Blogger me Free Blog banane ke baad bari aati hai Post likhne ki. Aap apne Blogger Dashboard me New Post par Click kar ke Post likh sakte hai. Aur aap is [Infografic] se bahut kuch sikh sakte hai Blogger Post Editor ke bare me.
Post Me Image Add Karne Ke Baad Image Ko Seo Friendly Kaise Banate Hai :
#Step 1 : Pahle Image par Click kare fir Properties Me jaye.
» Also Read → Blogger Se Attribution Kaise Remove Kare
#Step 2 : Ab do Box ayenge jisme pahle wale Box me Image ka Title dalna hai aur dusre Box me Keywords dalne hai.
Note » Image me Title aur Keywords dalna important hai kyonki Google ko pata nahi hota ki Images me kya hai. Aur jab hum Image me Title aur Keywords dal dete hai to Google Crawling ke doran unhe Image me kya hai pata chal jata hai falswarup humari Post jaldi Search Engines me aati hai.
Friends I hope ki ye Post apko pasand aai hogi. Aap apni Pratikriya Comments kr ke jarur bataye aur is Post ko Share karna bhi na bhule...Thank You!
11 Comments
hello sir kya mai ALT text me bahut sare keyboards d aal skta hun kya jese =>>> free net kaise chalate hai, Airtel free net kaise chalate hai, Airtel me free internet kaise use large hai sir is type ke keyboards add kar ska hun kya ek hi image me plz bataye ye white hate seo hai ya black hate or aisa karne par kya hoga plz jaldi comment karna sir plz
ReplyDeleteHaa aap bahut se Keyword dal sakte hai lekin suru ke 1-2 hi kafi hote hai. Jyada Keywords dal kar koi fayda nahi hai.
ReplyDeleteHello Sir pc me app install kaise kare ..mai jab pc me app install karta ho to adobe redar open hojata hai ..ab adobe redar me kya krana hai ki App install ho jaye
ReplyDeletePc me Android app chalane ke liye apko Bluestack player download karna hoga fir aap Android phone ke sare App aur Game ka maza apne Pc me bhi le payenge...
ReplyDeletebro apne apni site ka logo kis software ya app se design kiya ?
ReplyDeleteMaine apna logo Photoshop se banaya hai.
ReplyDeleteBhai kya - ye site paisalive,in monemails,in aur sendearn . Ye tino site mail padhne par paise deti hai or maine account banaya hai or earn point bhi bana hai kya ye site sahi hai .ya farji. kya ye paise degi.
ReplyDeleteMaine kabhi inhe try to nahi kiya lekin ye website sach me hume mail padhne par paise deti hai. aur ye sites farji nahi hai.
ReplyDeletePar maine hindi me help pe pucha yahi sawal to bataye kisi ne ki ye fake hai mai ispe practical kar chuka hu .aisa kaha aur dusra email padne wali site ka naam bataya or isme ac banane ke liye kaha.
ReplyDeleteHo bhi sakta hai kyonki maine ise bahut din pahle hi use kiya tha.
ReplyDeleteThis is an incredible rousing article.I am essentially satisfied with your great work.You put truly supportive data. Keep it up. Phone System
ReplyDeleteApka comment humare moderation ke bad dikhai dega. Isliye comment karne ke bad pritksha kare. bar-bar ek hi comment na kare...