Hello Friends, Mera Naam Karan Jethwa Hai.Aur me PakkaSolutionHindi.com Ka Founder Hu. Aaj Ham janege ki apni site ki speed ko kaise check karte hai.
Bloggers Apni website Banate hai,Fir usme badhiya website designing karte hai. Or fir tarah-tarah ke useful widgets Add karte hai.Aur bahot kuch karte hai Bloggers apni website ke badiya (better) performance ke liye. Ab itni mehnat karne ke baad voh uspe Post likhte hai Aur Post ko har Social Networking Sites par Promote bhi karte hai. Ab Blog pe Traffic aata hai.Aur Visitors ki pehli nazar unki site ki speed par jati hai. Matlab site Toh Badhiya Bana li hai.Par Voh Loaded hone me kitna time leti hai or Site ko open hone ki speed kya hai.etc.
Toh hame apni site ko Visitors aasani use kar sake aesi banana hai. Uske liye hame ye jana hoga ki hamari site open hone me kitna time leti hai, Hamari site kitne MB ki hai, Site me kon-kon si chiz hai jiske vajah se site khulne me loaded ho rahi ho etc.Agar aapko ye sab pata chal jaye toh aap apni site ko User Friendly bana sakte ho. Ho jaiye Taiyar kyu ki aaj me aapko ek tarika batane wala hu jise aap ye sab jaan paoge.
Website Speed Kya Hai
- Website Speed matlab Site ko jab koi open karta hai toh voh loaded hone me kitna time leti hai or kitni speed se khulti hai.
- Aapki Website jitni fast kulegi utni hi logo ko use karne me aasani hogi.
Website Ki Speed Kaise Check Kare
- Site ki Speed Check karne ke liye Sabse Pehle GTmetrix.com site open kare.
- Ab Apni Site Ka Name Enter Kare Aur Analyze Par Click Kare
- Analyze par click karte hi Aapki site ki details collect ki jayegi Aur scanning shuru ho jayega.
- Niche ke Image me Dekhiye. Ab Aapki Site Ko Scan kiya Jayega.
» Also Read → Domain Name Kaise Add Kare Blog Address Me
- 2-3 Minute Site Ko Scanning me hoga. Site Scan Ho jane ke baad Niche ke Image me dekhiye. Site Kaisa Performance kar rahi Hai Aur site ki speed kya hai.Sab details me aa jayega.
- Page ko niche ki taraf down kijiye Or bhi bahut kuch jaan sakte hai apni site ke bare me.
» Must Read → Google Analytics Ka Parayog Kare Blog Traffic Dekhne Ke Liye
- Ab aap site ko puri tarah se dekh sakte hai.Apni speed aur site ki Size (MB) dekh le.Aapki site ki puri Report taiyar hai.Ap aap Site ka Performance Score Aur Page Details ko Achi tarah samjh le.
- GTmetrix site se aap Site ki Speed kyu low hai usse check kar sakte hai.Or site ki Speed kaise badhaye uska andaza laga sakte hai.Fir apni site ko Ek badiya useful site bana sakte hai.
- Upar Bataye gaye tarike se aap apni site ke visitors badha sakte hai Or Site Ko Fast Loading Karne se Search Engine me bhi fayda hoga.
- Is tarah Koi bhi Vistor aapki site par visit karega toh voh aapki site ka fan ho jayega. Kyu ki aapki site kisi ka time barbad nai karti or jaldi khul jati hai.
Hame is site pe Guest Post karne ka Avsar mila isliye ham Is site ke founder Vinay Singh ke Aabhari hai. Agar aapko is post se realated koi bhi sawaal ho toh hame comments se bataye.Hame aapki help karne me khushi hogi.
19 Comments
Thanks Brother Is Post Ko jald publish karne ke liye !
ReplyDeleteMost Welcome...
ReplyDeleteNice post........
ReplyDeleteSir mujhe mera blogger ka blog wordpress par le jana hai please koi achha or sasta hosting plan bataye
ReplyDeleteAgar aap sirf ek website wordpress par migrate karna chahte hai to hostgator ka Hatchling Plan lijiye. aur agar bahut se website ek hi hosting me sift karna hai to Hostgator Baby plan hi best rahega. Me apko Baby plan reccomend karunga.
ReplyDeleteImage Editing ke liye Free Software konsa best rahega ?
ReplyDeleteImage editing me Photoshope sabse best software hai. Photoshope ek aisa software hai jiski madat se hum image ko jaisa chahe vaisa editing kar sakte hai.
ReplyDeletePayza. Payoneer me payment direct bank suvidha hai kya . Ya fir rupay debit card add kar sakte h kya
ReplyDeleteYe direct bank suvidha nahi hai, debit/creadit add karna hoga paypal ki tarah hi hai.
ReplyDeleteBhai payza ac nahi ban raha password me problm ho raha hai bahot kosish kar liya .invalid paswrd bata raha h . Mene - j4k6d?$ag3 is tarah se daal kar dekh liya fir bhi nahi ban raha .aap bataiye paswrd me kis type me daalna hai
ReplyDeletepassword Vinaysingh@155 is type se daliye yani ki ek Capital word, ek symble aur fir number. is tarah se dalenge to koi dikkat nahi aayegi
ReplyDeleteSir me ek music website bavana chahata hun eske liye mujhe audio video kahan se milange
ReplyDeletevinay bhai kya main apni website pe google adsense laga sakta hu ya nahi meri site hai
ReplyDeleteexomovies.com
please chek karke btaye
buhut he acha post likha ha shukriya is post se mujy kafi madad mile ge site ki speed achi krne me.
ReplyDeleteBahut hi badiya hai.
ReplyDeleteKisiko photoshop sikhna hai toh visit kare hamare website ko www.hindimeshiksha.com
bhai mere blog par bhut let se adsence show hota hai iska kya karun hai bhai itna let se kue ads show hote hai
ReplyDeleteNice Post
ReplyDeleteMaine bhi banai hai ek website yaha se he jankari prapt karke use jarur dekhe
websiteinhindi.com
bhai mera blog bahut hi slow loading hota hai ise speed loading koi trick ho to jaroor share kare
ReplyDeleteBahut badiya post hai sir ji thankuuu ye article likhne ke liye bahut badiya jaankari di hai aapne
ReplyDeleteApka comment humare moderation ke bad dikhai dega. Isliye comment karne ke bad pritksha kare. bar-bar ek hi comment na kare...