Online Recharge Kahan Se Kare :
Vaise to Internet me bahut se aise sites mojud hai jo Online Recharge karne ki suvidha deti hai. Lekin ezrecharge.in jis se me humesha apna Mobile Recharge karta hu uske bare me bataunga. ezrecharge.in se hum sabhi Operator Telicome Networks pe Recharge kar sakte hai. Ye hume Mobile/DTH/Data Card Recharge karne ki suvidha deta hai.
ezRecharge.in Se Reacharge Kaise Kare :
#Step 1. Sabse pahle ezRecharge.in khole. Fir apko jis bhi chij Mobile/DTH/Data Card me Recharge karna ho vo Select kare.
- Mobile No. dale.
- Recharge Amount Dale.
- Apna Operator choose kare.
- Recharge ka Type chune.
- Recharge par click kare.
» Also Read → Gmail Me Send Ki Gai Mails Ko Kaise Roke
#Step 2. Ab ye apse Login karne ko kahega. iske liye pahle Sign Up par click kar ke aur Sign Up form bhar kr Quick Sign Up par click kare.
#Step 3. Agale Page me Recharge Confirm karne ke liye aayega. Aap apna Mobile no. aur Amount check kar sakte hai. fir Proceed To Pay par click kare.
#Step 6. Congtatulation ! apka Phone Successfuly Recharge ho gya hai.
» Must Read → Android Pre-Loaded App Kaise Uninstall Kare
Friends apko ye jankari kaisi lagi mujhe Comments kar ke jarur bataye aur Is Post ko share kr ke dusre longo tak bhi pahunchaye...Thank You!
28 Comments
sir,aap mujhe ye bataiye ki aap apni photos kaun se software se edit karte ho aur agar aap photo editing ke liye kisi achche android app ke bare me jante ho to please bataiye.
ReplyDeleteKon kon se ads network direct bank ac me paise deti h blog par .
ReplyDeleteHello brother Me aapki site pe guest post karna chahta hu.Toh pls aap bataye me kaise karu.Aur post kese bheju.
ReplyDeleteHaa aap bilkul kr sakte hai. Aap meri guest Post Guidlines padhe apko pata chal jayega kaise kya karna hai.
ReplyDeleteSirf Adsense hi hume Direct bank me paise deti hai. Baki dusre Networks Paypal ke dawra payment karti hai...
ReplyDeleteMe Photo editing ke liye Photoshope use karta hu...
ReplyDeleteaur Android me photo editing ke liye pics art app achha hota hai..
Photoshop free hai ki paid hai or isme image banana aacha hai ki koi aur software se
ReplyDeleteVery Nice Post....
ReplyDeleteलेकिन आप अभी भी अपनी Website में बहुत सी गलतियाँ कर रहें है | Really आपको अपने Blog में बहुत से सुधार करने की जरूरत है. For Get Success In Blogging Please visit : http://techandtweet.in
Guest post dena chahta hu ? Reply back
ReplyDeleteAgar apko meri site pe kuch kami lagti hai to aap mujhe jarur bataye. aur me har ek visitors se bhi yehi request karta hu ki mere site unhe jo kamiya dikhti hai mujhe jarur bataye taki me ise behtar kar saku...
ReplyDeleteAap pahle meri Guest Post Guidlines padhe...
ReplyDeletePhotoshop photo editing ke liye sabse best software hai. aap is link se Photoshop download kar sakte hai/
ReplyDeleteNice post, achi jankari lagi lekin kai site online recharge marne per Cashback ya discounts dete kya ye bhi site deti hai kya ye mujhe janna tha so please answer my question..
ReplyDeleteBro aap 1 baar meri site visit kare or bataiye ki mughe isme or kya kya add karna chahiye dhanyabad
ReplyDeleteApki site mujhe achhi lagi aur mujhe nahi lagta ki apko aur kuch add karne ki jarurat hai. fir bhi aap chahe to fb fan box add kar sakte hai apne sidebar me. is se apki site ka look aur bhi khil jayega.
ReplyDeleteCoupan code ke istemal karne par ye discount deti hai...
ReplyDeleteNice information , Sir muje batao ki mere blog par adsense match information wala error aa rha hai ... Esliye ads nhi lag rhe hai my kya karu
ReplyDeleteAdsense match cotent ads ke liye bhi pahle approval hota hai tabhi aap apne blog pe adsense ke match cotent ads laga sakte hai.
ReplyDeleteMain godady se domain purchase kiya aur blog me ad bhi kiya lekin mere blog me pehle se adsense ka ads laga hua tha jo domain add krne ke baad show nahi krta hai kya problem ho sakti hai????
ReplyDeleteHello..,.. mn apne computer mn cd dalta hun to kuch to chal jati hn kuch nhn chal pati chahe vo game ki hon ya movie ki plz solve my prblm
ReplyDeleteImei.... number badlne ka trika bta sakte hn aap
ReplyDeletedj mixing software kaise download kiya jay
ReplyDeleteAap Online Download kar sakte hai.
ReplyDeletebro kya baat he kafi din ho gaye post nhi dali kya ho gaya
ReplyDeleteSir kya ye ham atm se bhi kar sakte h
ReplyDeleteHey bro,youtube se video kese download karte hain.mughe bataie.
ReplyDeleteबहुत अच्छा जाकारी शेयर किया है आपने ,,, धन्यवाद्
ReplyDeleteNice and useful article keep up good work thanks for sharing
ReplyDeleteApka comment humare moderation ke bad dikhai dega. Isliye comment karne ke bad pritksha kare. bar-bar ek hi comment na kare...