Mera abhi ka jo vishay hai WO hai Logo. Logo kya hai. Aap sabhi ne dekha hoga internet par hum jab bhi koi site kholte hai toh sabse pehle hamare samane us site ka logo aata hai. Logo Hume batata hai ki site ka main maksad kya hai. Hum sabhi chahte hai ki hum bhi blogging kar ke paise kama sake. Aur hum paise kamane ke liye apna blog ya website banate hai.
Hum blog Bana lete blog me sabhi widget ko bhi add kar dete hai Lekin jab baat logo ki aati hai toh hum net pe free logo dhudne lagte hai. Jin vicharo ko Logo nahi milta wo ja to har man lete hai ja phir kisi photo pe apni site ka naam likh kar use logo bana lete hai.Lekin mai aap ko batuga ki blog website ke liye aap free logo bana sakte hai wo bhi apne android phone mai. Toh apni site ka logo banane ke liye sabse pehle aap ko Quick Logo design v.2 play store se download karna hoga. Ab is app ko apne phone me install kare. Ab logo banane ke liye yeh steps follow kare.
Android Phone Se Website Ka Logo Kaise Banye :
#Step 1 - Sabse pehle Quick logo design app ko open kare.
#Step 2 - Enter company name ki jagah apni site ka naam dale.next karne ke liye arrow ko swipe kare.
#Step 3 - Apni pasand ka icon choose kare. next karne ke liye swipe kare.
Also Read → Android Smart Phone Ke Liye 5 Useful Antivirus
#Step 4 - Ab logo ka font choose kare. next karne ke liye swipe kare.
#Step 5 - Apni pasand ka colour chune. next karne ke liye swipe kare.
#Step 6 - Ab apka logo ready hai logo ko Save karne ke liye Download jpeg par OK kare.
Khas baat yeh hai ki aap logo offline bana sakte hai. Umeed hai aapko ye post pasand aayi hogi. Aur HindiMeJane ko Email par Subscribe karna bhi na bhule...Thank you.
Note»» Ye ek guest post hai jise likha hai Gurkripal Singh ne jo gurunigah.blogspot.com ke owner hai. Agar aap bhi humare site pe guest post likhna chahte hai to yahan Click kare.
15 Comments
Thank you very much vinay Ji post ko jald publish karne ke liye
ReplyDeleteMost Welcome dear...
ReplyDeleteye post mere liye very important hai becouse mai bhi sab kaam mobile se karta hu.mere pas pc ya laptop nhi hai.super! ek question hai-:
ReplyDeletekya hum bina app k logo nhi bana sakte?
mera matalab online ya kisi website se.
haa aap FlamingText.com se free me logo design kar sakte hai...
ReplyDeleteBhai kya paypal. only india ka rupay debit card support nahi karta.. Or paypal ke alawa konsi site h jisme doller rupye me trasfer karke direck bank account me le sake
ReplyDeleteNahi paypal rupay debit support nahi karta agar apka visa debit hai to ho jayega. and Paypal sabse no.1 hai iska aur bahut se online site paypal se hi hume payment karti hai...
ReplyDeleteKafi acchi post sir mujhe iski sakht jarurat thi aap aise hi hume guide krte rhe
ReplyDeleteJi jarur !
ReplyDeletesir ise blog me kaise add kare please sir vistaar se bataye
ReplyDeleteNice...post
ReplyDeleteMy blog visit now free recharge tricks......
Nice...post
ReplyDeleteMy blog visit now free recharge tricks......
Indrasinhsolanki.blogspot.com
Layout me Header Option se Set kar sakte hai logo...
ReplyDeletehello vinay....mera song lyrics audio nd video dwnld ka blog ka....mere pas pc ni h...kya template edtd krne k liye koi app h to plzz btao ....lyricsmonsterpoint.blogspot.com
ReplyDeleteek or quest...maine AdSense k liy apply kia tha disapprove ho gya qki text km h....main kya kru qki song lyrics m to txt limited hi hote h plzzz bro help
Template edit karne ke liye pc jaruri hai. fir bhi agar aap mobile se karna chahte hai to Chrome browser se try kar sakte hai. me sure to nahi kah sakta but hona jana chahiye edit...
ReplyDeleteaur ek bar adsense disapproval hua to kya hua thode din baad aap fir se apply kare...
Bro !!!
ReplyDeleteYe btao ki blogger site par Android Phone se logo kaise lgaye
Apka comment humare moderation ke bad dikhai dega. Isliye comment karne ke bad pritksha kare. bar-bar ek hi comment na kare...