Ad Code

Responsive Advertisement

Sitemap Submit Kare Google Search Console Me

Blogger pe Blog banane ke bad hume bahut si chije karni padti hai jisse ki humara blog google search me aaye aur jyada se jyada traffic humare blog pe aaye. aaj hum janenge ki Google Search Console me Sitemap kaise submit kiya jata hai aur ye kyon jaruri hai.

Sabse pahle ye jante hai ki Sitemap submit karna kyon itna jaruri hai humare Blog ke liye. Iska sidha sa jawab hai ki Sitemap submit karne se Google humare site ko Track karna Start kar deta hai jisse ki humara Blog(Website) Google Search Result me jaldi aata hai. Hum koi bhi naya Post dalte hai to hume kuch karne ki jarurat nahi padti Google Automatic humare Post ko Google Search me dikhane lagti hai. To chaliye jante hai Google Search Console me Sitemap Submit kaise hota hai.

SitemapSitemap Submit Kaise Kare :


#Step 1. Sabse pahle Google Search Console ke site pe jaye aur apne Login kare. Fir Right sight me Add Property par Click kare.

2016-01-06_7-33-52

Must Read → Multiple Facebook Accounts Kaise Chalaye Ek Android Phone Me

#Step 2. Ab apko khali Box me apne Blog(Website) ka URL dalna hai. URL dalne ke bad Add Property par Click kare. Ab apka Blog(Website) Google Search Console me add ho gaya hai.

2016-01-05_21-23-08

#Step 3. Agale Page me apko Carwl>>Sitemap par Click karna hai Aur fir Add/Test Sitemap par Click kare.

2016-01-05_21-43-22Also Read → Blogger Se Attribution Kaise Remove Kare

#Step 4. Ab apko upar right sight me Ek Box dikhega jisme apke Blog address ke bad khali box hoga. Usme apko "sitemap.xml" likh ke Submit Sitemap par Click karna hai. Aap niche Screenshote dekh sakte hai.

2016-01-05_21-48-09

#Step 5. Sitemap sahi se Submit hua hai ya nahi ye dekhne ke liye Aap page ko Refresh kare. Aur jaisa ki niche Screenshote me dikhaya gya hai vaisa hi apko dikhai dega.

2016-01-05_21-51-20

Friends Sitemap Submit karne bad suru me 3-4 din lag sakte hai Sitemap Update hone me. Apko ye jankari kaisi lagi hume Comments kar ke jarur bataye aur is Post ko Share karna bhi na bhule.
Reactions

Post a Comment

12 Comments

  1. Maina ek aisi site ko dekha ho jo humain
    Signed up karne se http://TheReferProject.com/index.php?ref=183529
    ⬆ 20 dollars deti hai
    Aur sign up karke ap paise kama skte hai

    ReplyDelete
  2. Ye sab fake sites hai suru me sign up bonus 20$ deti jarur hai lekin bad me jab payment lene ki bari aati hai to mukar jati hai...

    ReplyDelete
  3. Sir kya ap bata Skte ho kya ye site Farji hai ya Sahi hai paise kamane ke liye. Sign up karne se 20 dollars deti hai Please ans http://TheReferProject.com/index.php?ref=183529

    ReplyDelete
  4. Kiya ap new blog ke post ko Apne blog par
    SHARE KAR SKTE HO.. Please maina Ek Naya blog banaya hai aur new article likhte haihttp://jankarilogoki.blogspot.com/2016/01/new-singer-apni-pehchan-kaise-banaye3.html

    ReplyDelete
  5. http://jankarilogoki.blogspot.com/2016/01/new-singer-apni-pehchan-kaise-banaye3.html
    Ye maina likha hai Logo ko Share karne ke liye

    ReplyDelete
  6. Ye sab farji sites hai koi paise vaise nahi dete...

    ReplyDelete
  7. Aap guest post dal sakte hai mere blog pe...

    ReplyDelete
  8. bro agar ham template changae kerte he to kya hame phir se google search console me apni site add karni padegi ya nhi or agar nhi to kya sirf verification karna padega?
    or agar sirf verification karna padega to mene dashboard me dekh wo to allready verified likha hua aa rha he or aap bol rhe ho ki me phir se verification karu?
    agar aap verification ke liye bologe to?

    ReplyDelete
  9. Nahi sirf ek hi bar karna padta hai..

    ReplyDelete
  10. 1. apka kehne ka matlab he ki agar me tamplate change karu to verification nhi karna padega.
    2. me apne blog ko bing me submit kese karu or apne blog ke sitemap ko bing me submit kese karu?
    ye dono ans plz dijiye

    ReplyDelete
  11. haa apko sitemap ek bar hi submit karna hai bar bar nahi..
    and blog ko bing me submit karne ke liye apko un sites pe apna feed address dal kar submit karna hai..

    ReplyDelete
  12. Hello sir maine apni site ko sitemap me submit kiya hai lekin mere jitne post hai index nhi karte google me aur na hi traffic aate hai. Sir pls btaye mai kya kru.

    ReplyDelete

Apka comment humare moderation ke bad dikhai dega. Isliye comment karne ke bad pritksha kare. bar-bar ek hi comment na kare...