Ad Code

Responsive Advertisement

Youtube Channel : Social Media Icons Kaise Add Kare

Hello friends aap to jante hi hai ki online paise kamane ke mamle me Youtube kitna femous hai. iske bare me maine bahut se post bhi dale hai. agar apne vo posts abhi tak nahi padhi to is link par click kar ke padh sakte hai.

Aaj hum janege Youtube Channel ke front page pe Social Media icons kaise add kiya ja sakta hai iske bare me. agar apko nahi pata kaise aur kahan dikhte hai ye icons humare channel pe to mere Hindi Me Jane Youtube Channel me aap dekh sakte hai.

youtube-11

Social Medial Icons Add Karne Ke Fayde -




  • Viewers direct humare Social Page ko like aur Follow ke sakte hai.

  • Viewers humare channel ko jyada value dete hai.

  • Isse humare channel ka look aur bhi sandar ho jata hai.

  • isme hum apni website ka link bhi add kar sakte hai jisse viewers humare website par bhi aa sakte hai.



Social Media Icons Kaise Add Kare -



#1. Sabse pahle apna Youtube me sign in kariye.

youtube 2


  1. Pencile ke nisaan par click kariye

  2. Edit Links par Click Kariye



#2. Ab apko niche kuch khali boxes najar aayenge unme apne Social Page ka link daliye. Agar aap chahe to apni Website ki link bhi dal sakte hai jisse apke website ka icon bhi najar ayega.

youtube 3

#3. Fir Last me Done par click kariye aur apne homepage pe jakar dekhiye kuch is tarah se Social Media Icons apke Channel me dikhai denge. (niche Screenshote dekhiye)

youtube

Friends agar apne abhi tak humare Youtube Channel ko Subscribe nahi kiya to jarur kare. aur is post ko share karna bhi na bhule dhanywad!
Reactions

Post a Comment

21 Comments

  1. Vinay bhia aapne youtube se adsense account approve karaya hai.... Maine karaya tha to oin very nahi huaa hai 10$ se jade ho gaye hai

    ReplyDelete
  2. 1 month wait kariye...
    fir ye 10$ payment history me add ho jayenge..

    ReplyDelete
  3. Sikhi sidak
    Me hardail singh jado via apne pAnjab bid h vapas onda ha te

    ReplyDelete
  4. Me hardialsingh sikhi nu bahot pyar karda ha ajkal panjab vich look sikhi nu bahot pichhe chhad dita ha bahot dukh do gal ha apani sikhi kaem rkho aur sher bano

    ReplyDelete
  5. mene you tube per video upload kar diya . lekin usper paiso ka to kahi bhi jikar nahi huva. to paise kese kamana huva. plz help me. sir

    ReplyDelete
  6. Youtube me video upload karne ke baad video ko menetize kar ke adsense se jodana hota hai. Fir agar koi apke video ko dekhta hai to apki earning hoti hai.

    ReplyDelete
  7. sir mara channel monitize ni ho rha plz help me

    ReplyDelete
  8. Sir YouTube pey mey apny blog ka page kse banao please jaldi reply krna.

    ReplyDelete
  9. Sir mera You Tube Channel hai jesa ki aap ne bataya ki Edit Links par Click kar ke Social media icon laga sakte hai lekin mere you tube channel par edit link ka option aahi nahi raha to please muhje bataye ki me kya karu .

    ReplyDelete
  10. Reply to karo do sir kya karne hai mujhe.

    ReplyDelete
  11. Hi,
    very good articale thanks for sharing keep up the good work

    ReplyDelete
  12. thamkyou so much bro for help

    ReplyDelete
  13. Sir aapki information bhut achi hain . Lekin kya hum apne blog per youtube channel ke adsense account ko approved kara sakte hain kya

    ReplyDelete
  14. sir mera blog ka seo 63 hai kaise increase Kare

    ReplyDelete
  15. nice Helpfull articale And information

    ReplyDelete
  16. Nice artical and information

    ReplyDelete
  17. Thanks bro jude rhiye hamare sath !

    ReplyDelete

Apka comment humare moderation ke bad dikhai dega. Isliye comment karne ke bad pritksha kare. bar-bar ek hi comment na kare...