to isi taraha Aaj ke post me Me Aapko Aapni koi bhi Information QR code me kaise Convert kar ke Logo me Share kaise kare iski Janakari dene wala hu ! Aagar Aap bhi Chahate hai ki Aapka bhi 1 Ekk personal QR code ho jise Log Scan kar ke pehchane to Aaj ka post Step-by-Step Follow karte jaiye Aur Free me Aapna QR code banaiye.
How to make a QR code in Hindi
Step 1. Sabse pehela Samne Diye Huye website par jaiye – http://goqr.me
Website khulne ke baad aap dekh sakte hai ki apko sidebar me 9 icons dikh rahe honge.
Jaise ki -
- URL Website/Blog/youtube Link
- Text Personal Text
- Vcard Business card /Visiting Card
- SMS Messages
- Call Conant number
- Geolocation Location /place
- Event Show /ORG
- email Mail ID
- WiFi Wifi Password /SSD
Step 2. Yahan par har icon Aalag -Aalag istimal ke liye bana hai to Agar Aap Aapne Blog ya Youtube link ko QR code me Convert karna Chahate ho to 1 Icon yane URL box par Click kare !
Click karte hi Right Side me Ek Box Khulega Vaha Simply Blog ya Youtube Address Enter kare Aur Aap ke Samane QR Code Show Hoga Use Aap 2 format me Download kar sakte ho jaise ki
- JPG
- PNG
Sab kuch ho jane par ab apko image ko download karna hai. isko baad aap is QR code ko kahin par bhi share kar sakte hai. aur koi bhi isko scan kar ke iske andar ki jankari padh sakta hai.
QR scan kaise Scan kare in hindi
QR code ban jane ke baa dab aap soch rahe honge ki ise scan kaise kare. To dosto iske liye apko apne phone me ek App install karna hoga. Google Play Store se QR Code Reader App download Kar ke apne phone me install kare.
Jab aap is App ko open karenge to ism eek scanner aayega jis se apko QR code ko sacan karna hai. bas sari information apke phone me dikh jayegi.
To dosto mujhe ummid hai ki meri ye jankari apko pasand aayi hogi. Aap is post ko share karna na bhule. Agar kuch puchhna ho post ko lekar to comments kare…Thank You !
0 Comments
Apka comment humare moderation ke bad dikhai dega. Isliye comment karne ke bad pritksha kare. bar-bar ek hi comment na kare...